Anshumali
Guest
|
Kyaa Dekhe Roz Aaine MeN Waqt Hai Surat Badalne MeN ...
Hum Hai Musafir Zindagi Ke Girenge UThenge Chalne MeN ...
BheeDh MeN SannaateN HaiN MehangheN Bazaar Khulne MeN ...
Maanaa Ki Andheraa Bahut Hai Zaraa Chaand Chhupne MeN ...
Rok Nahi Paate AansooN HazaaroN Ghum Sehne MeN ...
Gar Zindagi Bekaar Hoti "Naresh" Der Nahi Lagaate Marne MeN ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Matrix Guy
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 05, 2011, 10:34:01 AM » |
|
naresh ji bahot hi aache words he .........aacha laga padkar........2nd last wala sabse aacha laga muje ........bahot hi saccha ......keep it up .....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ishk ek ibadat
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 05, 2011, 11:58:42 AM » |
|
Kyaa Dekhe Roz Aaine MeN Waqt Hai Surat Badalne MeN ...
Hum Hai Musafir Zindagi Ke Girenge UThenge Chalne MeN ...
BheeDh MeN SannaateN HaiN MehangheN Bazaar Khulne MeN ...
Maanaa Ki Andheraa Bahut Hai Zaraa Chaand Chhupne MeN ...
Rok Nahi Paate AansooN HazaaroN Ghum Sehne MeN ...
Gar Zindagi Bekaar Hoti "Naresh" Der Nahi Lagaate Marne MeN ... Bahut khoob ... Naresh Bhai ! maqtaa bahut khaas likha hai aapne... vaise saari ghazal hi umdaa likhi hai ... daad hi daad savikaar karen humari ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 05, 2011, 01:04:05 PM » |
|
Akhri do mujhe bahaut zada pasand aye.. Bahaut bahaut khoob mere bhai.. Khush rahiye..!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 05, 2011, 01:54:08 PM » |
|
naresh ji bahot hi aache words he .........aacha laga padkar........2nd last wala sabse aacha laga muje ........bahot hi saccha ......keep it up .....
Bahut bahut shukriya ... aapki pasandegi aur hauslaa afzaai kaa ! khush rahen ... ! duaaon ke saath ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 05, 2011, 05:26:39 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 05, 2011, 06:05:44 PM » |
|
behtareen kalaam Ansumali ji. superb--jhakashhh aur bahut hi khaas. dil ke andar se daad ji. " thanx "
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #8 on: February 05, 2011, 06:37:57 PM » |
|
Bahut khoob ... Naresh Bhai ! maqtaa bahut khaas likha hai aapne... vaise saari ghazal hi umdaa likhi hai ... daad hi daad savikaar karen humari ... !
Bahut bahut shukriya ... Rajinder Bhai ! aapki pasandegi aur dilee daad kaa !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #9 on: February 06, 2011, 03:20:33 AM » |
|
Akhri do mujhe bahaut zada pasand aye.. Bahaut bahaut khoob mere bhai.. Khush rahiye..! Rahim Ji ... aapki pasandegi aur dilee daad kaa bahut bahut shukriya ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Radhika_2
Guest
|
|
«Reply #10 on: February 06, 2011, 05:37:09 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #11 on: February 06, 2011, 07:15:06 AM » |
|
Thanks ........ Radhika Phir se padhne ke liye .. !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #12 on: February 06, 2011, 12:02:19 PM » |
|
behtareen kalaam Ansumali ji. superb--jhakashhh aur bahut hi khaas. dil ke andar se daad ji. " thanx "
Shukriya ... Nirala Ji ! dilee daad aur hausla afzaai kaa !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #13 on: February 06, 2011, 01:55:04 PM » |
|
Zindagi ki tarah bikhar jaayen…… kyun ham aise jiyen ki mar jaayen --NM--
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 06, 2011, 02:55:55 PM » |
|
Ishk Ji ... Shukriyaah ....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|