Dil kee dharkan

by mazHur on November 27, 2013, 03:24:02 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 696 times)
mazHur
Guest
Reply with quote

Hijr mein taqdeer so jaati he kion?
Zindagi khwaboan mein kho jaati he kion?

Dekhtay hee ik jhalak teri sanam
Dil kee dharkan tez ho jaati he kion?

Phool agar taqdeer de sakti nahi
Bagh e dil mein khaar bo jaati he kion?

​Apne hee hathoan se rakh kar cheez ko
sochta hoon cheez kho jaati he kion?

Ye tilism e yaar he ke her gali
koocha e janaan hee ko jaati he kion?

by mazHur
Logged
vb
Guest
«Reply #1 on: November 27, 2013, 03:45:16 PM »
Reply with quote
mazHur sahab! buhat he khoobsoorat ghazal kahi aap ne... andaaz-d-bayaaN.. aur lafzon ka chunao.. buhat he behtareen... buhat pasand aya hamen aap ka kalaam...
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #2 on: November 27, 2013, 04:00:15 PM »
Reply with quote
Dekhtay hee ik jhalak teri sanam
Dil kee dharkan tez ho jaati he kion?

Ye tilism e yaar he ke her gali
koocha e janaan hee ko jaati he kion?

waah wah Mahur sahab bohut umda khayaal piroya hai
lajwaab ApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
Risk
Guest
«Reply #3 on: November 27, 2013, 04:05:12 PM »
Reply with quote

Hijr mein taqdeer so jaati he kion?
Zindagi khwaboan mein kho jaati he kion?

Dekhtay hee ik jhalak teri sanam
Dil kee dharkan tez ho jaati he kion?

Phool agar taqdeer de sakti nahi
Bagh e dil mein khaar bo jaati he kion?

​Apne hee hathoan se rakh kar cheez ko
sochta hoon cheez kho jaati he kion?

Ye tilism e yaar he ke her gali
koocha e janaan hee ko jaati he kion?

by mazHur
wah wah
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #4 on: November 27, 2013, 04:53:04 PM »
Reply with quote
beautiful
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #5 on: November 27, 2013, 05:46:53 PM »
Reply with quote

Hijr mein taqdeer so jaati he kion?
Zindagi khwaboan mein kho jaati he kion?

Dekhtay hee ik jhalak teri sanam
Dil kee dharkan tez ho jaati he kion?

Phool agar taqdeer de sakti nahi
Bagh e dil mein khaar bo jaati he kion?

​Apne hee hathoan se rakh kar cheez ko
sochta hoon cheez kho jaati he kion?

Ye tilism e yaar he ke her gali
koocha e janaan hee ko jaati he kion?

by mazHur


naaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaice
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #6 on: November 27, 2013, 06:06:35 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #7 on: November 27, 2013, 07:41:45 PM »
Reply with quote
waah waah waah
bahut bahut khoob.. Usual Smile
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Saman Firdaus
Guest
«Reply #8 on: November 27, 2013, 09:23:56 PM »
Reply with quote
Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #9 on: November 27, 2013, 11:17:38 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #10 on: November 27, 2013, 11:56:06 PM »
Reply with quote
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah, khoobsoorat ghazal Mazhur saheb, bahut pasand aai mujhe, khaas taur se ye ashaar-

Phool agar taqdeer de sakti nahi
Bagh e dil mein khaar bo jaati he kion?

Ye tilism e yaar he ke her gali
koocha e janaan hee ko jaati he kion?
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #11 on: November 28, 2013, 01:34:57 AM »
Reply with quote

Hijr mein taqdeer so jaati he kion?
Zindagi khwaboan mein kho jaati he kion?

Dekhtay hee ik jhalak teri sanam
Dil kee dharkan tez ho jaati he kion?

Phool agar taqdeer de sakti nahi
Bagh e dil mein khaar bo jaati he kion?

​Apne hee hathoan se rakh kar cheez ko
sochta hoon cheez kho jaati he kion?

Ye tilism e yaar he ke her gali
koocha e janaan hee ko jaati he kion?

by mazHur


wonderful,sir
Logged
aqsh
Guest
«Reply #12 on: November 28, 2013, 03:53:23 PM »
Reply with quote
Waaaaaaaaaaaaaah!... Behtareen peshkash Mazhar saab... dili daaaaaad qubool kijiyega...
Logged
suman59
Guest
«Reply #13 on: November 28, 2013, 04:30:55 PM »
Reply with quote
Quote
Phool agar taqdeer de sakti nahi
Bagh e dil mein khaar bo jaati he kion?

​Apne hee hathoan se rakh kar cheez ko
sochta hoon cheez kho jaati he kion?

 Clapping Smiley Clapping Smiley

bahut umda
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:38:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer