Dil Ko Samjhaa Rahe Ho ... ! NARESH MEHRA

by Anshumali on April 04, 2011, 03:42:36 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1834 times)
Anshumali
Guest
Reply with quote
Tum Jo Mere Kareeb Aaa Rahe Ho
Phir KyoN Aaine MeN Sharmaa Rahe Ho ...

Ho Naa Jaaye Khabar Zamaane Ko
Kyaa Iss Dar Se Nazar Jhukaa Rahe Ho ...

AankhoN MeN Jitne SapneN HaiN
Pure Honge ? Dil Ko Samjhaa Rahe Ho ...

Ban Jaaye Naa Zindagi Tamaashaa
Kyaa Yeh Soch Ke Ghabraa Rahe Ho ...

Jo Lakeer Nahi Hai Haath MeN "Naresh" Ke
KyoN Tum Kaaghaz Pe Banaa Rahe Ho ...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kis HuQ Se ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Dil Ke Paas Ho Tum ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Tuu Hii Mahtaab Hai ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2 3  All »
Aaj Holi Hai ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals
Kal Kaa Bhuulaa .. ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2 3  All »
manjum
Guest
«Reply #1 on: April 04, 2011, 03:58:17 AM »
Reply with quote
kya bat hai anshuji... bahut sundar... khas tour pae aakhri line...

 Applause Applause Applause
Logged
Matrix Guy
Guest
«Reply #2 on: April 04, 2011, 04:42:43 AM »
Reply with quote
bahot khoob likha he naresh ji....bahot hi aachi aur behtareen peshkash he.........keep going this way........
Logged
SkykiTears
Guest
«Reply #3 on: April 04, 2011, 04:54:55 AM »
Reply with quote
Bohout KHOOB..  Applause

-SKY-
Logged
nirala
Guest
«Reply #4 on: April 04, 2011, 09:33:57 AM »
Reply with quote
dil ko khus karnewali ghazal.
wah wah wah naresh ji waah.
““
dil se daad
Logged
ishk ek ibadat
Guest
«Reply #5 on: April 04, 2011, 01:16:09 PM »
Reply with quote
Ho Naa Jaaye Khabar Zamaane Ko
Kyaa Iss Dar Se Nazar Jhukaa Rahe Ho ...

Jo Lakeer Nahi Hai Haath MeN "Naresh" Ke
KyoN Tum Kaaghaz Pe Banaa Rahe Ho ...


Naresh Bhai .. Yeh do ashaar bahut pasand aaye hume ... yuuN saari ghazal hi bahut khoob rahi ..
tahe dil se daad hazir hai ..... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

yuhi likhte rahiye ... !
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: April 04, 2011, 01:18:04 PM »
Reply with quote
Tum Jo Mere Kareeb Aaa Rahe Ho
Phir KyoN Aaine MeN Sharmaa Rahe Ho ...

Ho Naa Jaaye Khabar Zamaane Ko
Kyaa Iss Dar Se Nazar Jhukaa Rahe Ho ...

AankhoN MeN Jitne SapneN HaiN
Pure Honge ? Dil Ko Samjhaa Rahe Ho ...

Ban Jaaye Naa Zindagi Tamaashaa
Kyaa Yeh Soch Ke Ghabraa Rahe Ho ...

Jo Lakeer Nahi Hai Haath MeN "Naresh" Ke
KyoN Tum Kaaghaz Pe Banaa Rahe Ho ...
Logged
sbechain
Guest
«Reply #7 on: April 04, 2011, 01:27:56 PM »
Reply with quote
Tum Jo Mere Kareeb Aaa Rahe Ho
Phir KyoN Aaine MeN Sharmaa Rahe Ho ...

Ho Naa Jaaye Khabar Zamaane Ko
Kyaa Iss Dar Se Nazar Jhukaa Rahe Ho ...

AankhoN MeN Jitne SapneN HaiN
Pure Honge ? Dil Ko Samjhaa Rahe Ho ...

Ban Jaaye Naa Zindagi Tamaashaa
Kyaa Yeh Soch Ke Ghabraa Rahe Ho ...

Jo Lakeer Nahi Hai Haath MeN "Naresh" Ke
KyoN Tum Kaaghaz Pe Banaa Rahe Ho ...

BAHUT KHOOB
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #8 on: April 04, 2011, 01:56:40 PM »
Reply with quote
boht khoob naresh ji maza aaya parh kar
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #9 on: April 04, 2011, 03:35:11 PM »
Reply with quote
kya bat hai anshuji... bahut sundar... khas tour pae aakhri line...

 Applause Applause Applause

Manjum Ji !! aapka koshish ko pasand karne aur dilee daad kaa bahut bahut shukriya ... aise hi hauslaa badhaate rahen aage bhi ... khush rahen ... !

duaaoN ke saath .. !
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: April 04, 2011, 04:01:30 PM »
Reply with quote
Tum Jo Mere Kareeb Aaa Rahe Ho
Phir KyoN Aaine MeN Sharmaa Rahe Ho ...

Ho Naa Jaaye Khabar Zamaane Ko
Kyaa Iss Dar Se Nazar Jhukaa Rahe Ho ...

AankhoN MeN Jitne SapneN HaiN
Pure Honge ? Dil Ko Samjhaa Rahe Ho ...

Ban Jaaye Naa Zindagi Tamaashaa
Kyaa Yeh Soch Ke Ghabraa Rahe Ho ...

Jo Lakeer Nahi Hai Haath MeN "Naresh" Ke
KyoN Tum Kaaghaz Pe Banaa Rahe Ho ...

bahut bahut Khooob Nareshji

Har Ek As'haar lajawaab!!!

Bahut AChe Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
Anshumali
Guest
«Reply #11 on: April 04, 2011, 05:23:04 PM »
Reply with quote
bahot khoob likha he naresh ji....bahot hi aachi aur behtareen peshkash he.........keep going this way........

Bahut bahut shukriya ..... Matrix Ji !! aapke humesha saath aur hauslaa afzaai kaa !!!!
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #12 on: April 04, 2011, 05:26:12 PM »
Reply with quote
Bahut hi sadi per bahut hi asardar peshkash naresh ji..
Logged
Parimal Jain
Guest
«Reply #13 on: April 04, 2011, 05:43:51 PM »
Reply with quote
Nice One ! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #14 on: April 05, 2011, 07:04:41 AM »
Reply with quote
Bohout KHOOB..  Applause

-SKY-

Shukriya . aapki nawaazish kaa !!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:25:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer