Dilon ka aazmaana baaqi hai...........................................Aqsh.

by aqsh on October 21, 2013, 12:11:16 PM
Pages: [1] 2 3 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 3190 times)
aqsh
Guest
Reply with quote
Na hi haya yaad rahi na hi parda yaad raha
Woh aane wale hai bas itna hi yaad raha

Paigaam bheja hai, bas unka aana baaki hai
Muhabbat meiN diloN ka, aazmaana baaki hai

Machalte hue armaanoN ko, kuch aaraam mile
Betaab se mere is dil ko, behlaana baaki hai

Banakar apna gawah ,chaand aur sitaroN ko
Wafa ke rang se raat ko, sajaana baaki hai

Tadap deedar ki, lamhoN meiN mit jaayegi
NigahoN ka nigahoN se, takraana baaki hai

Hoti rahe barsaat, pyaar bhare is mausam ki
Khamosh se laboN par, abhi afsaana baaki hai

Muhabbat ke chaman ko, guloN se saja lo “Aqsh”
Ke hawa ka aakar unhe, ab mehkaana baaki hai

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Baaqi hai by bekarar in Ghazals « 1 2 3  All »
BAAQI HAI ------A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
BAAQI HAI -2..(K_A) by khamosh_aawaaz in Miscellaneous Shayri
***Jaroor Aazmaana*** by AVTAR RAYAT in Pain in Love : Punjabi poetry
dilon se dilon ke riste kabhi tuta nahi karte by sunildehgawani in Miscellaneous Shayri
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #1 on: October 21, 2013, 12:30:45 PM »
Reply with quote
Na hi haya yaad rahi na hi parda yaad raha
Woh aane wale hai bas itna hi yaad raha

Paigaam bheja hai, bas unka aana baaki hai
Muhabbat meiN diloN ka, aazmaana baaki hai

Machalte hue armaanoN ko, kuch aaraam mile
Betaab se mere is dil ko, behlaana baaki hai

Banakar apna gawah ,chaand aur sitaroN ko
Wafa ke rang se raat ko, sajaana baaki hai

Todhkar saari bandisheiN ,bikhar jaaye hum
JismoN ka jismoN se, abhi takraana baaki hai

Hoti rahe barsaat, pyaar bhare is mausam ki
Khamosh se laboN par, abhi afsaana baaki hai

Muhabbat ke chaman ko, guloN se saja lo “Aqsh”
Ke hawa ka aakar unhe, ab mehkaana baaki hai

Applause Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause :clap:wha wha bhut khub
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #2 on: October 21, 2013, 01:12:06 PM »
Reply with quote
Kya baat hai Aqsh ji, bahut hi khoobsurat Ghazal likhi aapne jaisa aap chah rahi thi ... saare ahsaar bahut khoobsurat rahe... Dheron Daad ..
Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #3 on: October 21, 2013, 01:43:13 PM »
Reply with quote
Na hi haya yaad rahi na hi parda yaad raha
Woh aane wale hai bas itna hi yaad raha

Paigaam bheja hai, bas unka aana baaki hai
Muhabbat meiN diloN ka, aazmaana baaki hai

Machalte hue armaanoN ko, kuch aaraam mile
Betaab se mere is dil ko, behlaana baaki hai

Banakar apna gawah ,chaand aur sitaroN ko
Wafa ke rang se raat ko, sajaana baaki hai

Todhkar saari bandisheiN ,bikhar jaaye hum
JismoN ka jismoN se, abhi takraana baaki hai

Hoti rahe barsaat, pyaar bhare is mausam ki
Khamosh se laboN par, abhi afsaana baaki hai

Muhabbat ke chaman ko, guloN se saja lo “Aqsh”
Ke hawa ka aakar unhe, ab mehkaana baaki hai

wonderful,ma'am
Logged
khujli
Guest
«Reply #4 on: October 21, 2013, 01:59:42 PM »

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #5 on: October 21, 2013, 03:14:45 PM »
Reply with quote
Na hi haya yaad rahi na hi parda yaad raha
Woh aane wale hai bas itna hi yaad raha

Paigaam bheja hai, bas unka aana baaki hai
Muhabbat meiN diloN ka, aazmaana baaki hai

Machalte hue armaanoN ko, kuch aaraam mile
Betaab se mere is dil ko, behlaana baaki hai

Banakar apna gawah ,chaand aur sitaroN ko
Wafa ke rang se raat ko, sajaana baaki hai
Behtreen Kalaam pesh kiya hai Aapne,
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause ApplauseBahyt Khoob.
Aqsh Jee.
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #6 on: October 21, 2013, 03:43:29 PM »
Reply with quote
 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower beautiful
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013

View Profile
«Reply #7 on: October 21, 2013, 04:02:10 PM »
Reply with quote
Todhkar saari bandisheiN ,bikhar jaaye hum
JismoN ka jismoN se, abhi takraana baaki hai
so to hai  Laughing hard Laughing hard Laughing hard

bahot khoob Aqsh ji, dheron daad khubool kijiye  Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #8 on: October 21, 2013, 05:55:03 PM »
Reply with quote
 hello2 hello2 hello2 bahut bahut khob aqsh ji . dheron daad.
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #9 on: October 21, 2013, 07:21:03 PM »
Reply with quote
Na hi haya yaad rahi na hi parda yaad raha
Woh aane wale hai bas itna hi yaad raha

Paigaam bheja hai, bas unka aana baaki hai
Muhabbat meiN diloN ka, aazmaana baaki hai

Machalte hue armaanoN ko, kuch aaraam mile
Betaab se mere is dil ko, behlaana baaki hai

Banakar apna gawah ,chaand aur sitaroN ko
Wafa ke rang se raat ko, sajaana baaki hai

Todhkar saari bandisheiN ,bikhar jaaye hum
JismoN ka jismoN se, abhi takraana baaki hai

Hoti rahe barsaat, pyaar bhare is mausam ki
Khamosh se laboN par, abhi afsaana baaki hai

Muhabbat ke chaman ko, guloN se saja lo “Aqsh”
Ke hawa ka aakar unhe, ab mehkaana baaki hai

veriiiiiiiiiiiiiiii gud
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 30 minutes.
Posts: 18608
Member Since: Jun 2009

View Profile
«Reply #10 on: October 21, 2013, 07:59:46 PM »
Reply with quote
wah wah wah bihut umda likha hai aqsh ji
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #11 on: October 21, 2013, 08:30:01 PM »
Reply with quote

Aqsh Sahibaa Aadaab...!

WaaH jee waaH kia kahne jee bahut khoob... badi hi mahekti chaekti aur purasar kalaam kahi hai aapne...

behad khumaar bhare ahsaas O khayaal ko umdaa lafz diye haiN jee... Is khoobsurat aur umdaa kalaam par humari dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...

Likhate rahiye... bazm ko roshan karte rahiye...
Shaad O aabad rahiye...

Khuda Hafez...

Logged
aqsh
Guest
«Reply #12 on: October 21, 2013, 08:32:08 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause :clap:wha wha bhut khub
thnxxxxxx a lotttttttt rajan ji...
Logged
aqsh
Guest
«Reply #13 on: October 21, 2013, 08:33:10 PM »
Reply with quote
Kya baat hai Aqsh ji, bahut hi khoobsurat Ghazal likhi aapne jaisa aap chah rahi thi ... saare ahsaar bahut khoobsurat rahe... Dheron Daad ..
Applause Applause Applause Applause Applause
thnxxx a lotttttt musaahib ji...
Logged
aqsh
Guest
«Reply #14 on: October 21, 2013, 08:34:17 PM »
Reply with quote

wonderful,ma'am
thnx MB ji....
Logged
Pages: [1] 2 3 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:29:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer