DIN KUCH AISE....

by pandit on April 20, 2009, 09:40:04 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3451 times)
pandit
Guest
Reply with quote
FEW LINES OF THIS ARE WRITEN BY JAGJEET SINGH.....

DIN KUCH AISE GUJAARTA HAI KOI,
JAISE EHSAA UTARTA HAI KOI.

HUMNE "POOJA" HAI UNHE AISE,
KHUDA KO JAISE POOJTA HAI KOI.

PYAAR ME KUCH LOG MILE HAIN AISE,
"DUSHMANI" DOST NIKAALTA HAI KOI.

...PANDIT.....




Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kuch aise guzarte hai .... by muskaan.hir in Shayri for Khumar -e- Ishq
Peechla Saal Kuch Aise Guzra,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
kuch gham aise hain by saahill in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Kuch Lehren Aise Bhi Hai by hunny_nirala in Shayri for Dard -e- Judai
pandit
Guest
«Reply #1 on: April 20, 2009, 09:49:30 PM »
Reply with quote
HAR MUBARAK CHAAND ME TERA CHEHRA DEKHA,
JAISE RAAT K BAAD EK NAYA SAVERA DEKHA.

LAUT AAYA HOON US MOOD PE, JAHA SE JUDA HUYE THE,
TUM AAYE BHI NAHI, MAINE KITNI BAAR MUD-MUD K DEKHA.

TUMHE NEND TO AATI HOGI, CHAIN SE AB SO BHI JAAO,
KHULI AANKHO ME BHI AATE SAPNE, HAR SAPNE HUMNE TUJHKO DEKHA.


....PANDIT.....
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: April 21, 2009, 02:02:20 AM »
Reply with quote
Dono gazal bahut khoob...  Thumbs UP

Keep flowing Pandit ji
Logged
pandit
Guest
«Reply #3 on: April 21, 2009, 02:28:59 AM »
Reply with quote
Dono gazal bahut khoob...  Thumbs UP

Keep flowing Pandit ji


BAHUT BAHUT SHUKRIYA ROOJA JEE..
THANKS
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #4 on: April 21, 2009, 12:30:57 PM »
Reply with quote
Nice creation Pandit Ji
SARVESH RASTOGI
Logged
pandit
Guest
«Reply #5 on: April 21, 2009, 05:07:26 PM »
Reply with quote
Nice creation Pandit Ji
SARVESH RASTOGI

Thanks Sarvesh Bhai.......
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: April 23, 2009, 02:23:58 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai dono he post ki hui gazals kamal ki hai ....

bahoot khoob Pandit ji...
Logged
pandit
Guest
«Reply #7 on: April 24, 2009, 02:48:35 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai dono he post ki hui gazals kamal ki hai ....

bahoot khoob Pandit ji...

DHANYAWAAD POOJA JEE...
Logged
saaz_haldwanvi
Guest
«Reply #8 on: April 24, 2009, 04:18:17 AM »
Reply with quote
HAR MUBARAK CHAAND ME TERA CHEHRA DEKHA,
JAISE RAAT K BAAD EK NAYA SAVERA DEKHA.

LAUT AAYA HOON US MOOD PE, JAHA SE JUDA HUYE THE,
TUM AAYE BHI NAHI, MAINE KITNI BAAR MUD-MUD K DEKHA.

TUMHE NEND TO AATI HOGI, CHAIN SE AB SO BHI JAAO,
KHULI AANKHO ME BHI AATE SAPNE, HAR SAPNE HUMNE TUJHKO DEKHA.
 


....PANDIT.....

aa_hha kya likh diya pandit ji, kayal kar gaye hum me tum, aankhiri misron mein gajab dhaha gaye---ki  tumhe need to aati hogi chain se so jao----thora jor kafiye mein aur jarruri hai--
Logged
pandit
Guest
«Reply #9 on: April 24, 2009, 05:58:04 AM »
Reply with quote
THANKS SAAZ BHAI..
KOISHISH KARUNGAA....
Logged
pandit
Guest
«Reply #10 on: April 24, 2009, 06:06:16 AM »
Reply with quote
TOHFAA EK BADA NAAYAAB LAYA HOON,
ASHQ AAKHO ME BHARA EK SAILAAB LAAAYA HOON,
KISI DAR SE JO TUMNE LIKHE HI NAHI,
UNN KHATOON K JAWAAB LAAYA HOON.



.....PANDIT........

Logged
pandit
Guest
«Reply #11 on: April 27, 2009, 09:15:58 PM »
Reply with quote
KUCH KAANTE BHI MILTE HAI, ZINDAGI PHOOLO KI SEEZ NAHI,
TERI YAAD ME GAR GUJAR JAAYE, ZINDAGI SE MUJHE KOI PARHEZ NAHI.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #12 on: May 12, 2009, 04:10:04 AM »
Reply with quote
bahut khoob sanju sabhi gazels bahut achi hai Usual Smile


patthar hai khudaa-
patthar ke sanam-
patthar ke hii inasaan paae hain

tum shahar-e-mohabbat kahate ho- ham jaan bachaake aae hain

butakaanaa samajhate ho jisako-
puuchho na vahaan kyaa haalat hai
ham log vahiin se laute hain-
bas shukr hai ke laut aae hain

ham soch rahe hain muddat se-
ab umer guzaarenge bhii to kahaan
saharaa mein kushii ke phuul nahi-
sharaon me gamii ke saae hain

hontho ne pe tabassum halakaa saa-
aankhon mein namii sii hai faakir
ham ahl-e-mohabbat par aksar aise bhii zamaane aae hain

patthar hai khudaa ...
Logged
pandit
Guest
«Reply #13 on: May 13, 2009, 11:43:34 PM »
Reply with quote
bahut khoob sanju sabhi gazels bahut achi hai Usual Smile


patthar hai khudaa-
patthar ke sanam-
patthar ke hii inasaan paae hain

tum shahar-e-mohabbat kahate ho- ham jaan bachaake aae hain

butakaanaa samajhate ho jisako-
puuchho na vahaan kyaa haalat hai
ham log vahiin se laute hain-
bas shukr hai ke laut aae hain

ham soch rahe hain muddat se-
ab umer guzaarenge bhii to kahaan
saharaa mein kushii ke phuul nahi-
sharaon me gamii ke saae hain

hontho ne pe tabassum halakaa saa-
aankhon mein namii sii hai faakir
ham ahl-e-mohabbat par aksar aise bhii zamaane aae hain

patthar hai khudaa ...

KYA BAAT HAI SONU.....
Logged
Roja
Guest
«Reply #14 on: May 14, 2009, 02:04:24 AM »
Reply with quote
bahut khoob sanju sabhi gazels bahut achi hai Usual Smile


patthar hai khudaa-
patthar ke sanam-
patthar ke hii inasaan paae hain

tum shahar-e-mohabbat kahate ho- ham jaan bachaake aae hain

butakaanaa samajhate ho jisako-
puuchho na vahaan kyaa haalat hai
ham log vahiin se laute hain-
bas shukr hai ke laut aae hain

ham soch rahe hain muddat se-
ab umer guzaarenge bhii to kahaan
saharaa mein kushii ke phuul nahi-
sharaon me gamii ke saae hain

hontho ne pe tabassum halakaa saa-
aankhon mein namii sii hai faakir
ham ahl-e-mohabbat par aksar aise bhii zamaane aae hain

patthar hai khudaa ...

Nice gazal Sonu
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 08:48:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer