suman59
Guest
|
Dost se bichade huye yu to zamane ho gaye, Haan magar yaadon se ashqon ke khazane ho gaye
Bhoj hoti jaa rahi hai, ab to rishtedariyan Lag raha hai aajkal rishte purane ho gaye
Apni her ek meharbani ka vo rekhte hai hisaab, Ab hamare meharba.n, kitne sayane ho gaye
Aapko humse bichadkar laut jaana tha zarur Waqt ki bechargi shayad bahane ho gaye
Jis jagah per kal hua karte the, ganne ke khet Aaj us jagah per karkane ho gaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #1 on: October 03, 2012, 04:06:00 PM » |
|
Bahut khoob rakkha tha jo haath mere kandho par un haatho ko dhoonte zamaane ho gaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #2 on: October 03, 2012, 04:11:51 PM » |
|
Bahut khoob rakkha tha jo haath mere kandho par un haatho ko dhoonte zamaane ho gaye Ek diwana humse bahut mohabbat karta hai Magar humse jyada dunia ki fikr karta hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ritesh Modi
Guest
|
|
«Reply #3 on: October 03, 2012, 04:23:10 PM » |
|
wah wah kya baat hai suman ji....lajawab...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #4 on: October 03, 2012, 04:26:52 PM » |
|
Ek diwana humse bahut mohabbat karta hai Magar humse jyada dunia ki fikr karta hai
wah wah bahut khoob ye hunar maa ka diya, barso purana hai Naasamajh duniya kahtee mujhe diwaana hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #5 on: October 03, 2012, 04:30:26 PM » |
|
wah wah bahut khoob ye hunar maa ka diya, barso purana hai Naasamajh duniya kahtee mujhe diwaana hai Mere samne mehfil mein aaye baite hai Apne haaton mein mera dil dabaye baite hai Jab humne poocha ki kya hai haaton mein Bahana bana diya ki mehendi lagaye baite hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #6 on: October 03, 2012, 04:34:48 PM » |
|
Mere samne mehfil mein aaye baite hai Apne haaton mein mera dil dabaye baite hai Jab humne poocha ki kya hai haaton mein Bahana bana diya ki mehendi lagaye baite hai Wah waaaaaaaaaaaaaaaaah Bahaana banaane ki aadaat hai unki mujhe jee bhar sataana aadat hai unki unhe pata hai ham pareshan hai phir bhi apne laboN ko siye baithe hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #7 on: October 03, 2012, 04:41:06 PM » |
|
Wah waaaaaaaaaaaaaaaaah Bahaana banaane ki aadaat hai unki mujhe jee bhar sataana aadat hai unki unhe pata hai ham pareshan hai phir bhi apne laboN ko siye baithe hai
aap bi kam nahi. lajawab teri yaad mein zindagani gawa di maine Chandni raat thi sannata tha Vo na the dil mein jwar-bhata tha Ek takiya bahon mein berkar maine Badi mushkil se din kata tha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #8 on: October 03, 2012, 04:47:01 PM » |
|
aap bi kam nahi. lajawab teri yaad mein zindagani gawa di maine Chandni raat thi sannata tha Vo na the dil mein jwar-bhata tha Ek takiya bahon mein berkar maine Badi mushkil se din kata tha wow.... kafan odh ke zameen pe sote hai taaroN ko gin ke din ye bitaate hai ham kitne ziddi hai unhe pata naheeN aasmaan se taare bhi tod laate haiN
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #9 on: October 03, 2012, 04:56:00 PM » |
|
wow.... kafan odh ke zameen pe sote hai taaroN ko gin ke din ye bitaate hai ham kitne ziddi hai unhe pata naheeN aasmaan se taare bhi tod laate haiN
Kabhi inkar karte ho kabhi ikrar karte ho kabhi aasman se tare tod lane ki baat karte ho matlab saaf jahir hai ki humse pyar karte ho dua yahi hai k yeh mehfil sada jagmagati rahe mohabbat sada haste rahe..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #10 on: October 03, 2012, 05:07:58 PM » |
|
Kabhi inkar karte ho kabhi ikrar karte ho kabhi aasman se tare tod lane ki baat karte ho matlab saaf jahir hai ki humse pyar karte ho dua yahi hai k yeh mehfil sada jagmagati rahe mohabbat sada haste rahe.. wah wah wah tarah tarah ke log, acche bure baithe haiN is mahfil me jaane kitne diljale baithe haiN palkeN jhuka lo kahi nazar na lag jaaye in buri nazroN se to ham bhi jale baithe haiN
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #11 on: October 03, 2012, 05:16:25 PM » |
|
wah wah wah tarah tarah ke log, acche bure baithe haiN is mahfil me jaane kitne diljale baithe haiN palkeN jhuka lo kahi nazar na lag jaaye in buri nazroN se to ham bhi jale baithe haiN hahahaaa... kya baat hai raat aati hai magar teri in baaton ko yaad kar ke kat jaati hai aankh sitaron mein tap-tapati hai itni badnam ho gayi hu mai ki ab to neend bi aate huye sharata hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #13 on: October 03, 2012, 05:26:36 PM » |
|
hahahaaa... kya baat hai raat aati hai magar teri in baaton ko yaad kar ke kat jaati hai aankh sitaron mein tap-tapati hai itni badnam ho gayi hu mai ki ab to neend bi aate huye sharata hai Bahut khoob "KasmeN vaade nibhaayenge ham mil ke rahenge janam janam "
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #14 on: October 03, 2012, 05:32:07 PM » |
|
Bahut khoob "KasmeN vaade nibhaayenge ham mil ke rahenge janam janam "
acha to ab hum chalte hai... gud night
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|