Anshumali
Guest
|
Kehne Ko Baat Zaraa Sii Hai Naa Kahu Toh Khataa Sii Hai...
Phool Khiile Bhi Rahe Magar Chhaai YahaaN Khizaa Sii Hai...
Haal-E-Dard Sunaau Kise Woh Pehle Se Hii Khafaa Sii Hai...
Dupatta Utaare Ghoom Rahi Hai Naye Zamane Ki Hayaa Sii Hai...
Rok Luu Kaise Un LamhoN Ko Jo Khud Hii Ek Hawaa Sii Hai...
Raushni Ki Aarzu Kya Kare "Naresh" Bujhi Haath MeN Shamaa Sii Hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #2 on: November 20, 2010, 10:35:19 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
zarra
Guest
|
|
«Reply #3 on: November 21, 2010, 08:16:26 AM » |
|
bahaut hi umda ghazal kahi hai naresh ji. bahaut hi subtle aur nuanced khayaal zahir kiye aur kahe bhi kis ada aur naazuki se. wah wah !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #4 on: November 24, 2010, 12:53:36 PM » |
|
Naresh Jee Aadaab!
Bade dino bad yahaN humara aana hua aur aapki yeH nayi kalaam nazar nawaaz huyi.....
Masha Allah sabhi ashaaroN ke khayaal behad umda hai janab behad khoob kalaam kahi hai aapne daad Aapki is umdaa kalaam per dheroN daad hazir hai Naresh jee dil se daad kabool kijiye.....
Aise umdaa kalaamoN se ruberu karate rahiye..... Khush O aabad rahiye.....
Khuda Hafez...... Sameer Ji ... Aadaab ! Aapka koshish ko saraahane aur pur khoolus Daad ka bahut bahut shukriya ... aise hi aate rahen aage bhi ... khush rahen ... duaaon ke saath ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #5 on: November 24, 2010, 01:11:33 PM » |
|
Rahim Ji ... aapka koshish ko saraahane ka aur daad ka bahut bahut shukriya ... khush rahen ... duaaon ke saath ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Radhika_2
Guest
|
|
«Reply #6 on: November 25, 2010, 06:22:50 PM » |
|
Kehne Ko Baat Zaraa Sii Hai Naa Kahu Toh Khataa Sii Hai...
Phool Khiile Bhi Rahe Magar Chhaai YahaaN Khizaa Sii Hai...
Haal-E-Dard Sunaau Kise Woh Pehle Se Hii Khafaa Sii Hai...
Dupatta Utaare Ghoom Rahi Hai Naye Zamane Ki Hayaa Sii Hai...
Rok Luu Kaise Un LamhoN Ko Jo Khud Hii Ek Hawaa Sii Hai...
Raushni Ki Aarzu Kya Kare "Naresh" Bujhi Haath MeN Shamaa Sii Hai...
Ji .. sabhi ashaar purasar kahe hai aapne ... bahut khuub ! tahe dil se daad hazir hai ... qabool kareN ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
.adeeb
Guest
|
|
«Reply #7 on: November 25, 2010, 07:07:54 PM » |
|
Bahut khoob likha hai Naresh ji. Khas taur par dupatte wali lines to kamaal ki hain jo nasihatkhez bhi hain. Dili daad hazir hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #8 on: November 27, 2010, 11:29:52 AM » |
|
bahaut hi umda ghazal kahi hai naresh ji. bahaut hi subtle aur nuanced khayaal zahir kiye aur kahe bhi kis ada aur naazuki se. wah wah !!
Shukriya ... aapki pasandegi aur daad ka !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #9 on: November 29, 2010, 01:22:31 PM » |
|
Bahut khoob likha hai Naresh ji. Khas taur par dupatte wali lines to kamaal ki hain jo nasihatkhez bhi hain. Dili daad hazir hai.
Adeeb Saha ... Aadaab ! aapki pasandegi ... ijazat afzaai aur purkhoolus daad ka bahut bahut shukriya ... aise hi saath nibhaate rahen aage bhi ... khush rahen ... duaaon ke saath ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #10 on: December 23, 2010, 01:25:26 PM » |
|
Bahut Bahut Shukriya ... Aap Sabhi ke saath ... Khush rahen ... !
duaaoN ke saath ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #11 on: February 03, 2011, 05:52:52 PM » |
|
bahaut hi umda ghazal kahi hai naresh ji. bahaut hi subtle aur nuanced khayaal zahir kiye aur kahe bhi kis ada aur naazuki se. wah wah !!
Shukriya ... Sahab ! aapki nawaazish kaa !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shihab
Yoindian Shayar
Rau: 27
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:29 days, 3 hours and 46 minutes.
Maut To Ek Shuruaat Hai...
Posts: 2082 Member Since: Dec 2006
|
|
«Reply #12 on: February 03, 2011, 05:57:59 PM » |
|
Kya Baat Hai Jaanab Ki Kya Hi Khoobsurat Kalaam Bazm Ko Ata Kiya Hai Wah Sabhi Ashaaron Ke Khayal Behad Hi Umda Rahe.Khoob Is Khoobsurat Peshkash Pe Dili Dad.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #13 on: February 04, 2011, 12:49:53 PM » |
|
Kya Baat Hai Jaanab Ki Kya Hi Khoobsurat Kalaam Bazm Ko Ata Kiya Hai Wah Sabhi Ashaaron Ke Khayal Behad Hi Umda Rahe.Khoob Is Khoobsurat Peshkash Pe Dili Dad.....
Aapki pasandegi aur dilee daad kaa bahut bahut shukriya ... HumDum Ji ! khush rahen ... ! duaaon ke saath ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
brokenbyluv
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 04, 2011, 12:54:10 PM » |
|
Bahut khoob naresh ji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|