sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
|
Ehsaas zindagee meN jo chhookar guzar gayaa. Mere liye bahut badaa vo kaam kar gayaa.
Tere baghair jee sakooN koshish meN hooN zaroor. Varnaa vujood to mere bheetar kaa mar gayaa.
Ham soofiyaanaa dil liye bachte rahe magar. Unkee nazar kee teer thaa dil meN utar gayaa.
Saaye ke peechhe bhaag kar mujhko n kuchh milaa. Ojhal nigaah se huaa jaane kidhar gayaa.
FarmaaishoN pe aaj phir bachhoN ko daant dee. Jab leke khaalee jeb maiN daftar se ghar gayaa.
Sharm-o-hayaa to taaq pe rakh dee hai usne aaj. Lagtaa hai uskee aankh kaa paanee utar gayaa.
Koi naheeN hai aarzoo koi n justjoo. ‘Saini’ kisee ke pyaar meN had se bikhar gayaa.
Dr.Surendra Saini
एहसास ज़िंदगी में जो छू कर गुज़र गया । मेरे लिए बहुत बड़ा वो काम कर गया ॥
तेरे बग़ैर जी सकूँ कोशिश में हूँ ज़रूर । वर्ना वुजूद तो मेरे भीतर का मर गया ॥
हम सूफ़ियाना दिल लिए बचते रहे मगर । उनकी नज़र का तीर था दिल में उतर गया ॥
साये के पीछे भाग कर मुझको न कुछ मिला । ओझल निगाह से हुआ जाने किधर गया ॥
फ़रमाइशों पे आज फिर बच्चों को डाँट दी । जब ले के खाली जेब मैं दफ़्तर से घर गया ॥
शर्म-ओ-हया तो ताक़ पे रख दी है उसने आज । लगता है उसकी आँख का पानी उतर गया ॥
कोई नहीं है आर्ज़ू कोई न जुस्तजू । 'सैनी'किसी के प्यार में हद से बिखर गया ॥
डा०सुरेन्द्र सैनी
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
vb
Guest
|
|
«Reply #1 on: November 21, 2013, 04:46:42 PM » |
|
buhat he khoob ghazal ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #2 on: November 21, 2013, 04:55:35 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
|
|
«Reply #4 on: November 21, 2013, 05:05:48 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Mohammad Touhid
Umda Shayar
Rau: 35
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:38 days, 12 hours and 35 minutes.
'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!
Posts: 7160 Member Since: Aug 2009
|
|
«Reply #5 on: November 21, 2013, 07:14:59 PM » |
|
waaaaaaaaaah waaaaaaaaaaaaaaah waaaaaaaaaaaaah bahut bahut khoob sir ji..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SURESH SANGWAN
Guest
|
|
«Reply #6 on: November 21, 2013, 07:52:15 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
jeet jainam
Khaas Shayar
Rau: 237
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:60 days, 12 hours and 13 minutes.
my rule no type no life and ,i m happy single
Posts: 10150 Member Since: Dec 2012
|
|
«Reply #7 on: November 21, 2013, 08:17:07 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Risk
Guest
|
|
«Reply #8 on: November 21, 2013, 08:47:32 PM » |
|
Ehsaas zindagee meN jo chhookar guzar gayaa. Mere liye bahut badaa vo kaam kar gayaa.
Tere baghair jee sakooN koshish meN hooN zaroor. Varnaa vujood to mere bheetar kaa mar gayaa.
Ham soofiyaanaa dil liye bachte rahe magar. Unkee nazar kee teer thaa dil meN utar gayaa.
Saaye ke peechhe bhaag kar mujhko n kuchh milaa. Ojhal nigaah se huaa jaane kidhar gayaa.
FarmaaishoN pe aaj phir bachhoN ko daant dee. Jab leke khaalee jeb maiN daftar se ghar gayaa.
Sharm-o-hayaa to taaq pe rakh dee hai usne aaj. Lagtaa hai uskee aankh kaa paanee utar gayaa.
Koi naheeN hai aarzoo koi n justjoo. ‘Saini’ kisee ke pyaar meN had se bikhar gayaa.
Dr.Surendra Saini
एहसास ज़िंदगी में जो छू कर गुज़र गया । मेरे लिए बहुत बड़ा वो काम कर गया ॥
तेरे बग़ैर जी सकूँ कोशिश में हूँ ज़रूर । वर्ना वुजूद तो मेरे भीतर का मर गया ॥
हम सूफ़ियाना दिल लिए बचते रहे मगर । उनकी नज़र का तीर था दिल में उतर गया ॥
साये के पीछे भाग कर मुझको न कुछ मिला । ओझल निगाह से हुआ जाने किधर गया ॥
फ़रमाइशों पे आज फिर बच्चों को डाँट दी । जब ले के खाली जेब मैं दफ़्तर से घर गया ॥
शर्म-ओ-हया तो ताक़ पे रख दी है उसने आज । लगता है उसकी आँख का पानी उतर गया ॥
कोई नहीं है आर्ज़ू कोई न जुस्तजू । 'सैनी'किसी के प्यार में हद से बिखर गया ॥
डा०सुरेन्द्र सैनी
umda
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #9 on: November 21, 2013, 09:14:39 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #10 on: November 21, 2013, 10:05:14 PM » |
|
Saaye ke peechhe bhaag kar mujhko n kuchh milaa. Ojhal nigaah se huaa jaane kidhar gayaa.
FarmaaishoN pe aaj phir bachhoN ko daant dee. Jab leke khaalee jeb maiN daftar se ghar gayaa.
Sharm-o-hayaa to taaq pe rakh dee hai usne aaj. Lagtaa hai uskee aankh kaa paanee utar gayaa.
Koi naheeN hai aarzoo koi n justjoo. ‘Saini’ kisee ke pyaar meN had se bikhar gayaa.
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah, sir bahut achhi ghazal kahi hai, bahut pasand aaye ye ash'aar, dheroN daad aur ek Rau qubool kijiye meri taraf se.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
zarraa
|
|
«Reply #11 on: November 21, 2013, 10:25:34 PM » |
|
Dil ko chhootee huwee ghazal par khoob saaree daad Saini sahab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #12 on: November 21, 2013, 10:41:25 PM » |
|
Ehsaas zindagee meN jo chhookar guzar gayaa. Mere liye bahut badaa vo kaam kar gayaa.
Tere baghair jee sakooN koshish meN hooN zaroor. Varnaa vujood to mere bheetar kaa mar gayaa.
Ham soofiyaanaa dil liye bachte rahe magar. Unkee nazar kee teer thaa dil meN utar gayaa.
Saaye ke peechhe bhaag kar mujhko n kuchh milaa. Ojhal nigaah se huaa jaane kidhar gayaa.
FarmaaishoN pe aaj phir bachhoN ko daant dee. Jab leke khaalee jeb maiN daftar se ghar gayaa.
Sharm-o-hayaa to taaq pe rakh dee hai usne aaj. Lagtaa hai uskee aankh kaa paanee utar gayaa.
Koi naheeN hai aarzoo koi n justjoo. ‘Saini’ kisee ke pyaar meN had se bikhar gayaa.
Dr.Surendra Saini
एहसास ज़िंदगी में जो छू कर गुज़र गया । मेरे लिए बहुत बड़ा वो काम कर गया ॥
तेरे बग़ैर जी सकूँ कोशिश में हूँ ज़रूर । वर्ना वुजूद तो मेरे भीतर का मर गया ॥
हम सूफ़ियाना दिल लिए बचते रहे मगर । उनकी नज़र का तीर था दिल में उतर गया ॥
साये के पीछे भाग कर मुझको न कुछ मिला । ओझल निगाह से हुआ जाने किधर गया ॥
फ़रमाइशों पे आज फिर बच्चों को डाँट दी । जब ले के खाली जेब मैं दफ़्तर से घर गया ॥
शर्म-ओ-हया तो ताक़ पे रख दी है उसने आज । लगता है उसकी आँख का पानी उतर गया ॥
कोई नहीं है आर्ज़ू कोई न जुस्तजू । 'सैनी'किसी के प्यार में हद से बिखर गया ॥
डा०सुरेन्द्र सैनी
naaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaice-SAS
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Ram Saraswat
Khususi Shayar
Rau: 26
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:10 days, 7 hours and 12 minutes.
Posts: 999 Member Since: Apr 2008
|
|
«Reply #14 on: November 22, 2013, 01:27:53 AM » |
|
Sharm-o-hayaa to taaq pe rakh dee hai usne aaj. Lagtaa hai uskee aankh kaa paanee utar gayaa. Waah Bahut Khoob Dr. Saini
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|