Ek Dil Do Jism HaiN Hum "Khwahish"

by khwaish on February 10, 2013, 11:41:52 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1272 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Nazaro Se Door Rehkar Bhi Kisi Ki Soch MeN Rehna
Kisi Ke Paas Rehne Ka Tareeqa Ho To Aisa Ho...!!!



Kya Haal Hai Kabhi Pucho Apne Deewane Se
Hum To Jeete Hai Faqat Tere Muskuraane Se

Meri Duniya To Muntazir Hai Sirf Aapki
Khil Uthta Hai Chehra Tere Kareeb Aane Se

Main Nahi Jaanta Par Yeh Log kehte HaiN
Main Main Nahi Rehta,Tere Door Jaane Se

Mujh MeN Tujhe MeN Waise To Koi Fark Nahi
Ek Dil Do Jism  HaiN Hum Kayi Zamaane Se

Aapki AankhoN MeN Aansuu Kabhi Naa Aayenge
Humne Seekha Hai Ishq Farmaana Parwaane Se

Tere Gham-Mere Gham, Meri Khushi-Teri Khushi
Pyaar Khatam Nahi Hota Waqt Ke Guzar Jaane Se

"Khwahish" Ishq Kiya Hai To Nibhaana Bhi Seekho
Phool Bhi Mar Jaate HaiN Ek Baar Murjhaane Se


       ~~~~~Khwahish~~~~~~
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: February 10, 2013, 12:00:25 PM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob
Logged
sbechain
Guest
«Reply #2 on: February 10, 2013, 12:01:47 PM »
Reply with quote
Nazaro Se Door Rehkar Bhi Kisi Ki Soch MeN Rehna
Kisi Ke Paas Rehne Ka Tareeqa Ho To Aisa Ho...!!!



Kya Haal Hai Kabhi Pucho Apne Deewane Se
Hum To Jeete Hai Faqat Tere Muskuraane Se
ab to thik ho ya abhi bhi murjhaaye hue ho mere baagh ke phool icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Meri Duniya To Muntazir Hai Sirf Aapki
Khil Uthta Hai Chehra Tere Kareeb Aane Se
per main tumharaa chehra kaise dekhoon koi tasweer bhi to nahin hai icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent
Main Nahi Jaanta Par Yeh Log kehte HaiN
Main Main Nahi Rehta,Tere Door Jaane Se
phir kya ho jaate ho icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent
Mujh MeN Tujhe MeN Waise To Koi Fark Nahi
Ek Dil Do Jism  HaiN Hum Kayi Zamaane Se
main ladki hoon aur tum ladka to fark kaise nahin . samajhdaari ki baat kiya karo Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Aapki AankhoN MeN Aansuu Kabhi Naa Aayenge
Humne Seekha Hai Ishq Farmaana Parwaane Se
to kabhi tumhein maine jalte hue nahin dekha hai. sirf uun hi baatein na banayaa karo tongue3 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3
Tere Gham-Mere Gham, Meri Khushi-Teri Khushi
Pyaar Khatam Nahi Hota Waqt Ke Guzar Jaane Se
haan aur badh jataa hai agar wo waqqi pyaar hai to icon_flower icon_flower icon_flower
"Khwahish" Ishq Kiya Hai To Nibhaana Bhi Seekho
Phool Bhi Mar Jaate HaiN Ek Baar Murjhaane Se
per kabhi mujhe chocolate nahin khilayaa. apni khataraa mein nahin ghumaaya to phir ye kaisa nibhana hua ji. icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower

       ~~~~~Khwahish~~~~~~

Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #3 on: February 10, 2013, 12:04:27 PM »
Reply with quote
Veryyyyyyyyyyyyyyy Beautiful!!! And Very Romanticccccccccccc!!!!!

Bohat aacha likha hai aap ne khwaish jeee!!!


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
vimmi singh
Guest
«Reply #4 on: February 10, 2013, 12:14:51 PM »
Reply with quote
waaaaaaaaah... jabardast peshkash khwahish ji....... bahut bahut khoob...
 icon_flower icon_flower icon_flower
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #5 on: February 10, 2013, 12:36:54 PM »
Reply with quote
Waah Bahut Khub Khawaish Ji
Logged
@Heer@
Guest
«Reply #6 on: February 10, 2013, 12:53:06 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
suman59
Guest
«Reply #7 on: February 10, 2013, 02:15:00 PM »
Reply with quote
Nazaro Se Door Rehkar Bhi Kisi Ki Soch MeN Rehna
Kisi Ke Paas Rehne Ka Tareeqa Ho To Aisa Ho...!!!



Kya Haal Hai Kabhi Pucho Apne Deewane Se
Hum To Jeete Hai Faqat Tere Muskuraane Se

Meri Duniya To Muntazir Hai Sirf Aapki
Khil Uthta Hai Chehra Tere Kareeb Aane Se

Main Nahi Jaanta Par Yeh Log kehte HaiN
Main Main Nahi Rehta,Tere Door Jaane Se


Mujh MeN Tujhe MeN Waise To Koi Fark Nahi
Ek Dil Do Jism  HaiN Hum Kayi Zamaane Se

Aapki AankhoN MeN Aansuu Kabhi Naa Aayenge
Humne Seekha Hai Ishq Farmaana Parwaane Se


Tere Gham-Mere Gham, Meri Khushi-Teri Khushi
Pyaar Khatam Nahi Hota Waqt Ke Guzar Jaane Se

"Khwahish" Ishq Kiya Hai To Nibhaana Bhi Seekho
Phool Bhi Mar Jaate HaiN Ek Baar Murjhaane Se


       ~~~~~Khwahish~~~~~~


Bahut bahut pyara kalam likha hai aapne khwahish jee. bahut bahut badayi
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #8 on: February 10, 2013, 06:59:16 PM »
Reply with quote
so beutiful ji
Logged
aqsh
Guest
«Reply #9 on: February 11, 2013, 07:25:19 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Bahut khoob khwaish ji. as usual bahut khoob likha hai aapne. padhkar maza aaya. hamari dili mubarakbad ko qubool kare
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: February 11, 2013, 10:16:49 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #11 on: February 12, 2013, 10:38:32 AM »
Reply with quote
bahut khoob, dhero dad
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #12 on: February 14, 2013, 03:52:09 PM »
Reply with quote
Nazaro Se Door Rehkar Bhi Kisi Ki Soch MeN Rehna
Kisi Ke Paas Rehne Ka Tareeqa Ho To Aisa Ho...!!!



Kya Haal Hai Kabhi Pucho Apne Deewane Se
Hum To Jeete Hai Faqat Tere Muskuraane Se

Meri Duniya To Muntazir Hai Sirf Aapki
Khil Uthta Hai Chehra Tere Kareeb Aane Se

Main Nahi Jaanta Par Yeh Log kehte HaiN
Main Main Nahi Rehta,Tere Door Jaane Se

Mujh MeN Tujhe MeN Waise To Koi Fark Nahi
Ek Dil Do Jism  HaiN Hum Kayi Zamaane Se

Aapki AankhoN MeN Aansuu Kabhi Naa Aayenge
Humne Seekha Hai Ishq Farmaana Parwaane Se

Tere Gham-Mere Gham, Meri Khushi-Teri Khushi
Pyaar Khatam Nahi Hota Waqt Ke Guzar Jaane Se

"Khwahish" Ishq Kiya Hai To Nibhaana Bhi Seekho
Phool Bhi Mar Jaate HaiN Ek Baar Murjhaane Se


       ~~~~~Khwahish~~~~~~


WaaH ! Khoobsurat ... Bakamaal Kalaam

Mubaaraqbaad !!!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 04:50:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer