EK GHUNT JO KADVA SA HAI!!!!!

by sanketkalyani on April 26, 2010, 10:23:24 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1147 times)
sanketkalyani
Guest
Reply with quote
AAJ DEKH KE AAINE ME INSAN, KHUDSE NAZRE BHI NA MILA PATA HAI,
ARE!! PHIR BHUL GAYA ME YE KE AB TO PAISON SE ZAMIR TAK KO KHARIDA JATA HAI.

USUL, JAZBAT AUR KAYDEN KI BATEN JAISE DAFN SI HO CHUKI HAI KITABON ME,
TABHI TO AAJ HAR BEKASUR KO HO JATI HAI SAZA AUR GUNEHGAR RIHA HO JATA HAI.

RISHTON KI BUNIYAD ME JAHAN PEHLE PYAR BASTA THA, AAJ VYAPAR BASTA HAI,
SHAYAD ISILIYE TO JAB SATH ZARURI HO KISI KA HAR APNA PARAYA HO JATA HAI.

PEHLE TO VIRASAT ME, SIVA SANSKARON KE SABKUCHH DIYA JATA HAI,
AUR PHIR MAUJUDA HALAT KE LIYE JIMMEDAR KISI AUR KO THEHRAYA JATA HAI.
 
AAJ CHAHTA HAI HAR KOI KE DUA USKI KUBUL HO JAYE, MAGAR BAT YEH KAISE MUMKIN HO PAYE
JAB KHUDA HAR INSAN KO ANDAR SE KUCHH AUR TO BAHAR SE KUCHH AUR DEKH PATA HAI.
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #1 on: April 26, 2010, 12:22:33 PM »
Reply with quote
NICE POEM....SANKET KALYANI JI..... Applause Applause Applause Applause Applause Applause

EK SACH JO BHULAAYA SA HAI
EK GHUNT JO KADVA SA HAI...

Rajesh Harish
Guest
«Reply #2 on: April 27, 2010, 06:53:36 AM »
Reply with quote
Good one Sanket Ji

Sach ka ghuunt kadva hota hai
Par Sach se har insaan darta hai
Jhoot se to jyada prem hota hai
Ant mein sach ka hi jeet hata hai
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #3 on: April 27, 2010, 09:26:47 AM »
Reply with quote
Lo ji kitna kadva sach keh dala aapne
Hamne tou suna tha Prem ka jeet hota hai
Par Aapko Jhoot se to jyada prem hota hai
Aur kehte ho Ant mein sach ka jeet hota hai

Good one Sanket Ji

Sach ka ghuunt kadva hota hai
Par Sach se har insaan darta hai
Jhoot se to jyada prem hota hai
Ant mein sach ka hi jeet haota hai
Logged
sanketkalyani
Guest
«Reply #4 on: April 28, 2010, 09:55:27 AM »
Reply with quote
NICE POEM....SANKET KALYANI JI..... Applause Applause Applause Applause Applause Applause

EK SACH JO BHULAAYA SA HAI
EK GHUNT JO KADVA SA HAI...

hello dear! thank you very much for your warm and prompt reply. its just because of you all i inspire to write better every time.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 01:54:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.091 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer