Ek nai raah per chala hun main........................

by Syed Mohd Mahzar on May 27, 2014, 05:18:03 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 768 times)
Syed Mohd Mahzar
Guest
Reply with quote
Log ye kahte hain bhala hun main
Waqt aajaye to bala hun main

Chor ker un purani raho’n ko
Ek nai raah per chala hun main

Dekh ker ghair ki baho’n me tumhe
Misl parwane ke jala hun main

Naaz hai mujhko apni qismat per
Aysi aaghosh me pala hun main

Maine huq baat hamesha boli
Isliye peeche reh gaya hun main

Mere wajood ka kiya hasil hai
Na jale jo kabhi diya hun main

Mere lahje me  kuch chahek aaye
Sang parindo’n ke bhi raha hun main

           .......Syed Mohd Mahzar

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Main Chala Hoon...! by souravbagla in Shayri-E-Dard
Chala main jab bhi ek kadam... Intezar ! by Intezar in Shayri for Dard -e- Judai
~*~ Main chala jaunga ~*~ by Rahim by dead heart in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
main chala jaonga.........(sahal) by sahal in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
Main Likhta Chala by songwriter_123 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #1 on: May 27, 2014, 07:41:58 PM »
Reply with quote
Bahut hi Umdaa Janab..
Behtareen...
Ye sher dil ke bahut karib rahe..

Naaz hai mujhko apni qismat per
Aysi aaghosh me pala hun main

Maine huq baat hamesha boli
Isliye peeche reh gaya hun main

Mere lahje me  kuch chahek aaye
Sang parindo’n ke bhi raha hun main

Hazaron dili daad qubool karein..
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #2 on: May 27, 2014, 09:11:15 PM »
Reply with quote
og ye kahte hain bhala hun main
Waqt aajaye to bala hun main

Chor ker un purani raho’n ko
Ek nai raah per chala hun main

Dekh ker ghair ki baho’n me tumhe
Misl parwane ke jala hun main

Naaz hai mujhko apni qismat per
Aysi aaghosh me pala hun main

Maine huq baat hamesha boli
Isliye peeche reh gaya hun main

Mere wajood ka kiya hasil hai
Na jale jo kabhi diya hun main

Mere lahje me  kuch chahek aaye
Sang parindo’n ke bhi raha hun main
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
NakulG
Maqbool Shayar
****

Rau: 63
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 23 hours and 55 minutes.
Posts: 804
Member Since: Apr 2014


View Profile WWW
«Reply #3 on: May 27, 2014, 09:28:09 PM »
Reply with quote
Waah Waah!!
baut umda

Maine huq baat hamesha boli
Isliye peeche reh gaya hun main

Mere wajood ka kiya hasil hai
Na jale jo kabhi diya hun main

Mere lahje me  kuch chahek aaye
Sang parindo’n ke bhi raha hun main


Kya baat hai
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #4 on: May 27, 2014, 11:41:57 PM »
Reply with quote
Log ye kahte hain bhala hun main
Waqt aajaye to bala hun main

Chor ker un purani raho’n ko
Ek nai raah per chala hun main

Dekh ker ghair ki baho’n me tumhe
Misl parwane ke jala hun main

Naaz hai mujhko apni qismat per
Aysi aaghosh me pala hun main

Maine huq baat hamesha boli
Isliye peeche reh gaya hun main

Mere wajood ka kiya hasil hai
Na jale jo kabhi diya hun main

Mere lahje me  kuch chahek aaye
Sang parindo’n ke bhi raha hun main

           .......Syed Mohd Mahzar



wonderful,sir
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #5 on: May 27, 2014, 11:44:09 PM »
Reply with quote
Chor ker un purani raho’n ko
Ek nai raah per chala hun main

Dekh ker ghair ki baho’n me tumhe
Misl parwane ke jala hun main

Naaz hai mujhko apni qismat per
Aysi aaghosh me pala hun main

Maine huq baat hamesha boli
Isliye peeche reh gaya hun main

Bahut khoob.
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #6 on: May 28, 2014, 02:05:20 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
waah waah bohut umda sir ji
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 33 minutes.
Posts: 2251
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #7 on: May 28, 2014, 02:35:01 AM »
Reply with quote
Wah wah wah wah wah wah !!!!!! zabardast khayaalaat aur bayaan !!!!!! Dheron daad Mazhar sahab !!!!!
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #8 on: May 28, 2014, 12:05:15 PM »
Reply with quote
वाह....बहुत खूब.....

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sanchit
Guest
«Reply #9 on: May 28, 2014, 07:21:29 PM »
Reply with quote
Mahzar ji bahut hi umdaa peshkash lajawaab ghazal...
dheron daaad Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 02:18:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer