Faasloo Kee Aag Khaa Rahee.....masoom

by Masoom Shahzada on August 28, 2012, 12:19:31 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1388 times)
Masoom Shahzada
Guest
Reply with quote

Yaad teree hansaa jaaye to jaane.
Main pukaarooN, tu aa jaaye to jaane.
.
Kitnaa veeraan saa hai dil mera.
Tu agar phool khilaa jaaye to jaane.
.
Apne rishte kee aaj door toot saktee hai.
Ab tu jamaane ko haraa jaaye to jaane.
.
Chupte-chupte kiyaa pyaar to chooree kee.
MahfilooN me baanhoo me samaa jaaye to jaane.
.
Faasloo kee aag khaa rahee mujhko.
Saamne aake aag bujhaa jaaye to jaane.
.
Saanse ab saath choodne waalee hai.
Jeest banke tu aa jaaye to jaane.
.
Bijlee hai tu loogoo se sunte aaye hai.
Ek nazar teree mujhe khaak banaa jaaye to jaane.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
choT khaa kar jo duaa karate the....... by Satya.patel in Shayeri for Dard -e- Bewafai
*Khaa Rahe Hai Jootiyan* by Roja in Miscellaneous Shayri
JAAN AATEE RAHEE, JAAN JAATEE RAHEE....masoom by Masoom Shahzada in Ghazals
Do Gunaahgaar Zehar Khaa Baithe {AS},. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
to apne hi haal pe TARAS khaa ke piyaa...!! by ghayal_shayar in Kaifiyaat-ae-maye « 1 2  All »
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #1 on: August 28, 2012, 01:02:34 PM »
Reply with quote

Yaad teree hansaa jaaye to jaane.
Main pukaarooN, tu aa jaaye to jaane.
.
Kitnaa veeraan saa hai dil mera.
Tu agar phool khilaa jaaye to jaane.
.
Apne rishte kee aaj door toot saktee hai.
Ab tu jamaane ko haraa jaaye to jaane.
.
Chupte-chupte kiyaa pyaar to chooree kee.
MahfilooN me baanhoo me samaa jaaye to jaane.
.
Faasloo kee aag khaa rahee mujhko.
Saamne aake aag bujhaa jaaye to jaane.
.
Saanse ab saath choodne waalee hai.
Jeest banke tu aa jaaye to jaane.
.
Bijlee hai tu loogoo se sunte aaye hai.
Ek nazar teree mujhe khaak banaa jaaye to jaane.


waaaaaaaaaaaaaaaaah Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #2 on: August 28, 2012, 01:18:57 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut bahut khoob Masoom ji....!!!
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: August 28, 2012, 03:42:11 PM »
Reply with quote
Bahut umda Masoom bhai
Kya baat hai..

chupte-2 kiya pyaar.....DAAD DAAD DAAD
bahut badhiya khayaal
Logged
soudagar
Guest
«Reply #4 on: August 28, 2012, 05:24:22 PM »
Reply with quote
Wah wah wah bahut khub bahut hi umda rachna masoom ji
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #5 on: August 29, 2012, 12:58:46 AM »
Reply with quote
wah wah, bahut khoob
Logged
shaukeen
Guest
«Reply #6 on: August 29, 2012, 02:54:26 AM »
Reply with quote
Bahut khoob
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #7 on: August 29, 2012, 02:55:21 AM »
Reply with quote
BAhut BAhut Khub Masoom Ji
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #8 on: August 29, 2012, 03:41:27 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley waah waag bahut khoob betaa jio jio
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #9 on: August 29, 2012, 03:55:33 AM »
Reply with quote
Clapping SmileyClapping Smiley bahut bahut khoob
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #10 on: September 04, 2012, 01:24:40 PM »
Reply with quote

waaaaaaaaaaaaaaaaah Applause Applause Applause
sukriyaa adil jee
Logged
suman59
Guest
«Reply #11 on: September 05, 2012, 12:36:52 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause

bahut khoob masoom jee
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #12 on: September 05, 2012, 04:51:56 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut bahut khoob Masoom ji....!!!
Sukriyaa Kapil bhaai
Logged
laaiba
Guest
«Reply #13 on: September 05, 2012, 10:46:09 AM »
Reply with quote

Yaad teree hansaa jaaye to jaane.
Main pukaarooN, tu aa jaaye to jaane.
.
Kitnaa veeraan saa hai dil mera.
Tu agar phool khilaa jaaye to jaane.
.
Apne rishte kee aaj door toot saktee hai.
Ab tu jamaane ko haraa jaaye to jaane.
.
Chupte-chupte kiyaa pyaar to chooree kee.
MahfilooN me baanhoo me samaa jaaye to jaane.
.
Faasloo kee aag khaa rahee mujhko.
Saamne aake aag bujhaa jaaye to jaane.
.
Saanse ab saath choodne waalee hai.
Jeest banke tu aa jaaye to jaane.
.
Bijlee hai tu loogoo se sunte aaye hai.
Ek nazar teree mujhe khaak banaa jaaye to jaane.
waah waah waah ...bohat oomda bohat khoob ....bohat c daad...
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #14 on: September 06, 2012, 01:02:42 PM »
Reply with quote
Bahut umda Masoom bhai
Kya baat hai..

chupte-2 kiya pyaar.....DAAD DAAD DAAD
bahut badhiya khayaal
Aapkaa bahoot bahoot sukriyaa Mukesh bhaai.. Bas jo aapne shikhaayaa hai wo hee likhne kee koshis karte hai. Aapko pasand aayee eskee mujhe bahoot khushee hai.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 05:56:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer