Fana kahete hain kisko kya baqa hai ( Qadeertoopchi )

by qadeer_junaid on September 12, 2013, 01:30:09 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1211 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
Reply with quote
Ik filbadeeh Ghazal Yarane bazm ki nazr..

Ye kaisa zabt hai kaisi ana hai
Koi sahil pe tashna mar gaya hai

Alag manzil alag hi raasta hai
Ye duniya se hame kab waasta hai

Hukumat sub ki hai bus chand roza
Jahan me kaun hai jo derpaa hai

Ibadat habshe dam ki karke jaanu
Fana kahete hain kisko kya baqa hai

Bhatak kar umr saari dar ba dar ab
Hamara dil bhi banjara hua hai

Labo'n per muskurahat Hai hamare
agarche ru bu ru apne qaza hai

Hai tera aarsa tu hi bacha le
Hawa ki zad me nanha sa diya hai

Musalsal hijr me chahra tumhara
Wazu Ashqo’n se kar ke khil gaya hai

Lo ghoome shahr me majnu ki manind
Qadeer ab ishq me pagla gaya hai

Qadeertoopchi
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 33 minutes.
Posts: 2251
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #1 on: September 12, 2013, 01:50:57 PM »
Reply with quote
Wwwwaaahhhhhhh Qadeer ji ..... Sach maaniye, kis qadar lutf aaya aapki ghazal parh ke aur dil kis qadar jhoom utha .... Bayaan ke baahar hai ..... Aapke aashaar behad shaandaar hain aur matla to maano  pooree tarah hosh urhaane waala hai .... Apko sad hazaar lakhon karodon daad !!!!
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #2 on: September 12, 2013, 01:56:39 PM »
Reply with quote
Waah-Waah BehtreeN,Qadeerji.
Ik filbadeeh Ghazal Yarane bazm ki nazr..

Ye kaisa zabt hai kaisi ana hai
Koi sahil pe tashna mar gaya hai

Alag manzil alag hi raasta hai
Ye duniya se hame kab waasta hai

Hukumat sub ki hai bus chand roza
Jahan me kaun hai jo derpaa hai

Ibadat habshe dam ki karke jaanu
Fana kahete hain kisko kya baqa hai

Bhatak kar umr saari dar ba dar ab
Hamara dil bhi banjara hua hai

Labo'n per muskurahat Hai hamare
agarche ru bu ru apne qaza hai

Hai tera aarsa tu hi bacha le
Hawa ki zad me nanha sa diya hai

Musalsal hijr me chahra tumhara
Wazu Ashqo’n se kar ke khil gaya hai

Lo ghoome shahr me majnu ki manind
Qadeer ab ishq me pagla gaya hai

Qadeertoopchi

Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #3 on: September 12, 2013, 02:18:50 PM »
Reply with quote
Ye kaisa zabt hai kaisi ana hai
Koi sahil pe tashna mar gaya hai


Hai tera aarsa tu hi bacha le
Hawa ki zad me nanha sa diya hai

Musalsal hijr me chahra tumhara
Wazu Ashqo’n se kar ke khil gaya hai

WAAH WAAH QADEER SAHAB BOHUT UMDA KALAAM PESH KIYA HAI,
TOPCHEEN HAI ,,,WAISE IN ASHAARON KA KYA KEHNA ,
LAJAWAAB

Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley
Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #4 on: September 12, 2013, 02:53:19 PM »
Reply with quote
har sher lajawaab...
Musalsal hijr me chahra tumhara
Wazu Ashqo’n se kar ke khil gaya hai
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: September 12, 2013, 03:19:32 PM »
Reply with quote
MAHABAA  MARHABAA MARHABAA
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #6 on: September 12, 2013, 05:22:59 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

dil ko lubhaye jo ghazal wo kuchh aisi ho...

waaaaaaah waaaaaaaaah qaadeer sahab..

lajawab peshkash rahi.. dhero daad kubul kare.. Usual Smile

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #7 on: September 12, 2013, 05:30:52 PM »
Reply with quote
Ik filbadeeh Ghazal Yarane bazm ki nazr..

Ye kaisa zabt hai kaisi ana hai
Koi sahil pe tashna mar gaya hai--------wondeful

Alag manzil alag hi raasta hai
Ye duniya se hame kab waasta hai

Hukumat sub ki hai bus chand roza
Jahan me kaun hai jo derpaa hai

Ibadat habshe dam ki karke jaanu
Fana kahete hain kisko kya baqa hai

Bhatak kar umr saari dar ba dar ab
Hamara dil bhi banjara hua hai

Labo'n per muskurahat Hai hamare
agarche ru bu ru apne qaza hai---------excellent

Hai tera aasra tu hi bacha le
Hawa ki zad me nanha sa diya hai

Musalsal hijr me chahra tumhara
Wazu Ashqo’n se kar ke khil gaya hai

Lo ghoome shahr me majnu ki manind
Qadeer ab ishq me pagla gaya hai ---------ha ha very nice

Qadeertoopchi



nice,sir
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #8 on: September 12, 2013, 07:02:12 PM »
Reply with quote
bahut achhey icon_flower icon_flower
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #9 on: September 12, 2013, 10:34:55 PM »
Reply with quote
Ik filbadeeh Ghazal Yarane bazm ki nazr..

Ye kaisa zabt hai kaisi ana hai
Koi sahil pe tashna mar gaya hai     *Ghazab ka sher

Alag manzil alag hi raasta hai
Ye duniya se hame kab waasta hai     *Bahut bahut khoob

Hukumat sub ki hai bus chand roza
Jahan me kaun hai jo derpaa hai

Ibadat habshe dam ki karke jaanu
Fana kahete hain kisko kya baqa hai    *Bahut khoob

Bhatak kar umr saari dar ba dar ab
Hamara dil bhi banjara hua hai    * waah waah

Labo'n per muskurahat Hai hamare
agarche ru bu ru apne qaza hai    *Excellent

Hai tera aarsa tu hi bacha le
Hawa ki zad me nanha sa diya hai   *Aameen, excellent

Musalsal hijr me chahra tumhara
Wazu Ashqo’n se kar ke khil gaya hai   * Laajawaab

Lo ghoome shahr me majnu ki manind
Qadeer ab ishq me pagla gaya hai    * Ha ha haaaaaaaaa

Qadeertoopchi

Waah waah waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Qadeer saheb, kya ghazab ki ghazal kahi hai, dil jhoom utha padh ke, laajawaab, bemissaal jitni taareef karuN kam hai.
Logged
aqsh
Guest
«Reply #10 on: September 13, 2013, 05:04:29 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Waaaaaaaah ghazab ki peshkash qadeer ji..kya kehne is ghazal ke.. behad umda aur bahut pasand aayi.. hazaron dili daaaaaaaad qubool kijiye..

Hai tera aarsa tu hi bacha le
Hawa ki zad me nanha sa diya hai

Musalsal hijr me chahra tumhara
Wazu Ashqo’n se kar ke khil gaya hai

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #11 on: March 27, 2014, 06:44:20 PM »
Reply with quote
Hazrat behad shukriyah
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #12 on: March 29, 2014, 03:40:12 PM »
Reply with quote
Wwwwaaahhhhhhh Qadeer ji ..... Sach maaniye, kis qadar lutf aaya aapki ghazal parh ke aur dil kis qadar jhoom utha .... Bayaan ke baahar hai ..... Aapke aashaar behad shaandaar hain aur matla to maano  pooree tarah hosh urhaane waala hai .... Apko sad hazaar lakhon karodon daad !!!!

Mahutram zaara Sahab ..Apse Ameeq fikr wa daqeeq nazar rakhne wale adab nawaz wa munkasirul mizaj hazraat sub is tarhan se paziraee karte hain to mujh se talib e ilm ko jawab shukriyah ada karne me badi mushkil pesh aatee hai ...Apka behad shukriyah ke aapne ghazal ko sanad aata ki ..Allah apko umre nuh ata kare ..

Khadim

Qadeertoopchi
Logged
khujli
Guest
«Reply #13 on: March 29, 2014, 04:06:18 PM »
Reply with quote
Ik filbadeeh Ghazal Yarane bazm ki nazr..

Ye kaisa zabt hai kaisi ana hai
Koi sahil pe tashna mar gaya hai

Alag manzil alag hi raasta hai
Ye duniya se hame kab waasta hai

Hukumat sub ki hai bus chand roza
Jahan me kaun hai jo derpaa hai

Ibadat habshe dam ki karke jaanu
Fana kahete hain kisko kya baqa hai

Bhatak kar umr saari dar ba dar ab
Hamara dil bhi banjara hua hai

Labo'n per muskurahat Hai hamare
agarche ru bu ru apne qaza hai

Hai tera aarsa tu hi bacha le
Hawa ki zad me nanha sa diya hai

Musalsal hijr me chahra tumhara
Wazu Ashqo’n se kar ke khil gaya hai

Lo ghoome shahr me majnu ki manind
Qadeer ab ishq me pagla gaya hai

Qadeertoopchi


 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #14 on: April 19, 2014, 09:35:31 PM »
Reply with quote
Waah-Waah BehtreeN,Qadeerji.

Ravi Sahab Shukriyah ..
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 05:58:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.156 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer