Iftakhar Ahmad
Guest
|
Tha bada hi kathin purkhatar Farsh se arsh tak ka safar
Aag ki hai nadi paar ki Tab mukammal hua ye safar
Ke meri zindagi khil gai Sab tere naam ka hai asar
Aa gai hai chaman meiN bahaar Jhoomne ab lage haiN shajar
Dil meiN maujood mere Khuda Tum kahaaN jaaoge dar-ba-dar
Bas milega Khuda hi Khuda Dekh lo dil mera khol kar
Hai mere dil meiN ye justajoo Hai kahaaN khoob se khoob tar
Hai mujhe yaad sab aaj bhi Wo mulaaqaat ek mukhtasar
Aaine meiN saNwarne lagi Sun ke aane ki mere khabar
Ghaur se main usse dekh luN Ab rawaaN hai zameeN per qamar
HuN khada maiN tera muntazir Dekh le dekh le ek nazar
MaiN to dooba rahuN aaj kal Yaad meiN teri sham-o-sahar
Aa meri dilruba loot le Rakh diya maine dil khol kar
Lag raha rog ye ishq ka Ab dawaa bhi hui beasar
NaujawaaN mast hai ‘Iftakhar’ Mil gaya ab mujhe hamsafar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ghayal_shayar
Guest
|
|
«Reply #1 on: April 02, 2013, 10:02:49 AM » |
|
iftakhar saaheb aadaab,
bade dinoN baad koi gair murradif ghazal padh raha huN, bahut maza aaya padhne meN, umeed karta huN aage bhi aapke kalam se yunhi umda kalaam padhne ko milte raheNge... Yunhi likhte rahiye aur meri taraf se ek eau qubool farmaaiye...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #2 on: April 02, 2013, 12:09:03 PM » |
|
bahut bahut khoob ek rau ke saath mubarakbaad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
himanshuIITR
Guest
|
|
«Reply #3 on: April 02, 2013, 12:25:15 PM » |
|
great
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #4 on: April 02, 2013, 12:52:25 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
|
|
«Reply #5 on: April 02, 2013, 01:34:52 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #6 on: April 02, 2013, 01:52:52 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sahal
Umda Shayar
Rau: 109
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:47 days, 4 hours and 0 minutes.
love is in the Air,but CuPiD is alone here.
Posts: 4410 Member Since: Sep 2012
|
|
«Reply #7 on: April 02, 2013, 03:00:05 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #8 on: April 02, 2013, 05:52:44 PM » |
|
iftakhar saaheb aadaab,
bade dinoN baad koi gair murradif ghazal padh raha huN, bahut maza aaya padhne meN, umeed karta huN aage bhi aapke kalam se yunhi umda kalaam padhne ko milte raheNge... Yunhi likhte rahiye aur meri taraf se ek eau qubool farmaaiye...
Bahut bahut shukriya janaab itni taa'reef aur hausla afzaai ke liye.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #9 on: April 02, 2013, 05:53:44 PM » |
|
bahut bahut khoob ek rau ke saath mubarakbaad
Shukriya Saini Sir.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #10 on: April 02, 2013, 08:33:13 PM » |
|
great
Shukriya Himanshu Jee.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #11 on: April 02, 2013, 08:41:57 PM » |
|
Bahut bahut shukriya Aqsh jee hausla afzaai aur sath dene ke liye, yuN hi sath banaye rakhiye.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #12 on: April 03, 2013, 03:34:18 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #14 on: April 03, 2013, 03:56:19 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|