Fizayein baat karti hai............................Aqsh.

by aqsh on March 04, 2014, 12:31:59 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 1463 times)
aqsh
Guest
Reply with quote
Milte the ham jahaN aksar, aaj wahan ki fizayeiN baat karti hain
Beshak laboN ko toh see liya, par ab bhi hawayeiN baat karti hain

Rozana mulaqatoN ka, wohi lamha aakar guzar hi jaata hai
Dil ko jaise bhi samjha lete haiN, par tamannayeiN baat karti hain

Tumse juda hote hue, kitna dard aankhoN mein chhupa liya tha
Behte hue ashkoN ke sang, bebas dil ki duaayeiN baat karti hain

Raat ke andhere mein jab bhi, tumhe talash karti hai meri nazar
Chahat ke is tadap ke sang, chaand ki adaayeiN baat karti hain

Bhala aur kitna aazmaoge tum, “Aqsh” ki muhabbat ko jaana
DooriyoN meiN bhi dhadkanoN se, aati sadaayeiN baat karti hain..

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
DIL JALAANE KI BAAT KARTI HO. by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
tum samundar ke baat karti ho, by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
ye fizaa bhi baat karti hai.. by @kaash in Shairi for Manzar -e- Kudrat
deewar baat karti hai by mohsin akhter in Miscellaneous Shayri
jab vo humse baat karti hai............... by pawan16 in Shayri for Khumar -e- Ishq
mkv
Guest
«Reply #1 on: March 04, 2014, 01:48:28 PM »
Reply with quote

Tumse juda hote hue, kitna dard aankhoN mein chhupa liya tha
Behte hue ashkoN ke sang, bebas dil ki duaayeiN baat karti hai

Raat ke andhere mein jab bhi, tumhe talash karti hai meri nazar
Chahat ke is tadap ke sang, chaand ki adaayeiN baat karti hai

Bhala aur kitna aazmaoge tum, “Aqsh” ki muhabbat ko jaana
DooriyoN meiN bhi dhadkanoN se, aati sadaayeiN baat karti hai

Wah wah wah Aqsh jee
Bahut behatreen likha hai aapne..
lajavaab..bas yun hi likhte rahiye
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #2 on: March 04, 2014, 02:11:13 PM »
Reply with quote
wah wah bahoot umda ma'am
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #3 on: March 04, 2014, 02:11:28 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
wah wah wah bohut umda likhiya ap ne
Logged
ekta3
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 4
Offline Offline

Waqt Bitaya:
1 days, 2 hours and 13 minutes.
Posts: 169
Member Since: Dec 2013


View Profile
«Reply #4 on: March 04, 2014, 03:02:53 PM »
Reply with quote
Bahut khub aqsh ji..
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #5 on: March 04, 2014, 03:34:23 PM »
Reply with quote
waah waaaaaaaaaaah waaaaaaaaaaaah Aqsh ji.. Usual Smile

bahut hi pyari peshkash... dhero daaaad ... Usual Smile

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #6 on: March 04, 2014, 04:17:32 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 27 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013


View Profile WWW
«Reply #7 on: March 04, 2014, 04:19:02 PM »
Reply with quote
Milte the ham jahaN aksar, aaj wahan ki fizayeiN baat karti hai
Beshak laboN ko toh see liya, par ab bhi hawayeiN baat karti hai

Rozana mulaqatoN ka, wohi lamha aakar guzar hi jaata hai
Dil ko jaise bhi samjha lete haiN, par tamannayeiN baat karti hai

Tumse juda hote hue, kitna dard aankhoN mein chhupa liya tha
Behte hue ashkoN ke sang, bebas dil ki duaayeiN baat karti hai

Raat ke andhere mein jab bhi, tumhe talash karti hai meri nazar
Chahat ke is tadap ke sang, chaand ki adaayeiN baat karti hai

Bhala aur kitna aazmaoge tum, “Aqsh” ki muhabbat ko jaana
DooriyoN meiN bhi dhadkanoN se, aati sadaayeiN baat karti hai..

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Wah,Wah,Waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Aqsh ji.Behad khoobsurat ghazal kahi hai.Really Nice.Aik RAU ke saath dili daad qabool kijiye.
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #8 on: March 04, 2014, 04:45:44 PM »
Reply with quote
beautiful ghazal rau shaam ko
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #9 on: March 04, 2014, 05:21:57 PM »
Reply with quote
Milte the ham jahaN aksar, aaj wahan ki fizayeiN baat karti hai
Beshak laboN ko toh see liya, par ab bhi hawayeiN baat karti hai

Rozana mulaqatoN ka, wohi lamha aakar guzar hi jaata hai
Dil ko jaise bhi samjha lete haiN, par tamannayeiN baat karti hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Tumse juda hote hue, kitna dard aankhoN mein chhupa liya tha
Behte hue ashkoN ke sang, bebas dil ki duaayeiN baat karti hai

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Raat ke andhere mein jab bhi, tumhe talash karti hai meri nazar
Chahat ke is tadap ke sang, chaand ki adaayeiN baat karti hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bhala aur kitna aazmaoge tum, “Aqsh” ki muhabbat ko jaana
DooriyoN meiN bhi dhadkanoN se, aati sadaayeiN baat karti hai.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
.

ek rau ke saath dheron daaaaaaaaaaaaaaaaaad
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #10 on: March 04, 2014, 11:45:41 PM »
Reply with quote
Milte the ham jahaN aksar, aaj wahan ki fizayeiN baat karti hain
Beshak laboN ko toh see liya, par ab bhi hawayeiN baat karti hain
 Applause Applause Applause Applause Applause
Rozana mulaqatoN ka, wohi lamha aakar guzar hi jaata hai
Dil ko jaise bhi samjha lete haiN, par tamannayeiN baat karti hain
 Applause Applause Applause  Applause Applause
Tumse juda hote hue, kitna dard aankhoN mein chhupa liya tha
Behte hue ashkoN ke sang, bebas dil ki duaayeiN baat karti hain
 Applause Applause Applause Applause Applause
Raat ke andhere mein jab bhi, tumhe talash karti hai meri nazar
Chahat ke is tadap ke sang, chaand ki adaayeiN baat karti hain
 Applause Applause Applause Applause Applause
Bhala aur kitna aazmaoge tum, “Aqsh” ki muhabbat ko jaana
DooriyoN meiN bhi dhadkanoN se, aati sadaayeiN baat karti hain..

 Applause Applause Applause Applause Applause
Hats off to you!
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #11 on: March 05, 2014, 01:55:36 AM »
Reply with quote
Milte the ham jahaN aksar, aaj wahan ki fizayeiN baat karti hain
Beshak laboN ko toh see liya, par ab bhi hawayeiN baat karti hain

Rozana mulaqatoN ka, wohi lamha aakar guzar hi jaata hai
Dil ko jaise bhi samjha lete haiN, par tamannayeiN baat karti hain

Tumse juda hote hue, kitna dard aankhoN mein chhupa liya tha
Behte hue ashkoN ke sang, bebas dil ki duaayeiN baat karti hain

Raat ke andhere mein jab bhi, tumhe talash karti hai meri nazar
Chahat ke is tadap ke sang, chaand ki adaayeiN baat karti hain

Bhala aur kitna aazmaoge tum, “Aqsh” ki muhabbat ko jaana
DooriyoN meiN bhi dhadkanoN se, aati sadaayeiN baat karti hain..



aqsh sahiba,
umda kalaam likha hai...... kuch zyada hil taweel misro'n ka istemal kiya hai, jo ek mushkil karnama hai, sirf ayse hi kisi misre me ghazal hoti to mazeed lutf aata................ .............................................
"jaha'n milte the hum aksar, fizayein baat karti hain"
ye meri ray hai, eytraaz ya islaah nahi,bura na maniyega , ray aur mashwira apno'n ko hi diya jata hai
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #12 on: March 05, 2014, 02:07:04 AM »
Reply with quote
वाह....वाह.....वाह....बहुत ही शानदार पेशकश....ढेरों ढेरों दाद और तहे दिल से मुबारकबाद....
Logged
Zaif
Guest
«Reply #13 on: March 05, 2014, 09:50:40 AM »
Reply with quote
Wah. Kya baat !
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #14 on: March 05, 2014, 12:04:04 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Aqsh ji , khas taur se Maqta bahut khubsurat hai .

Bhala aur kitna aazmaoge tum, “Aqsh” ki muhabbat ko jaana
DooriyoN meiN bhi dhadkanoN se, aati sadaayeiN baat karti hain..
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:00:07 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.223 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer