sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
|
Gar vo khul kar milaa naheeN hotaa. Dil yooN us par fidaa naheeN hotaa.
Khwaamkhwaah vo sazaa naheeN detaa. Kyonki ghaafil khudaa naheeN hotaa.
Soch hai aapkee faqat apnee. Kaam chhotaa- badaa naheeN hotaa.
Zhan meN kyaa chale kisee ke kab. Shakl par kuchh likhaa naheeN hotaa.
Itnee ummeed mat kiyaa keeje. Har koi aapsaa naheeN hotaa.
Bazm marghat see mujhko lagtee hai. JismeN kuchh shor saa naheeN hotaa.
Khud se baawastgee naheeN jiskee. Vo kabhee aapkaa naheeN hotaa.
Aap jo bhee kareN magar kuchh bhee. Uskee marzee binaa naheeN hotaa.
Tumse kuchh arj-e-haal kar to de. ‘Saini’ kaa hauslaa naheeN hotaa.
Dr.Surendra Saini
गर वो खुल कर मिला नहीं होता । दिल यूँ उस पर फ़िदा नहीं होता ॥
ख्वामख्वाह वो सज़ा नहीं देता । क्योंकि ग़ाफ़िल ख़ुदा नहीं होता ॥
सोच है आपकी फ़क़त अपनी । काम छोटा- बड़ा नहीं होता ॥
ज़ह्न में क्या चले किसी के कब । शक्ल पर कुछ लिखा नहीं होता ॥
इतनी उम्मीद मत किया कीजे । हर कोई आपसा नहीं होता ॥
बज़्म मरघट सी मुझको लगती है । जिसमें कुछ शोर सा नहीं होता ॥
ख़ुद से बावस्तगी नहीं जिसकी । वो कभी आपका नहीं होता ॥
आप जो भी करें मगर कुछ भी । उसकी मर्ज़ी बिना नहीं होता ॥
तुमसे कुछ अर्ज-ए -हाल कर तो दे । 'सैनी' का हौसला नहीं होता ॥
डा० सुरेन्द्र सैनी
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 19, 2014, 05:09:08 PM » |
|
khubsurat ghazal hai saini saheb.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nandbahu
Mashhur Shayar
Rau: 122
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553 Member Since: Sep 2011
|
|
«Reply #2 on: February 19, 2014, 05:21:23 PM » |
|
bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
RAJAN KONDAL
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 19, 2014, 05:33:42 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 19, 2014, 06:13:29 PM » |
|
Bazm marghat see mujhko lagtee hai. JismeN kuchh shor saa naheeN hotaa.
Bahut badhiya Sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amit_prakash_meet
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 19, 2014, 06:21:11 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #6 on: February 19, 2014, 07:11:41 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #7 on: February 19, 2014, 10:36:49 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Syed Mohd Mahzar
Guest
|
|
«Reply #8 on: February 20, 2014, 01:29:12 AM » |
|
Gar vo khul kar milaa naheeN hotaa. Dil yooN us par fidaa naheeN hotaa.
Khwaamkhwaah aapko sazaa dede. Kyonki ghaafil khudaa naheeN hotaa.
Soch hai aapkee faqat apnee. Kaam chhotaa- badaa naheeN hotaa.
Zhan meN kyaa chale kisee ke kab. Shakl par kuchh likhaa naheeN hotaa.
Itnee ummeed mat kiyaa keeje. Har koi aapsaa naheeN hotaa.
Bazm marghat see mujhko lagtee hai. JismeN kuchh shor saa naheeN hotaa.
Khud se baawastgee naheeN jiskee. Vo kabhee aapkaa naheeN hotaa.
Aap jo bhee kareN magar kuchh bhee. Uskee marzee binaa naheeN hotaa.
Tumse kuchh arj-e-haal kar to de. ‘Saini’ kaa hauslaa naheeN hotaa.
Dr.Surendra Saini
गर वो खुल कर मिला नहीं होता । दिल यूँ उस पर फ़िदा नहीं होता ॥
ख्वामख्वाह आपको सज़ा दे दे । क्योंकि ग़ाफ़िल ख़ुदा नहीं होता ॥
सोच है आपकी फ़क़त अपनी । काम छोटा- बड़ा नहीं होता ॥
ज़ह्न में क्या चले किसी के कब । शक्ल पर कुछ लिखा नहीं होता ॥
इतनी उम्मीद मत किया कीजे । हर कोई आपसा नहीं होता ॥
बज़्म मरघट सी मुझको लगती है । जिसमें कुछ शोर सा नहीं होता ॥
ख़ुद से बावस्तगी नहीं जिसकी । वो कभी आपका नहीं होता ॥
आप जो भी करें मगर कुछ भी । उसकी मर्ज़ी बिना नहीं होता ॥
तुमसे कुछ अर्ज-ए -हाल कर तो दे । 'सैनी' का हौसला नहीं होता ॥
डा० सुरेन्द्र सैनी
Dr.S.K.Saini Saheb, Bahut umda ghazal kahi hai, sabhi ashaar qabil e tareef hain, waaaaaah................................ Aap jo bhee kareN magar kuchh bhee. Uskee marzee binaa naheeN hotaa.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #9 on: February 20, 2014, 01:56:42 AM » |
|
Soch hai aapkee faqat apnee. Kaam chhotaa- badaa naheeN hotaa.
Itnee ummeed mat kiyaa keeje. Har koi aapsaa naheeN hotaa
Bazm marghat see mujhko lagtee hai. JismeN kuchh shor saa naheeN hotaa
Aap jo bhee kareN magar kuchh bhee. Uskee marzee binaa naheeN hotaa
Waah waah sir dheroN daad Rau ke saath.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Miru;;;;
Guest
|
|
«Reply #10 on: February 20, 2014, 09:33:03 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #12 on: February 20, 2014, 02:43:08 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ekta3
Shayari Qadrdaan
Rau: 4
Offline
Waqt Bitaya:1 days, 2 hours and 13 minutes.
Posts: 169 Member Since: Dec 2013
|
|
«Reply #13 on: February 20, 2014, 04:27:24 PM » |
|
bahut khub..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|