sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
|
Badee muddat meN aakhir ab ye maine raaz jaanaa hai. Tumhaaraa ishq sachhaa hai agarche ghaaybaanaa hai.
Chale hamraah hokar saath men jis shakhs kaa mahboob. Samajh lo uskee mutthee meN ye saaraa hee zamaanaa hai.
jise gham kee zaroorat ho hamaare paas aajaaye. Hamaaraa dil sbhee qismoN ke gham kaarkhaanaa hai.
Rawaayat ishq kee ham bhee nibhaate jaayenge tab tak. HamenN haasil zameeN par jab talak bhee aabdaanaa hai.
Binaa paise kaa melaa hai ye dunyaa dekhiye sahib. YoonN khaalee haath aanaa hai yooN khaalee haath jaanaa hai.
NaheeN keenaa koi dil meN hasad bhee hai naheeN mujhko. Meraa maqsid to saaree qaum ko yak jaaN banaanaa hai.
Ghadee meN toottaa hai dil ghadee meN pyaar hotaa hai. Badaaa hee kaam mushkil dost se rishtaa nibhaanaa hai.
Mujhe khat roz likhtaa hai magar milnaa naheeN chaahe. Mere dilbar kaa ye andaaz kitnaa shaatiraanaa hai.
Samajhiyegaa n ‘saini’ ko ki vo bas baawlaa saa hai. Shuru se hee mizaaj uskaa to ikdam aashikaanaa hai.
Dr. Surendra Saini
बड़ी मुद्दत में आख़िर अब ये मैंने राज़ जाना है। तुम्हारा इश्क़ सच्चा है अगरचे ग़ायबाना है ।।
चले हमराह होकर साथ में जिस शख़्स का महबूब । समझ लो उसकी मुठ्ठी में ये सारा ही ज़माना है ।।
जिसे ग़म की ज़रुरत हो हमारे पास आ जाए । हमारा दिल सभी क़िस्मों के ग़म का कारख़ाना है ।।
रवायत इश्क़ की हम भी निभाते जायेंगे तब तक। हमें हासिल ज़मीं पर जब तलक भी आबदाना है ।।
बिना पैसे का मेला है ये दुन्या देखिये साहिब। यूँ ख़ाली हाथ आना है यूँ ख़ाली हाथ जाना है ।।
नहीं कीना कोई दिल में हसद भी है नहीं मुझको । मेरा मक़सिद तो सारा क़ौम को यक जाँ बनाना है ।।
घड़ी में टूटता है दिल घड़ी में प्यार होता है । बड़ा ही काम मुश्किल दोस्त से रिश्ता निभाना है ।। मुझे ख़त रोज़ लिखता है मगर मिलना नहीं चाहे । मेरे दिलबर का ये अंदाज़ कितना शातिराना है ।।
समझियेगा न 'सैनी 'को कि वो बस बावला सा है । शुरू से ही मिज़ाज उसका तो इक दम आशिक़ाना है ।।
डाo सुरेन्द्र सैनी
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #1 on: December 20, 2012, 07:43:21 AM » |
|
घड़ी में टूटता है दिल घड़ी में प्यार होता है । बड़ा ही काम मुश्किल दोस्त से रिश्ता निभाना है ।। मुझे ख़त रोज़ लिखता है मगर मिलना नहीं चाहे । मेरे दिलबर का ये अंदाज़ कितना शातिराना है ।।
समझियेगा न 'सैनी 'को कि वो बस बावला सा है । शुरू से ही मिज़ाज उसका तो इक दम आशिक़ाना है ।।
Aapki pasandeeda bahr ban gayee hai ye.. ghazab ki qaatilaana ghazal hai. Bahut bahut Umda Sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #2 on: December 20, 2012, 07:44:10 AM » |
|
Bahut khoob ,saini saheb . Abhi thodi der pahle Yoindia Shayariadab per qayamat sughra ka andesha ho gaya thha aur main damage control mein laga thha .B.P.high hone laga thha . Lekin aapki ghazal parhne ke baad BP bhi normal ho gaya aur sugar bhi.Bahut khubsurat ghazal likhi hai khas taur se 5th aur 6th sher.Bahut daad aur mubarakbaad.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
lovely_charan
Guest
|
|
«Reply #3 on: December 20, 2012, 07:45:35 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #4 on: December 20, 2012, 07:47:34 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #5 on: December 20, 2012, 08:06:20 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
prashad
Guest
|
|
«Reply #6 on: December 20, 2012, 08:16:19 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #8 on: December 20, 2012, 08:32:40 AM » |
|
Simply SuperB
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #9 on: December 20, 2012, 08:55:49 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
laaiba
Guest
|
|
«Reply #10 on: December 20, 2012, 10:32:53 AM » |
|
Badee muddat meN aakhir ab ye maine raaz jaanaa hai. Tumhaaraa ishq sachhaa hai agarche ghaaybaanaa hai.
Chale hamraah hokar saath men jis shakhs kaa mahboob. Samajh lo uskee mutthee meN ye saaraa hee zamaanaa hai.
jise gham kee zaroorat ho hamaare paas aajaaye. Hamaaraa dil sbhee qismoN ke gham kaarkhaanaa hai.
Rawaayat ishq kee ham bhee nibhaate jaayenge tab tak. HamenN haasil zameeN par jab talak bhee aabdaanaa hai.
Binaa paise kaa melaa hai ye dunyaa dekhiye sahib. YoonN khaalee haath aanaa hai yooN khaalee haath jaanaa hai.
NaheeN keenaa koi dil meN hasad bhee hai naheeN mujhko. Meraa maqsid to saaree qaum ko yak jaaN banaanaa hai.
Ghadee meN toottaa hai dil ghadee meN pyaar hotaa hai. Badaaa hee kaam mushkil dost se rishtaa nibhaanaa hai.
Mujhe khat roz likhtaa hai magar milnaa naheeN chaahe. Mere dilbar kaa ye andaaz kitnaa shaatiraanaa hai.
Samajhiyegaa n ‘saini’ ko ki vo bas baawlaa saa hai. Shuru se hee mizaaj uskaa to ikdam aashikaanaa hai.
Dr. Surendra Saini
बड़ी मुद्दत में आख़िर अब ये मैंने राज़ जाना है। तुम्हारा इश्क़ सच्चा है अगरचे ग़ायबाना है ।।
चले हमराह होकर साथ में जिस शख़्स का महबूब । समझ लो उसकी मुठ्ठी में ये सारा ही ज़माना है ।।
जिसे ग़म की ज़रुरत हो हमारे पास आ जाए । हमारा दिल सभी क़िस्मों के ग़म का कारख़ाना है ।।
रवायत इश्क़ की हम भी निभाते जायेंगे तब तक। हमें हासिल ज़मीं पर जब तलक भी आबदाना है ।।
बिना पैसे का मेला है ये दुन्या देखिये साहिब। यूँ ख़ाली हाथ आना है यूँ ख़ाली हाथ जाना है ।।
नहीं कीना कोई दिल में हसद भी है नहीं मुझको । मेरा मक़सिद तो सारा क़ौम को यक जाँ बनाना है ।।
घड़ी में टूटता है दिल घड़ी में प्यार होता है । बड़ा ही काम मुश्किल दोस्त से रिश्ता निभाना है ।। मुझे ख़त रोज़ लिखता है मगर मिलना नहीं चाहे । मेरे दिलबर का ये अंदाज़ कितना शातिराना है ।।
समझियेगा न 'सैनी 'को कि वो बस बावला सा है । शुरू से ही मिज़ाज उसका तो इक दम आशिक़ाना है ।।
डाo सुरेन्द्र सैनी
just great thoughts saini ji saree ghazal hee be mmisal hai so bohat bohat bohat c daad ,...........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
livingbytheday
Guest
|
|
«Reply #11 on: December 20, 2012, 11:14:13 AM » |
|
adbhut, asaadhaaran, akalpaniya, bahut hi khoobsurat ghazal, bahut ki khoobsurat, waah
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anmolarora
Guest
|
|
«Reply #12 on: December 20, 2012, 01:28:07 PM » |
|
very nice
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #13 on: December 20, 2012, 01:41:36 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
kamlesh.yadav001
Guest
|
|
«Reply #14 on: December 20, 2012, 02:39:34 PM » |
|
just great sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|