sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
Too tarafdaar agar meraa hotaa. Fakhr se sar meraa uthaa hotaa.
Kuchh to mere bhee hoth tar hote. Paas ghar ke jo maikadaa hotaa.
Vo khilono kaa shauk rakhtaa hai. Kaash maiN unmeN mil gayaa hotaa.
Khaab tere jo chhodte mujhko. MaiN sitaaroN ko gin chukaa hotaa.
Jo gham-e-aashiqee bhulaa detaa. Meree nazroN meN vo khudaa hotaa.
Tere chehre se kab hatee nazreN. Jo mujhe sabkaa jaayzaa hotaa.
Waqt par uske bachhe ghar aate. Jo kabhee ‘saini’ghar milaa hotaa.
Dr.Surendra Saini
तू तरफ़दार अगर मेरा होता । फ़ख्र से सर मेरा उठा होता ॥
कुछ तो मेरे भी होठ तर होते । पास घर के जो मैकदा होता ॥
वो खिलोनो का शौक रखता है । काश मैं उनमें मिल गया होता ॥
ख़ाब तेरे जो छोड़ते मुझको । मैं सितारों को गिन चुका होता ॥
जो ग़म-ए -आशिक़ी भुला देता । मेरी नज़रों में वो ख़ुदा होता ॥
तेरे चेहरे से कब हटी नज़रें । जो मुझे सबका जायज़ा होता ॥
वक़्त पर उसके बच्चे घर आते । जो कभी'सैनी'घर मिला होता ॥
डाo सुरेन्द्र सैनी
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Rahi2001
Maqbool Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:5 days, 19 hours and 8 minutes.
ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•
Posts: 745 Member Since: Nov 2008
|
|
«Reply #1 on: July 11, 2013, 02:50:21 PM » |
|
wahhhhhhhhhhhhhh
bhut khoob saini ji
maja aagaya
: hats off :
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #2 on: July 11, 2013, 02:53:22 PM » |
|
Bahut badhiya Sir Matle ka khayaal khoob raha. bahut bahut mubarakbaad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #3 on: July 11, 2013, 03:39:59 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #5 on: July 11, 2013, 04:09:51 PM » |
|
bahut khoob saini saheb
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #6 on: July 11, 2013, 04:46:25 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #7 on: July 11, 2013, 05:27:27 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
marhoom bahayaat
Guest
|
|
«Reply #8 on: July 11, 2013, 05:32:00 PM » |
|
Too tarafdaar agar meraa hotaa. Fakhr se sar meraa uthaa hotaa.
Kuchh to mere bhee hoth tar hote. Paas ghar ke jo maikadaa hotaa.
Vo khilono kaa shauk rakhtaa hai. Kaash maiN unmeN mil gayaa hotaa.
Khaab tere jo chhodte mujhko. MaiN sitaaroN ko gin chukaa hotaa.
Jo gham-e-aashiqee bhulaa detaa. Meree nazroN meN vo khudaa hotaa.
Tere chehre se kab hatee nazreN. Jo mujhe sabkaa jaayzaa hotaa.
Waqt par uske bachhe ghar aate. Jo kabhee ‘saini’ghar milaa hotaa.
Dr.Surendra Saini
तू तरफ़दार अगर मेरा होता । फ़ख्र से सर मेरा उठा होता ॥
कुछ तो मेरे भी होठ तर होते । पास घर के जो मैकदा होता ॥
वो खिलोनो का शौक रखता है । काश मैं उनमें मिल गया होता ॥
ख़ाब तेरे जो छोड़ते मुझको । मैं सितारों को गिन चुका होता ॥
जो ग़म-ए -आशिक़ी भुला देता । मेरी नज़रों में वो ख़ुदा होता ॥
तेरे चेहरे से कब हटी नज़रें । जो मुझे सबका जायज़ा होता ॥
वक़्त पर उसके बच्चे घर आते । जो कभी'सैनी'घर मिला होता ॥
डाo सुरेन्द्र सैनी
nice,sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sahal
Umda Shayar
Rau: 109
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:47 days, 3 hours and 51 minutes.
love is in the Air,but CuPiD is alone here.
Posts: 4410 Member Since: Sep 2012
|
|
«Reply #9 on: July 11, 2013, 05:40:07 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Advo.RavinderaRavi
Guest
|
|
«Reply #10 on: July 11, 2013, 05:46:30 PM » |
|
Too tarafdaar agar meraa hotaa. Fakhr se sar meraa uthaa hotaa.
Kuchh to mere bhee hoth tar hote. Paas ghar ke jo maikadaa hotaa.
Vo khilono kaa shauk rakhtaa hai. Kaash maiN unmeN mil gayaa hotaa.
Khaab tere jo chhodte mujhko. MaiN sitaaroN ko gin chukaa hotaa.
Jo gham-e-aashiqee bhulaa detaa. Meree nazroN meN vo khudaa hotaa.
Tere chehre se kab hatee nazreN. Jo mujhe sabkaa jaayzaa hotaa.
Waqt par uske bachhe ghar aate. Jo kabhee ‘saini’ghar milaa hotaa.
Dr.Surendra Saini
तू तरफ़दार अगर मेरा होता । फ़ख्र से सर मेरा उठा होता ॥
कुछ तो मेरे भी होठ तर होते । पास घर के जो मैकदा होता ॥
वो खिलोनो का शौक रखता है । काश मैं उनमें मिल गया होता ॥
ख़ाब तेरे जो छोड़ते मुझको । मैं सितारों को गिन चुका होता ॥
जो ग़म-ए -आशिक़ी भुला देता । मेरी नज़रों में वो ख़ुदा होता ॥
तेरे चेहरे से कब हटी नज़रें । जो मुझे सबका जायज़ा होता ॥
वक़्त पर उसके बच्चे घर आते । जो कभी'सैनी'घर मिला होता ॥
डाo सुरेन्द्र सैनी
Bahut Khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #11 on: July 11, 2013, 08:18:14 PM » |
|
lajawaab ghazal sirji... hats off
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nashwani
Guest
|
|
«Reply #12 on: July 11, 2013, 09:01:41 PM » |
|
sirjee as usual bahut hi umda, laajawab peshkash hai.. Dhero daad..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sapna Pandit
Guest
|
|
«Reply #13 on: July 11, 2013, 11:23:12 PM » |
|
bhot khub
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #14 on: July 11, 2013, 11:39:10 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|