Iftakhar Ahmad
Guest
|
Nehaayat haseeN ek khata kar chuke haiN Mohabbat ki ham ibteda kar chuke haiN
Hai haq dil pe mere mukammal unhiN ka Jo tohfe meN dil ham ataa kar chuke haiN
Maraz ishq ka hai jo sab be asar hai Dawa kar chuke haiN dua kar chuke haiN
Mohabbat meN hai ab fana meri hasti Mohabbat ki qeemat adaa kar chuke haiN
Mujhe sang unke basaani hai duniya Mohabbat meN ye faisla kar chuke haiN
K sakhiyoN se tum zikr karti hamaara Sakhi se tumhaari pata kar chuke haiN
BanaaeNge tujh ko hi ham ghar ki dulhan Ye ghar waaloN se mashwera kar chuke haiN
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #1 on: October 21, 2014, 12:48:19 AM » |
|
ek rau ke saath dheron daad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
|
|
«Reply #2 on: October 21, 2014, 04:10:00 AM » |
|
Waah Waah waah........apne dil ki tamaam hasraton ko ghazal me dhaal diya aapne...bahut umdaa... ek rau ke saath dheron daad....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
Praachi
Shayari Qadrdaan
Rau: 1
Offline
Waqt Bitaya:6 hours and 56 minutes.
Posts: 161 Member Since: Oct 2014
|
|
«Reply #5 on: October 21, 2014, 09:48:42 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sahal
Umda Shayar
Rau: 109
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:47 days, 3 hours and 51 minutes.
love is in the Air,but CuPiD is alone here.
Posts: 4410 Member Since: Sep 2012
|
|
«Reply #6 on: October 21, 2014, 10:26:46 AM » |
|
Maraz ishq ka hai jo sab be asar hai Dawa kar chuke haiN dua kar chuke haiN WAAAH WAAAH IFTEKHAR SAHAB BOHUT ACHHA FAISLA KAR CHUKE HAIN, AB DAWAT BHI JALD HI DIJIYEGA MUBARAK KARE
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #7 on: October 21, 2014, 02:22:34 PM » |
|
ek rau ke saath dheron daad
Bahut shukriya Saini sir.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Akash Basudev
Shayari Qadrdaan
Rau: 8
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 14 hours and 21 minutes.
Posts: 353 Member Since: Jan 2014
|
|
«Reply #8 on: October 22, 2014, 07:21:11 AM » |
|
bahut hi khoobsurat peskash sirji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #9 on: October 23, 2014, 04:38:38 AM » |
|
Waah Waah waah........apne dil ki tamaam hasraton ko ghazal me dhaal diya aapne...bahut umdaa... ek rau ke saath dheron daad....
Bahut shukriya Bishwajeet jee.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #11 on: October 27, 2014, 03:17:30 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #12 on: November 03, 2014, 04:23:43 PM » |
|
Bahut shukriya Parwaaz saheb, aapne to taareef se saraabor kar diya, bahut achha laga aapke comments dekh kar. YuN hi saath banaaye rakhiyega. Ifteqaar Sahaab Aadaab...!
Wallaah janab kia kahne aapke bade hi khoobsurat aur dilkash khayaalaat ka muzahera kiya hai behad dilnasheeN kalaam kahi hai janab ...
Sabhi sher bade hi khoobsurat rahe ... kamaal ki kalaam kahi hai janab bahut khoob...
Is umdaa kalaam par humari dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...
Likhate rahiye... bazm meiN aate rahiye... Shaad O aabaad rahiye... Khuda Hafez...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #13 on: November 03, 2014, 06:52:47 PM » |
|
Bahut shukriya Praachi jee.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #14 on: November 06, 2014, 02:45:57 PM » |
|
Sahal bhai bahut shukriya. Maraz ishq ka hai jo sab be asar hai Dawa kar chuke haiN dua kar chuke haiN WAAAH WAAAH IFTEKHAR SAHAB BOHUT ACHHA FAISLA KAR CHUKE HAIN, AB DAWAT BHI JALD HI DIJIYEGA MUBARAK KARE
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|