Sachin Saini
Guest
|
«Reply #15 on: April 15, 2011, 07:07:07 PM » |
|
Mere Kamre Ki Dhoop RooThkar Chali Gaii Jaise Ghar Ki Har Baat Baahar Chali Gaii ...
Aaii Thii Mujh Bimaar Ka Haal Puchhne Phool Haath MeN Thamaa Kar Chali Gaii ...
Waqt Ne Haath Milaayaa Iss Udaasii Se Har Ummiid Na-Ummiid Bankar Chali Gaii ...
Jo Aaii Thii Sunke Meri Aawaaz Hanstii Huii Anjaani Aahat Se Ulte Pair Ghar Chali Gaii ...
TuuTii Chhat Kab Tak Saath Nibhaatii Aaii Raat Baarish Neend uDhaakar Chali Gaii ...
Shaam Kaa Dhaltaa Suraj YuuN Lagtaa Hai Jaise "Naresh" Ki Har Baat Kal Par Chali Gaii ... Too Good .... Naresh Bhai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #16 on: April 16, 2011, 03:29:24 AM » |
|
umda behad umda ghazal… daad dil se
Behad Shukriya ... Nirala Ji ! aise hi milte rahe aur aate rahen ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #17 on: April 16, 2011, 02:52:42 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #18 on: April 17, 2011, 07:43:47 AM » |
|
Bahoot Khoobsoorat Ghazal Likhi hai Naresh ji.. Bahoot Khoobsoorati se Har Sher ko likha hai jo padte waqt ak puri kahani ko darsha raha hai... Bahoot Bahoot Umda .. Lajawaab!!
Behad shukriya .. Sophi Ji ! aapke humeshaa saath aur hauslaa afzaai kaa ... khush rahen ... ! duaaoN ke saath ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SURESH SANGWAN
Guest
|
|
«Reply #19 on: April 17, 2011, 02:17:06 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Garima Sharma
Guest
|
|
«Reply #20 on: April 17, 2011, 02:23:36 PM » |
|
Mere Kamre Ki Dhoop RooThkar Chali Gaii Jaise Ghar Ki Har Baat Baahar Chali Gaii ...
Aaii Thii Mujh Bimaar Ka Haal Puchhne Phool Haath MeN Thamaa Kar Chali Gaii ...
Waqt Ne Haath Milaayaa Iss Udaasii Se Har Ummiid Na-Ummiid Bankar Chali Gaii ...
Jo Aaii Thii Sunke Meri Aawaaz Hanstii Huii Anjaani Aahat Se Ulte Pair Ghar Chali Gaii ...
TuuTii Chhat Kab Tak Saath Nibhaatii Aaii Raat Baarish Neend uDhaakar Chali Gaii ...
Shaam Kaa Dhaltaa Suraj YuuN Lagtaa Hai Jaise "Naresh" Ki Har Baat Kal Par Chali Gaii ... Kya baat hai ! Janaab ... bahut achche ..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #21 on: April 17, 2011, 11:13:26 PM » |
|
bahut khoob. bahut hi badhiya
bahut bahut shukriya .... Imdad Ji !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #22 on: April 18, 2011, 10:20:38 AM » |
|
Bahut Khub Naresh Ji Bahut Hi Sunder Rachna Hai Aapki
behad shukriya ... rishi ji ... nawaazish kaa !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
marhoom bahayaat
Guest
|
|
«Reply #23 on: April 18, 2011, 11:05:48 AM » |
|
Mere Kamre Ki Dhoop RooThkar Chali Gaii Jaise Ghar Ki Har Baat Baahar Chali Gaii ...
Aaii Thii Mujh Bimaar Ka Haal Puchhne Phool Haath MeN Thamaa Kar Chali Gaii ...
Waqt Ne Haath Milaayaa Iss Udaasii Se Har Ummiid Na-Ummiid Bankar Chali Gaii ...
Jo Aaii Thii Sunke Meri Aawaaz Hanstii Huii Anjaani Aahat Se Ulte Pair Ghar Chali Gaii ...
TuuTii Chhat Kab Tak Saath Nibhaatii Aaii Raat Baarish Neend uDhaakar Chali Gaii ...
Shaam Kaa Dhaltaa Suraj YuuN Lagtaa Hai Jaise "Naresh" Ki Har Baat Kal Par Chali Gaii ... tu bazm-e shkhn choar ke kya gaya, ghazal ki awaaz chali gayi..................bahut nayaara hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #24 on: April 18, 2011, 02:26:06 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #25 on: April 19, 2011, 02:11:33 AM » |
|
Naresh jee Aadaab!
Waah janab kia kahne ais se badhkar aik ashaar kahe haiN... Behad la jawaab ashaar aur umdaa ahsaas O khayaal rahe aapke is kalaam meiN...
Bus aik baat ki kami nazar aayi ke aapne kafiye meiN vibhinta nahi dikhai.. ? aapne "KAR" kafiye ko chaar se paNch baar istemaal kiya ?
Khair par sabhi ashaar behad khoob kahe hai dil se daad hazir hai.. Khususi taur par hume yeH ashaar behad khoob lage hai Aise hi umdaa kalaam kahte rahiye.. Aate rahiye.. Khush O aabaad rahiye... Khuda Hafez..... ParwaaZ Ji .. Aadaab ! aapki Pasandegi ... dilee daad aur hauslaa afzaai kaa bahut bahut shukriya .. aise hi saath nibhaate raheN aage bhi ... khush rahen ... ! duaaoN ke saath ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #26 on: April 19, 2011, 01:09:10 PM » |
|
Bahaut bahaut khubsoorat Naresh bhai.. "Waqt ne haath milaya iss udaasi se, Har umeed na-umeed bankar chali gayi" Khush rahiye..! Rahim Ji ... Yeh sher mujhe bhi khaastaur par pasand aayaa thaa likhne ke baad ... aapki nawaazish e karam kaa bahut bahut shukriya ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #27 on: April 19, 2011, 01:14:11 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #28 on: April 19, 2011, 02:05:49 PM » |
|
bht khoob anshumali ji...
behad shukriya .... Manzil Ji !! aapki nawaazish kaa !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #29 on: April 20, 2011, 02:34:53 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|