Ghazal hai meri.....( Ghayel )

by Sajid_Ghayel on July 07, 2011, 08:26:03 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1388 times)
Sajid_Ghayel
Guest
Reply with quote
Badi masoom meharbaan ghazal hai meri
Meri duniya yeh meri jaan ghazal hai meri

Iske dum se hi mili mujhko jaha me shohrat
Ab yeh jaisi bhi hai pehchaan ghazal hai meri

Koi jageer na daulat na mahal pass mere
Mujhko rakhti hai jo dhanwaan ghazal hai meri

Na main mulla hu na pundit hu na main gyani hu
Na yeh Geeta hai na Quran ghazal hai meri

Na yeh hindi hai na urdu na yeh marathi hai
Dil se nikli hui zubaan ghazal hai meri

Sajid Ghayel
Logged
Raja Jain
Guest
«Reply #1 on: July 07, 2011, 08:38:16 PM »
Reply with quote
BHAI WAH AAPKA BLOG BHI DEKHA MAINE BAHUT HI UMDA UMDA GHAZAL LIKHTE HAIN AAP ....

AAPKA TO KOI JAWAB HI NI LAJAWAB HO AAP
Logged
GUMboy
Guest
«Reply #2 on: July 08, 2011, 09:41:46 AM »
Reply with quote
Kya likha hai sajid bhai.. Tarif karu to kitni.. Bahut badhiya..
Logged
sarfira
Guest
«Reply #3 on: July 08, 2011, 09:51:32 AM »
Reply with quote
Usual SmileUsual SmileUsual SmileUsual SmileUsual Smile
Logged
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
«Reply #4 on: July 08, 2011, 11:26:15 AM »
Reply with quote
Badi masoom meharbaan ghazal hai meri
Meri duniya yeh meri jaan ghazal hai meri

Iske dum se hi mili mujhko jaha me shohrat
Ab yeh jaisi bhi hai pehchaan ghazal hai meri

Koi jageer na daulat na mahal pass mere
Mujhko rakhti hai jo dhanwaan ghazal hai meri

Na main mulla hu na pundit hu na main gyani hu
Na yeh Geeta hai na Quran ghazal hai meri

Na yeh hindi hai na urdu na yeh marathi hai
Dil se nikli hui zubaan ghazal hai meri

Sajid Ghayel

bhut hi sundar gajhal hai aapkiiiiiiii

Hats off to you!
Logged
khujli
Guest
«Reply #5 on: July 12, 2011, 05:27:45 AM »
Reply with quote
Badi masoom meharbaan ghazal hai meri
Meri duniya yeh meri jaan ghazal hai meri

Iske dum se hi mili mujhko jaha me shohrat
Ab yeh jaisi bhi hai pehchaan ghazal hai meri

Koi jageer na daulat na mahal pass mere
Mujhko rakhti hai jo dhanwaan ghazal hai meri

Na main mulla hu na pundit hu na main gyani hu
Na yeh Geeta hai na Quran ghazal hai meri

Na yeh hindi hai na urdu na yeh marathi hai
Dil se nikli hui zubaan ghazal hai meri

Sajid Ghayel



 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #6 on: July 22, 2011, 08:49:37 PM »
Reply with quote
BHAI WAH AAPKA BLOG BHI DEKHA MAINE BAHUT HI UMDA UMDA GHAZAL LIKHTE HAIN AAP ....

AAPKA TO KOI JAWAB HI NI LAJAWAB HO AAP


Nawazish Karam Raja saheb.
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #7 on: July 23, 2011, 07:45:57 AM »
Reply with quote
ab iss gazal k bare me kuch kehna...aap jante ho ghayal ji..k main kya kahun ab ..........aapki gazal hai..khubsurat to honi hi hai na.......
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #8 on: July 23, 2011, 07:54:26 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause
Awesome.....lines....
 Applause Applause Applause

Sare Shayaro ko khud pe fakr karne pe majboor kar diya aapne Sajid sahab..

bahut umda.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #9 on: August 15, 2011, 01:31:44 PM »
Reply with quote
Kya likha hai sajid bhai.. Tarif karu to kitni.. Bahut badhiya..

Kya likha hai sajid bhai.. Tarif karu to kitni.. Bahut badhiya..


Nawazish Karam Jee.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #10 on: August 15, 2011, 07:50:36 PM »
Reply with quote
Badi masoom meharbaan ghazal hai meri
Meri duniya yeh meri jaan ghazal hai meri

Iske dum se hi mili mujhko jaha me shohrat
Ab yeh jaisi bhi hai pehchaan ghazal hai meri

Koi jageer na daulat na mahal pass mere
Mujhko rakhti hai jo dhanwaan ghazal hai meri

Na main mulla hu na pundit hu na main gyani hu
Na yeh Geeta hai na Quran ghazal hai meri

Na yeh hindi hai na urdu na yeh marathi hai
Dil se nikli hui zubaan ghazal hai meri

Sajid Ghayel

good
Logged
masoodhassaas
Guest
«Reply #11 on: August 16, 2011, 01:53:55 AM »
Reply with quote
Badi masoom meharbaan ghazal hai meri
Meri duniya yeh meri jaan ghazal hai meri

Iske dum se hi mili mujhko jaha me shohrat
Ab yeh jaisi bhi hai pehchaan ghazal hai meri

Koi jageer na daulat na mahal pass mere
Mujhko rakhti hai jo dhanwaan ghazal hai meri

Na main mulla hu na pundit hu na main gyani hu
Na yeh Geeta hai na Quran ghazal hai meri

Na yeh hindi hai na urdu na yeh marathi hai
Dil se nikli hui zubaan ghazal hai meri

Sajid Ghayel

aadaab sajid bhai
main aap ko arsey se parh rahaa hun aor aap ke khiyaalaat se badee had tak aagaah bhi hun jo ki mohabbaat ke sewaa kuchh nahi hai aor aaj aap ne is ghazal me bhi usee mazoo se khetaab kiyaa hai badaa achhaa lagaa ,,,,,,,,,,,,,,,,,,kamaal ye hain ki aap bahr ko achhaa nibhaa gaye hain mobaarak ho
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:42:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer