Ghazal, log jo aas paas baithay haiN

by Ameen Asim on August 19, 2011, 07:42:49 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1199 times)
Ameen Asim
Guest
Reply with quote
log jo aas paas baithay haiN
in meiN kuchh khud shnaas baithay haiN

Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #1 on: August 19, 2011, 07:56:50 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause

Ameen Sahaab behad umdaa gazal
kahi hai janab daad daad daad Usual Smile

Sabhi ashaar kabil e daad hai Usual Smile

gar aap thodi si mashk kar ke yahaaN roman meiN
post kar deN to sabhi ahbaab is khubsurat aur
pur asar gazal ko padh sakeNge Usual Smile

Aur baraaye meherbaani.. yahaaN kisi bhi tarhaa ke
link na jodiye... Usual Smile

Aate rahiye... Khush O aabaad rahiye.. Usual Smile
Khuda Hafez Usual Smile         

Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #2 on: August 19, 2011, 09:10:34 PM »
Reply with quote
Janab Ameen Asim sahaab Aadaab!

Janab humari urdu behad kachchhi hai.. par phir
bhi humne aapki kalaam ko roman meiN yahaaN chaap
diya hai... jo hume bahut khub lagi.. Usual Smile

Isliye humne yeH mashk kiya .. Usual Smile Gar kahiN galtiyaaN
huyi ho to mazarrat chahte haiN Usual Smile

Ab aapse guzarish hai ke aap... aainda yahaaN roman
Urdu meiN hi apni kalaam pesh kijiye.. Usual Smile
taki sab padh sakeN ... Aur duji guzarish hai ke aapne
di huyi liNk ko modify kar ke nikaal dijiye Usual Smile


Aate rahiye... Likhate rahiye..
Khuda Hafez Usual Smile         





Log jo aas paas baithe haiN
Inme kuch khud shanaas baithe haiN

Itne gum to nahi hai duniya meiN
Log jitne udaas baithe haiN     

Aik samandar ki pyaas thi jinko
Tod kar woH gilaas baithe haiN

Kal bhi jo be libaas the kuch log
Aaj bhi be libaas baithe haiN

Humse milne khud usko aanaa hai
Kar liya hai qayaas baithe haiN

hum se mat puchiye ke hum dil meiN
Kia dabaa kar bhadaas baithe haiN

Kaise aasim woH jaan sakte haiN
Hum chupa kar jo pyaas baithe haiN     

Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #3 on: August 20, 2011, 04:40:20 AM »
Reply with quote
Aasim saheb,aap se pehle Parwaaz saheb ka shukraguzaar hoon ki unhoon  ne aapki khoobsoorat ghazal ko roman mein pesh kiya.Main to ek waahid she'r dekhkar maayoos ho gaya thha.Ghazal pasand aayi to aapka doosra kalaam talaash kiya aur urdu rasmulkhat mein likhi eik ghazal mili.Janaab,kya khoobsurat kalaam hai.Main Parwaaz saheb ki raai se ittefaaq rakhta hoon aur guzaarish hai ki aap apna kalaam roman mein likh kar ,aur poori ghazal,post kiya karein taaki sabhi log padh sakein.Itni achhi takhleeqaat ke liye tahedil se mubarakbad.Hasan
Logged
khujli
Guest
«Reply #4 on: August 20, 2011, 07:19:27 AM »
Reply with quote
Janab Ameen Asim sahaab Aadaab!

Janab humari urdu behad kachchhi hai.. par phir
bhi humne aapki kalaam ko roman meiN yahaaN chaap
diya hai... jo hume bahut khub lagi.. Usual Smile

Isliye humne yeH mashk kiya .. Usual Smile Gar kahiN galtiyaaN
huyi ho to mazarrat chahte haiN Usual Smile

Ab aapse guzarish hai ke aap... aainda yahaaN roman
Urdu meiN hi apni kalaam pesh kijiye.. Usual Smile
taki sab padh sakeN ... Aur duji guzarish hai ke aapne
di huyi liNk ko modify kar ke nikaal dijiye Usual Smile


Aate rahiye... Likhate rahiye..
Khuda Hafez Usual Smile         





Log jo aas paas baithe haiN
Inme kuch khud shanaas baithe haiN

Itne gum to nahi hai duniya meiN
Log jitne udaas baithe haiN     

Aik samandar ki pyaas thi jinko
Tod kar woH gilaas baithe haiN

Kal bhi jo be libaas the kuch log
Aaj bhi be libaas baithe haiN

Humse milne khud usko aanaa hai
Kar liya hai qayaas baithe haiN

hum se mat puchiye ke hum dil meiN
Kia dabaa kar bhadaas baithe haiN

Kaise aasim woH jaan sakte haiN
Hum chupa kar jo pyaas baithe haiN     





 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Ameen Asim
Guest
«Reply #5 on: August 20, 2011, 10:19:57 AM »
Reply with quote
Mohtaram F. H. Siddiqui sahib
maiN aap ka dili shukr guzaar hooN, ke aap ne meri hasla afzaai farmaai, ,,
maiN koshish karooN ga ke aap ke mayaar per poora utar sakooN,

aainda mukammal Ghazal post karne ki koshish karooN ga,

Wassalam
Ameen Asim
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #6 on: August 20, 2011, 04:32:05 PM »
Reply with quote
Janab Ameen Asim sahaab Aadaab!

Janab humari urdu behad kachchhi hai.. par phir
bhi humne aapki kalaam ko roman meiN yahaaN chaap
diya hai... jo hume bahut khub lagi.. Usual Smile

Isliye humne yeH mashk kiya .. Usual Smile Gar kahiN galtiyaaN
huyi ho to mazarrat chahte haiN Usual Smile

Ab aapse guzarish hai ke aap... aainda yahaaN roman
Urdu meiN hi apni kalaam pesh kijiye.. Usual Smile
taki sab padh sakeN ... Aur duji guzarish hai ke aapne
di huyi liNk ko modify kar ke nikaal dijiye Usual Smile


Aate rahiye... Likhate rahiye..
Khuda Hafez Usual Smile          





Log jo aas paas baithe haiN
Inme kuch khud shanaas baithe haiN

Itne gum to nahi hai duniya meiN
Log jitne udaas baithe haiN    

Aik samandar ki pyaas thi jinko
Tod kar woH gilaas baithe haiN

Kal bhi jo be libaas the kuch log
Aaj bhi be libaas baithe haiN

Humse milne khud usko aanaa hai
Kar liya hai qayaas baithe haiN

hum se mat puchiye ke hum dil meiN
Kia dabaa kar bhadaas baithe haiN

Kaise aasim woH jaan sakte haiN
Hum chupa kar jo pyaas baithe haiN    




WAAHH...  icon_flower  WAAHH..   icon_flower

KYA KEHNE JANAB PARWAAZ SAHAB AAPKE...
 Applause Applause Applause Applause
JITNI BHI TAREEF KI JAYE KAM HAI...
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

BAHUT KHOOB LIKHA HAI SAHAB...

DAAD KABOOL KARE.. notworthy notworthy Usual Smile

Logged
masoodhassaas
Guest
«Reply #7 on: August 22, 2011, 10:25:20 PM »
Reply with quote
log jo aas paas baithay haiN
in meiN kuchh khud shnaas baithay haiN



eyk sher magar ek ghazal pe bhaaree badaa shaandaar sher hai mobaarak ho
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #8 on: December 05, 2011, 06:00:23 AM »
Reply with quote
Janab Ameen Asim sahaab Aadaab!

Janab humari urdu behad kachchhi hai.. par phir
bhi humne aapki kalaam ko roman meiN yahaaN chaap
diya hai... jo hume bahut khub lagi.. Usual Smile

Isliye humne yeH mashk kiya .. Usual Smile Gar kahiN galtiyaaN
huyi ho to mazarrat chahte haiN Usual Smile

Ab aapse guzarish hai ke aap... aainda yahaaN roman
Urdu meiN hi apni kalaam pesh kijiye.. Usual Smile
taki sab padh sakeN ... Aur duji guzarish hai ke aapne
di huyi liNk ko modify kar ke nikaal dijiye Usual Smile


Aate rahiye... Likhate rahiye..
Khuda Hafez Usual Smile         





Log jo aas paas baithe haiN
Inme kuch khud shanaas baithe haiN

Itne gum to nahi hai duniya meiN
Log jitne udaas baithe haiN     

Aik samandar ki pyaas thi jinko
Tod kar woH gilaas baithe haiN

Kal bhi jo be libaas the kuch log
Aaj bhi be libaas baithe haiN

Humse milne khud usko aanaa hai
Kar liya hai qayaas baithe haiN

hum se mat puchiye ke hum dil meiN
Kia dabaa kar bhadaas baithe haiN

Kaise aasim woH jaan sakte haiN
Hum chupa kar jo pyaas baithe haiN     



waaaaaaaaaaaaaaaaaaah asim sahab aur parwaaz sahab
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 07:29:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer