**Ghazal...SHIKVA**

by umraan on August 28, 2009, 12:46:21 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1034 times)
umraan
Guest
Reply with quote
Apna bna ke sabko,tanha rhe he koi
chal rha hai waqt se fir bhi
shikva khud se kre hai koi..

Sehla rhi hai zard patto ko hwayein
shushk si khwahishon par oons barsa rhi hai fizayein
tham tham k kat rha hai saanso ka safar
jaise aa gya ho anjaane shahr mai koi,
apna bna k..........

jaate jaate lamhe ankahe afsaano k
nishaan.n chood rhe hai,
bikhar rhi hai yaadein zra zra khwaab ho rhe hai
jaise saagar kinare ret k ghar bna rha ho koi,
apna bna k.......

dhal rha hai dil num ho rhi hai nazar
tut rha hai zubaa.n se lafzoon ka silsila
jaise surkh kalam se likh rha ho
zindgi ki kitaab koi,
apna bna k........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shikva aur ruswai by amrita in Shayeri for Dard -e- Bewafai
SHIKVA by MEHARR in Shayri for Dard -e- Judai
shikva na karo by saahill in Share:Love Poetry
kiya na phir bhi koi shikva by nandbahu in Share:Love Poetry
shikva by aazad panchi in Shayri for Dard -e- Judai
Roja
Guest
«Reply #1 on: August 28, 2009, 02:12:31 PM »
Reply with quote
Nice creation Umraan ji  Usual Smile
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #2 on: August 28, 2009, 02:26:02 PM »
Reply with quote
Achchi NAZM ki koshish hai





javed


Logged
subhan pathan
Guest
«Reply #3 on: August 28, 2009, 02:35:09 PM »
Reply with quote
Apna bna ke sabko,tanha rhe hi koi
chal rha hai waqt se fir bhi
shikva khud se kre hai koi..

Sehla rhi hai zard patto ko hwayein
shushk si khwahishon par oons barsa rhi hai fizayein
tham tham k kat rha hai saanso ka safar
jaise aa gya ho anjaane shahr mai koi,
apna bna k..........

jaate jaate lamhe ankahe afsaano k
nishaan.n chood rhe hai,
bikhar rhi hai yaadein zra zra khwaab ho rhe hai
jaise saagar kinare ret k ghar bna rha ho koi,
apna bna k.......

dhal rha hai dil num ho rhi hai nazar
tut rha hai zubaa.n se lafzoon ka silsila
jaise surkh kalam se likh rha ho
zindgi ki kitaab koi,
apna bna k........

sunny sunny icon_flower
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #4 on: August 30, 2009, 02:13:21 PM »
Reply with quote
Bahut Accche Umraan Ji.. Lajawab Alfaazon se Saji Gazal Pesh Ki hai aapne.. Mujhe Waqai Behad Pasand aaye..!! Bahut Bahut Khooooob.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
smardia
Guest
«Reply #5 on: August 30, 2009, 02:55:27 PM »
Reply with quote
Umraanji daad kabul farmaiye.is sunder gzal k liye... Applause Applause Applause

Uthana prashan chinhe apni harkato par Shikva ho gaya
Khud he khud se karta hu jo sawal,kya ye gunah ho gya
Likh raha hu apne he lahu se main daastaan apni ey-dost
Padhi he nahi kisi ne kahani meri,aur mai badnaam ho gaya

Apna bna ke sabko,tanha rhe he koi
chal rha hai waqt se fir bhi
shikva khud se kre hai koi..

Sehla rhi hai zard patto ko hwayein
shushk si khwahishon par oons barsa rhi hai fizayein
tham tham k kat rha hai saanso ka safar
jaise aa gya ho anjaane shahr mai koi,
apna bna k..........

jaate jaate lamhe ankahe afsaano k
nishaan.n chood rhe hai,
bikhar rhi hai yaadein zra zra khwaab ho rhe hai
jaise saagar kinare ret k ghar bna rha ho koi,
apna bna k.......

dhal rha hai dil num ho rhi hai nazar
tut rha hai zubaa.n se lafzoon ka silsila
jaise surkh kalam se likh rha ho
zindgi ki kitaab koi,
apna bna k........

Logged
umraan
Guest
«Reply #6 on: August 31, 2009, 12:49:13 PM »
Reply with quote
Bahut Accche Umraan Ji.. Lajawab Alfaazon se Saji Gazal Pesh Ki hai aapne.. Mujhe Waqai Behad Pasand aaye..!! Bahut Bahut Khooooob.. Applause Applause



bahut bahut  shukriya.......mann ji..

**~** Mann **~**
Logged
umraan
Guest
«Reply #7 on: August 31, 2009, 12:50:54 PM »
Reply with quote
Umraanji daad kabul farmaiye.is sunder gzal k liye... Applause Applause Applause

Uthana prashan chinhe apni harkato par Shikva ho gaya
Khud he khud se karta hu jo sawal,kya ye gunah ho gya
Likh raha hu apne he lahu se main daastaan apni ey-dost
Padhi he nahi kisi ne kahani meri,aur mai badnaam ho gaya


alfaaz to apne bhi khub bayaan kiye hai....
bahut bahut shukriya hosla afzai ka...
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #8 on: September 03, 2009, 08:27:41 AM »
Reply with quote
Wah wah bahut khoob Umraan ji,Smardia ji,wonderful gazal. Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #9 on: September 03, 2009, 08:41:53 AM »
Reply with quote
Apna bna ke sabko,tanha rhe he koi
chal rha hai waqt se fir bhi
shikva khud se kre hai koi..
Umraan Saheba waqai kamal kar diya aapne. Bahut khoob, wah wah.

Sehla rhi hai zard patto ko hwayein
shushk si khwahishon par oons barsa rhi hai fizayein
tham tham k kat rha hai saanso ka safar
jaise aa gya ho anjaane shahr mai koi,
apna bna k..........

jaate jaate lamhe ankahe afsaano k
nishaan.n chood rhe hai,
bikhar rhi hai yaadein zra zra khwaab ho rhe hai
jaise saagar kinare ret k ghar bna rha ho koi,
apna bna k.......

dhal rha hai dil num ho rhi hai nazar
tut rha hai zubaa.n se lafzoon ka silsila
jaise surkh kalam se likh rha ho
zindgi ki kitaab koi,
apna bna k........

Logged
Talat
Guest
«Reply #10 on: September 03, 2009, 11:20:01 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Umraan Ji..... Applause Applause

Lekin Ghazal section main kyun ?
Logged
umraan
Guest
«Reply #11 on: September 03, 2009, 03:45:02 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya aap sab ka...
 par Calmira ji aapka swal samjh nhi aaya?
Logged
Talat
Guest
«Reply #12 on: September 03, 2009, 03:54:45 PM »
Reply with quote

 par Calmira ji aapka swal samjh nhi aaya?

Umraan Ji, aapne apni poetry ka title Ghazal diya hai, par aapki ye poem Ghazal nahin hai aur isiliye Ghazal section main munasib nahin hai !

Logged
smardia
Guest
«Reply #13 on: September 03, 2009, 05:52:05 PM »
Reply with quote
Talatjee aap ka "SHIKVA" DURUST HAI....
Par jyadater log Gazal--najm-poem-kavita...in sab mai fark samajh he nahi paate hain....in sab ko ek-dusare ka prayayvaachi shabd he samajhte hain...
Ye knowledge bhi kisi ek section mai de jaye tou theek hoga...

Umraan Ji, aapne apni poetry ka title Ghazal diya hai, par aapki ye poem Ghazal nahin hai aur isiliye Ghazal section main munasib nahin hai !


Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 06:57:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer