SURESH SANGWAN
Guest
|
«Reply #15 on: December 17, 2013, 09:08:13 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
vb
Guest
|
|
«Reply #16 on: December 17, 2013, 09:46:13 PM » |
|
buhat khoobsoorat ghazal...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #17 on: December 17, 2013, 10:58:44 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #18 on: December 18, 2013, 01:09:40 AM » |
|
waah waah bahut khoob ek rau bhee
Sir bahut shukriya hausla afzaai ka.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #19 on: December 18, 2013, 05:51:10 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #20 on: December 18, 2013, 11:55:20 PM » |
|
Bahut khoob,iftakhar sb. Teesra aur akhri sher bahut achha laga.
Hasan sir bahut shukriya waqt dene aur hausla afzaai karne ka.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #21 on: December 19, 2013, 12:45:53 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #22 on: December 19, 2013, 04:40:58 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
marhoom bahayaat
Guest
|
|
«Reply #23 on: December 19, 2013, 08:38:58 PM » |
|
HameN taqdeer ne bhi kaise kaise din dikhaae haiN Magar sab kuch bhula har haal meN ham Muskuraae haiN
Hamara kaam hai sach se unheN aagaah karne ka HameN parwaah naa iski agar wo khaar khaae haiN
Liye fir se nai kashti samandar cheerne niklay NahiN parwaah maazi meN safeene gar dubaae haiN
HameN ladne ka maidaaN meN hai jazba ab bhi utna hi Agarchay jang meN hamne musalsal maat khaae haiN
HaiN barsoN se shajar apne jo apni jaa pe bas qaayam Diye jhakjhor toofaaN ne inheN jad tak hilaae haiN Nadi jab khatm hoti hai samander sokh leta hai Mila kar khud meN nadiyoN ko samander ne bahaae haiN
Safar ka falsafa poocho safar ke iss musaafir se Mitaai khwahish-e-manzil tabhi manzil ko paae haiN
with rau -gr88888888888888888888888888,sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #25 on: December 20, 2013, 05:41:41 AM » |
|
Aqsh jee bahut shukriya ghazal pe waqt dene aur hausla afzaai karne ka.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #26 on: December 21, 2013, 11:27:41 AM » |
|
HameN taqdeer ne bhi kaise kaise din dikhaae haiN Magar sab kuch bhula har haal meN ham Muskuraae haiN
waah bhaai waah kyaa baat hai...... Ak sher yaad aa gayaa :- Har gam ne har sitam ne nayaa hoslaa diya Mere mitaane waalo ne mujhko banaa diyaa
Hamara kaam hai sach se unheN aagaah karne ka HameN parwaah naa iski agar wo khaar khaae haiN
wow bhaaai etnaa achcha kaise likh lete ho... Maiko bhii sikaaaao
Liye fir se nai kashti samandar cheerne niklay NahiN parwaah maazi meN safeene gar dubaae haiN
Waah waah waaah..... Himmat nahee haarnii chaahiye...
HameN ladne ka maidaaN meN hai jazba ab bhi utna hi Agarchay jang meN hamne musalsal maat khaae haiN
Waah jee waah ...... Bhaai jaan bade achche sher hai saare ke saare
HaiN barsoN se shajar apne jo apni jaa pe bas qaayam Diye jhakjhor toofaaN ne inheN jad tak hilaae haiN WAAH WAAAH Nadi jab khatm hoti hai samander sokh leta hai Mila kar khud meN nadiyoN ko samander ne bahaae haiN
sahee kahaaa bhaaai.... Chhoto ki himmateiN jahaaN khatam hotii hai... Wahee se bado ki himmato ka aagaaz hota hai
Safar ka falsafa poocho safar ke iss musaafir se Mitaai khwahish-e-manzil tabhi manzil ko paae haiN
Es gazal ki kyaa tareef karun... Bas ak rau detaa hun...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #27 on: December 24, 2013, 02:09:33 AM » |
|
WAAH WAAH WAAH.... Kis sher ki badaai karun or kise chhod duN ...saare sher ek se badhkar ek hain.... Maza aa gaya Iftakhar Ji..Bahut bahut khoob..Umda peshkash.. Dheron Daad....
Bahut shukriya Bishwajeet jee.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #28 on: December 27, 2013, 06:21:55 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|