mkv
Guest
|
Bewafaaee ki baat kee usne aur judaaee ki baat kee usne
Pyaar ko bhoolkar mere usne Bas ladaaee ki baat kee usne
Maa ko aawaaz ab naheeN deta Bas lugaai ki baat kee usne
Shauq rakhta hai voh mithai ka rasmalaaee ki baat kee usne
Shayri hai abhee meri kacchee Rahnumaayee ki baat kee usne
Muflisee rasm par padee bharee muNhdikhaaee ki baat kee usne
Meri betee vidaa nahee hogee Ghar jamaai ki baat kee usne
Hai nazar jiski patte- patte par Us khudaaee ki baat kee usne
Kholkar dil ‘mukesh’ hai tujhse Jaghasaaee ki baat kee usne
I dedicate this ghazal to Hasan sir as a Birthday gift to him.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
anmolarora
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 16, 2013, 03:41:29 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #2 on: February 16, 2013, 04:09:54 AM » |
|
priy mukesh isse umdaa taufaa ek ghazal go shaayar kaa ek ghazal go shaayar ke liye naheen ho saktaa ab tak kee sabse behatreen ghazal main dil kee gahraaiyon se tumhe saadhuwaad detaa hoon rau ke alaawaa aur koi bhee puruskaar aaj mere pass hotaa to tum par dilo jaan se qurbaan kar detaa hameshaa aage badhte raho mujhe lagaa hai ki aaj ye guru daksinaa hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aarish
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 16, 2013, 04:18:16 AM » |
|
Bewafaaee ki baat kee usne aur judaaee ki baat kee usne
Pyaar ko bhoolkar mere usne Bas ladaaee ki baat kee usne
Maa ko aawaaz ab naheeN deta Bas lugaai ki baat kee usne
Shauq rakhta hai voh mithai ka rasmalaaee ki baat kee usne
Shayri hai abhee meri kacchee Rahnumaayee ki baat kee usne
Muflisee rasm par padee bharee muNhdikhaaee ki baat kee usne
Meri betee vidaa nahee hogee Ghar jamaai ki baat kee usne
Hai nazar jiski patte- patte par Us khudaaee ki baat kee usne
Kholkar dil ‘mukesh’ hai tujhse Jaghasaaee ki baat kee usne
I dedicate this ghazal to Hasan sir as a Birthday gift to him.
wah wah wah umda , lajwab, bohut khoob, mukammal ghazal kahi mukesh bhai sabhi ashaar achche haiN DAAAD qubool kareN, aur meri rtaraf se bhi hasan sir ko janamdin din hardik shubhkamnayen, khuda kare wo yuNhi hamesha hamari rehnumai karte raheN....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 16, 2013, 04:21:44 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amit_prakash_meet
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 16, 2013, 05:14:17 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Sudhir Ashq
|
|
«Reply #7 on: February 16, 2013, 06:09:14 AM » |
|
Wah.Wan.Bahut sunder ghazel kahi hai aapne.Mubarak ho aapko.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shireen Hakani
Guest
|
|
«Reply #8 on: February 16, 2013, 06:43:27 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poonamA
Guest
|
|
«Reply #9 on: February 16, 2013, 07:20:13 AM » |
|
good mukeshjee
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #12 on: February 16, 2013, 09:24:32 AM » |
|
Mukesh ji. saada zubaan mein bahut khubsurat , mukammal ghazal kahi hai . Qaafiye khuub dhoondh dhoondh kar laaye hain aur pyara istemaal kiya hai . Masha allah , shaayeri per nikhar per nikhar aa raha hai . Meri bahut duaaein ..... Aur is ghazal ko mera birthday gift banaane ke liye tah e dil se shafqatein . Hasan
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #13 on: February 16, 2013, 09:25:33 AM » |
|
MKV sahab --sach me bht lajawaab ghazal likhi aapne ekdm alg h aapki poetry se--
aap to kaafi nikhar gaye janaab-- congratss kuch hme bhi to sikhaie aap
iss khoob ghazal par dher saari daad-- Hasan sir ko janam din ki badhaiyan-- Hasan sir ka gift bht khuburat hai
khus rahe muskurate rahe
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 16, 2013, 09:45:53 AM » |
|
Bewafaaee ki baat kee usne aur judaaee ki baat kee usne
Pyaar ko bhoolkar mere usne Bas ladaaee ki baat kee usne
Maa ko aawaaz ab naheeN deta Bas lugaai ki baat kee usne
Shauq rakhta hai voh mithai ka rasmalaaee ki baat kee usne
Shayri hai abhee meri kacchee Rahnumaayee ki baat kee usne
Muflisee rasm par padee bharee muNhdikhaaee ki baat kee usne
Meri betee vidaa nahee hogee Ghar jamaai ki baat kee usne
Hai nazar jiski patte- patte par Us khudaaee ki baat kee usne
Kholkar dil ‘mukesh’ hai tujhse Jaghasaaee ki baat kee usne
I dedicate this ghazal to Hasan sir as a Birthday gift to him.
veriiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii naaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaice-mkv
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|