Hamney khojaa unhain: is jagah, us jagah!

by abdbundeli on July 13, 2010, 06:14:33 AM
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 4213 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #15 on: August 12, 2011, 09:20:40 AM »
Reply with quote
Bahut hi umda peshkash hai aap ki ABD Ji
Dil ko chhoo gayee
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kisi bhi jagah by lovely_amez in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
har jagah by tushar_4u_im in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Ashkon ki jagah....... by mili_genie in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Jagah(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
milne ki jagah by mkv in Share:Love Poetry
abdbundeli
Guest
«Reply #16 on: August 13, 2011, 04:36:30 AM »
Reply with quote
Bahut hi umda peshkash hai aap ki ABD Ji
Dil ko chhoo gayee

Bahut bahut shukriyah Harish ji!
Logged
sarfira
Guest
«Reply #17 on: August 13, 2011, 06:54:12 AM »
Reply with quote
kaisi ye rutt aayee dekho
apne hi humse aaj darne lage!!

thukraya jinhone taumar hume
gair wahi aaj humpar marne lage!!

kahan gaye woh log jo baste the kabhi saanso me
kuch mile the kal bhule se dekh hume jinki saanse hi ukhadne lage!!

woh bhi aya tha jab panaahon me machalte hue
aankhen unki bhi aaj babad siskne lage!!

dhoond lun ga shayd kabhi apna koi lekin
chot kha chuke itna ki kadam bhi aage barhne se ab hichakne lage!!
!!
!!
bahut hi umda aur lajawab peshkash Abd ji--malli ji u r also fantastic
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #18 on: August 14, 2011, 04:25:12 AM »

Waah! Shukriyah!
Logged
sarfira
Guest
«Reply #19 on: August 14, 2011, 04:36:43 AM »
Reply with quote
waah Sahab Abd ji--
khamosh juba se sukriya kah gaye aap!!!
sukriya to aapka hume karna hai ki aapne itna behtareen nagma pesh kia--

aap chuninda shayron me se hain jinki rachnaye hume Sufiyana ehsaas karati hain--

aap kuch jada time dia karen hume plzzz
Logged
malli
Guest
«Reply #20 on: August 15, 2011, 04:24:59 AM »
Reply with quote

Khud hee gaayab rahey ho, poochhtey ho mujhsey hee:
Kahaan chaley gaye hain khojney waaley meyrey?

Abhuun na aaye sajanwaan,
Sakhee ri mori, baadar garjyo!

Purwaiyaa lahree, tan-man kon jurhaay, gayee!
Paachheyn-paachheyn ghahree barkhaa rut aay gayee!

                           - abd bundeli

Mai gayab nahi thi uncle ji...bas aap nahi aaye aur hum b nahi aaye.. Usual Smile

Sneh hriday ka hriday basaye dua teri khushhali ka...
Waqt kabhee aisa na aaye aashu bharen tere naino mein..
Her din rahega intezar tera sanam, naina base hai dwaar mein

Logged
malli
Guest
«Reply #21 on: August 15, 2011, 04:29:20 AM »
Reply with quote
kaisi ye rutt aayee dekho
apne hi humse aaj darne lage!!

thukraya jinhone taumar hume
gair wahi aaj humpar marne lage!!

kahan gaye woh log jo baste the kabhi saanso me
kuch mile the kal bhule se dekh hume jinki saanse hi ukhadne lage!!

woh bhi aya tha jab panaahon me machalte hue
aankhen unki bhi aaj babad siskne lage!!

dhoond lun ga shayd kabhi apna koi lekin
chot kha chuke itna ki kadam bhi aage barhne se ab hichakne lage!!
!!
!!
bahut hi umda aur lajawab peshkash Abd ji--malli ji u r also fantastic

Sarfira ji aap ka bahut bahut shukriya jo Uncle ji ka aur mera likha pasand kiya aur tarif kiya..... aap bi bahut hi umda likha hai. Last four lines too good and touching. daad kabul kijiyega zarur
Usual Smile

Chand ko kya maloom hua mohabbat chakor karta hai
Is kali ko maloom kya mohabbat kisor karta hai..
icon_thumleft
Logged
sarfira
Guest
«Reply #22 on: August 15, 2011, 05:22:27 AM »
Reply with quote

Sarfira ji aap ka bahut bahut shukriya jo Uncle ji ka aur mera likha pasand kiya aur tarif kiya..... aap bi bahut hi umda likha hai. Last four lines too good and touching. daad kabul kijiyega zarur
Usual Smile

Chand ko kya maloom hua mohabbat chakor karta hai
Is kali ko maloom kya mohabbat kisor krta hai..
icon_thumleft
than q ji
humara woh chand tha magar
chakoriyat ka use ehsaas nhi tongue3
Logged
malli
Guest
«Reply #23 on: August 15, 2011, 07:24:20 AM »
Reply with quote
than q ji
humara woh chand tha magar
chakoriyat ka use ehsaas nhi tongue3

hahaha...

Logged
sarfira
Guest
«Reply #24 on: August 15, 2011, 07:51:35 AM »
Reply with quote
Mai gayab nahi thi uncle ji...bas aap nahi aaye aur hum b nahi aaye.. Usual Smile

Sneh hriday ka hriday basaye dua teri khushhali ka...
Waqt kabhee aisa na aaye aashu bharen tere naino mein..
Her din rahega intezar tera sanam, naina base hai dwaar mein

wah wah Malli ji Usual Smile
bht hi pyara likha hai aapne
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #25 on: August 16, 2011, 05:56:06 AM »
Reply with quote
waah Sahab Abd ji--
khamosh juba se sukriya kah gaye aap!!!
sukriya to aapka hume karna hai ki aapne itna behtareen nagma pesh kia--

aap chuninda shayron me se hain jinki rachnaye hume Sufiyana ehsaas karati hain--

aap kuch jada time dia karen hume plzzz

Bas aapkee duaa hai,sarfira ji, warnah main to kuchh bhee naheen huun! Aapkeen baateyn dil-o-jigar ko chhoo gayeen hain! WOH aapko khush wa seyhatmand rakhey, yahee meyree dua hai!

                                 - abd bundeli
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #26 on: August 16, 2011, 06:07:47 AM »
Reply with quote
Mai gayab nahi thi uncle ji...bas aap nahi aaye aur hum b nahi aaye.. Usual Smile

Sneh hriday ka hriday basaye dua teri khushhali ka...
Waqt kabhee aisa na aaye aashu bharen tere naino mein..
Her din rahega intezar tera sanam, naina base hai dwaar mein

Roja ji, khush rahiye! Seyhatmand rahiye! Aapkey 'sneyhiltaa aur sahrudaytaa' sey bakhoobee waaqif huun! Shukriyah!

Mujhey bhi roz, 'abd', intizaar rahtaa hai!
Wo lahoo aaj bhi meyree nashon mein bahtaa hai!
Aik hee arsh key neechey hain, usee saaye mein,
Fir bhi ham itney door kyon hain, koyi kahtaa hai?

                            - abd bundeli
Logged
sarfira
Guest
«Reply #27 on: August 16, 2011, 06:16:02 AM »
Reply with quote
Bas aapkee duaa hai,sarfira ji, warnah main to kuchh bhee naheen huun! Aapkeen baateyn dil-o-jigar ko chhoo gayeen hain! WOH aapko khush wa seyhatmand rakhey, yahee meyree dua hai!

                                 - abd bundeli
aapki duaon ke lie behad sukriya--aap b sada khus rahen Usual Smile

Abdbundeli aur Vb--ye do naam--alfaazon aur ehsaason ke jadugar hain--baht bada fan hu mai aap dono ka ji--
Logged
malli
Guest
«Reply #28 on: August 17, 2011, 02:05:57 PM »
Reply with quote
Roja ji, khush rahiye! Seyhatmand rahiye! Aapkey 'sneyhiltaa aur sahrudaytaa' sey bakhoobee waaqif huun! Shukriyah!

Mujhey bhi roz, 'abd', intizaar rahtaa hai!
Wo lahoo aaj bhi meyree nashon mein bahtaa hai!
Aik hee arsh key neechey hain, usee saaye mein,
Fir bhi ham itney door kyon hain, koyi kahtaa hai?

                            - abd bundeli

Abhi kya kahne abhi kya sunne
Yuni khwahishon ke fashar mein
Kabhi be sabaab kabhi be khalal
Kahan,koun, kis se bichad gaya
Kisne kab kisko gunwa diya
KABHI PHIR MILNGE TOU POUCHNA HUMSE...

Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #29 on: August 20, 2011, 08:56:35 AM »
Reply with quote
Abhi kya kahne abhi kya sunne
Yuni khwahishon ke fashar mein
Kabhi be sabaab kabhi be khalal
Kahan,koun, kis se bichad gaya
Kisne kab kisko gunwa diya
KABHI PHIR MILNGE TOU POUCHNA HUMSE...

Theek hai, Roja ji, leejiye yeh padhiye:-

Zameen teyree khushkhiraam, aasmaan teyraa!
Nazar sey door hai gulfaam aashiyaan teyraa!!

Guzar rahey hain lamheyn aaj, yaad mein kis kee?
Raah mein kis, kahaan hai naqs-e-paa nihaan teyraa?

Qadam-qadam pai khaar-o-sang khairmaqdam ko,
Haaziree dey rahey hain: haq hai rahnumaan teyraa!

Teyraa fatwa thaa: chalaa aa, waheen miloongaa mein!
Kyaa yahee khulq-e-khush-adaa hai meyhrabaan teyraa?

Kahaan bihist? Kahaan yeh samoom-o-reyg-e-rawaan?
Kyaa isee khaak sey banaa hai kahkashaan teyraa?

Kyoun mujhey aaj us waqaar pai shak hotaa hai?
Rahaa hun, dour-e-ibtidaa sey qadradaan teyraa!

Ab 'abd', kyaa kahoon? Teyree ajeeb hai hastee;
Khaar teyrey hain, gul bhi, aur gulistaan teyraa!!

                                   - abd bundeli  
Logged
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:01:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.16 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer