Harf jo bhi lafzon me dhale taskeen ho jaye

by @kaash on August 08, 2009, 09:54:06 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1507 times)
@kaash
Guest
Reply with quote
adawat se bhari rahguzar hi maskeen ho jaye
ahl-e-karam shahar ka aur yun haseen ho jaye


katl kar kar ke zamana haara to kah pada
saleem kyun na zakham tere mutallikeen ho jaye


shamma-e-bazm apni lau se bhi nikharti hai
harf jo bhi lafzon me dhale taskeen ho jaye


gaur karne ko na kah kisi ko tere rukh pe
itne pashema hain ki mutakhisimeen ho jaye


zaroori nahi har kaam me matlab chhupa ho
rafaqat ko mumkin kahan vo pardanasheen ho jaye


utha sakte ho to uthao kabhi Khudaayi ka taraazu
kahna jo nahi insniyat hi shaheen ho jaye


ye bhi hai ki hashr me sab be-naqaab honge
phir na kahna E Khuda dil nazuki ka shaukeen ho jaye


nukhtacheeni se parhez yun rang laya hai 'kaash'
mojeza nahi jo tu mutghazzleen ho jaye




maskeen - niwasi,rahne wala
heseen  - khoobsoorat
mutallikeen - friends,rafeeq
taskeen  - santosh,tasalli
mutakhisimeen - vadi-prativaadi,endulge in conversation
pardnasheen- parde me rahna
saleem - sahansheel
shaheen - tarazu ka kaanta
mojeza - chamatkaar
mutghazzleen - one who writes only ghazal
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shaam dhale by sulmuh in Shayri-E-Dard
{Shaam Dhale} by angel4u in Shayri-E-Dard
Taskeen ko hum na roen by abhi bhi zinda hun in Share: Poetry of Pain
Hui taskeen jab dard se phir aasayishon si rahi tabeeyat by @kaash in Ghazals
TASKEEN NA HO JIS SE.. by fFatima Ahmed in Allama Iqbal
Roja
Guest
«Reply #1 on: August 09, 2009, 03:57:26 AM »
Reply with quote
adawat se bhari rahguzar hi maskeen ho jaye
ahl-e-karam shahar ka aur yun haseen ho jaye

katl kar kar ke zamana haara to kah pada
saleem kyun na zakham tere mutallikeen ho jaye

shamma-e-bazm apni lau se bhi nikharti hai
harf jo bhi lafzon me dhale taskeen ho jaye

gaur karne ko na kah kisi ko tere rukh pe
itne pashema hain ki mutakhisimeen ho jaye

zaroori nahi har kaam me matlab chhupa ho
rafaqat ko mumkin kahan vo pardanasheen ho jaye

utha sakte ho to uthao kabhi Khudaayi ka taraazu
kahna jo nahi insniyat hi shaheen ho jaye

ye bhi hai ki hashr me sab be-naqaab honge
phir na kahna E Khuda dil nazuki ka shaukeen ho jaye

nukhtacheeni se parhez yun rang laya hai 'kaash'
mojeza nahi jo tu mutghazzleen ho jaye


maskeen - niwasi,rahne wala
heseen  - khoobsoorat
mutallikeen - friends,rafeeq
taskeen  - santosh,tasalli
mutakhisimeen - vadi-prativaadi,endulge in conversation
pardnasheen- parde me rahna
saleem - sahansheel
shaheen - tarazu ka kaanta
mojeza - chamatkaar
mutghazzleen - one who writes only ghazal

 Applause Applause Applause
Very good gazal @Kaash ji. Bahut umda likha hai aapne  Thumbs UP
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #2 on: August 09, 2009, 07:14:47 AM »
Reply with quote
Wah wah bahut khoob Kaash ji very beautiful gazal,wonderful creation.
 icon_thumleft Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
shayara
Guest
«Reply #3 on: August 09, 2009, 08:14:29 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Kaash Ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: August 10, 2009, 11:12:27 AM »
Reply with quote
Nice one Kaash Ji
Logged
HumTum
Guest
«Reply #5 on: August 10, 2009, 12:29:11 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Kaash Ji...

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 04:14:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.088 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer