aahnaa
Guest
|
Hua Kaise....@ Dekhkar usko na jane ye haadsaa hua kaise Dil pehlu se mere ek pal me judaa.. hua kaise
Umeedon ke saaye me palti rahi zindagi meri Dil ye mera haar kar naummeed bhala.. hua kaise
Thokrein khai hain jabse jazbaaton ne apno se Puchhti hun sabse dil ye mera sehra.. hua kaise
Hain lakhon ki bheed is jahan me magar fir bhi Arthi ko bheed me ik kandha na mila.. hua kaise
Apne hi jhut ki saza pai hai tumse aaj maine Par sawal hai ke ye dil bekabu mera.. hua kaise
Badal jata hai har shakhs yahan mausam ki tarah Fir meri baaton pe tujhe yakeen bata.. hua kaise
Gunaahon k daldal me dhansi ja rahi zindagi meri Maasumiyat mujhme hai bachi ye bata.. hua kaise
Ab tak jo chhupaya tha gum - e - dil iss zamane se Tujhse milkar 'aah' wo dard sab par zaya.. hua kaise…!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #1 on: January 04, 2013, 02:05:03 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #2 on: January 04, 2013, 02:28:36 PM » |
|
aahnaa ji marhabaa marhabaa bahut hee bright future hai keep it up
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #3 on: January 04, 2013, 02:54:43 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
AnjAAn!!!
Guest
|
|
«Reply #4 on: January 04, 2013, 02:55:20 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 17 hours and 56 minutes.
Posts: 18611 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #6 on: January 04, 2013, 03:57:31 PM » |
|
boht khub aahna ji boht umda
|
|
|
Logged
|
|
|
|
AMAR SINGH143
Guest
|
|
«Reply #7 on: January 04, 2013, 04:25:10 PM » |
|
bahot khub........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #8 on: January 04, 2013, 05:20:29 PM » |
|
Hua Kaise....@ Dekhkar usko na jane ye haadsaa hua kaise Dil pehlu se mere ek pal me judaa.. hua kaise
Umeedon ke saaye me palti rahi zindagi meri Dil ye mera haar kar naummeed bhala.. hua kaise
Thokrein khai hain jabse jazbaaton ne apno se Puchhti hun sabse dil ye mera sehra.. hua kaise
Hain lakhon ki bheed is jahan me magar fir bhi Arthi ko bheed me ik kandha na mila.. hua kaise
Apne hi jhut ki saza pai hai tumse aaj maine Par sawal hai ke ye dil bekabu mera.. hua kaise
Badal jata hai har shakhs yahan mausam ki tarah Fir meri baaton pe tujhe yakeen bata.. hua kaise
Gunaahon k daldal me dhansi ja rahi zindagi meri Maasumiyat mujhme hai bachi ye bata.. hua kaise
Ab tak jo chhupaya tha gum - e - dil iss zamane se Tujhse milkar 'aah' wo dard sab par zaya.. hua kaise…!! bahut khoob...!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
haan
Guest
|
|
«Reply #9 on: January 04, 2013, 05:33:42 PM » |
|
BAHUT KHOO0B ...DAAD...DAAD..DAAD
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pritam tripathi
Guest
|
|
«Reply #10 on: January 04, 2013, 05:48:28 PM » |
|
bahut khoob bahut hi umda aahana ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #12 on: January 04, 2013, 06:09:58 PM » |
|
Bahut khoob Aahna jee.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ghayal_shayar
Guest
|
|
«Reply #13 on: January 04, 2013, 06:50:31 PM » |
|
ahchi kosish thi aahnaa ji, aapki is umda kosish pe meri daad qubool farmaayeN... Umeed karta hun ap aage v yahaaN yuNhi aati raheNgi aur mehfil ko apni kalamkaari se nawaazti raheNgi....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #14 on: January 05, 2013, 11:02:28 AM » |
|
bahut bahut khoob aahaana jee
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|