HUAA KYAA HAI.......................................SAINI

by sksaini4 on June 07, 2015, 03:56:30 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 1835 times)
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
Reply with quote

Poochhte ho mujhe huaa kyaa hai.
Boliye aap se chhupaa kyaa hai.

Vo hee ghutnaa,tadapnaa raat-o-din.
Dil pe ab aur tabsiraa kyaa hai.

Daulat-e-ishq husn ne lootee.
Paas aashiq ke ab bachaa kyaa hai.

Haal beemaar dil kaa poochh liyaa.
Ab dawaa aur ye duwaa kyaa hai.

Chhal,kapat,jhooth aur makkaaree.
Ab siyaast meN rah gayaa kyaa hai.

Sach ke boote pe pet bhar jaaye.
Jhooth bolooN to faaydaa kyaa hai.

Teree aaghosh meN samaa jaaooN.
Maqsid-e-zindagee rahaa kyaa hai.

Ishq ik din to jaan letaa hai.
Isse bachne kaa raastaa kyaa hai.

Teree marzee ke lafz likhtaa rahaa.
Aur 'saini'ne bas likhaa kyaa hai.

Dr.Surendra Saini

पूछते हो मुझे हुआ क्या है |
बोलिए आप से छुपा क्या है ||

वो ही घुटना तड़पना रात-ओ-दिन |
दिल पे अब और तबसिरा क्या है ||

दौलत-ए-इश्क़ हुस्न ने लूटी |
पास आशिक़ के अब बचा क्या है ||

हाल बीमार दिल का पूछ लिया |
अब दवा और ये दुआ क्या है ||

छल,कपट,झूठ,और मक्कारी |
अब सियासत में रह गया क्या है ||

सच के बूते पे पेट भर जाए |
झूठ बोलूँ तो फ़ायदा क्या है ||

तेरा आग़ोश में समा जाऊं |
मक़सिद-ए-ज़िंदगी रहा क्या है ||

इश्क़ इक दिन तो जान लेता है |
इससे बचने का रास्ता क्या है ||

तेरी मर्ज़ी के लफ़्ज़ लिखता रहा |
और 'सैनी' ने बस लिखा क्या है ||



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dil-e-naadaa.N tujhe huaa kyaa hai by aziz hijazi in Ghazals
Ham sey aisaa kyaa huaa? by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
KYAA HUAA...(K_A) by khamosh_aawaaz in Ghazals
TUJHE KYAA HUAA.....................................SAINI by sksaini4 in Ghazals « 1 2 3 4  All »
PATAAAAAAAAAA NAHIN KYAA HUAA MUJHE!!!!!!!!!!!! by qalb in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #1 on: June 07, 2015, 04:18:59 PM »
Reply with quote

Poochhte ho mujhe huaa kyaa hai.
Boliye aap se chhupaa kyaa hai.

Vo hee ghutnaa,tadapnaa raat-o-din.
Dil pe ab aur tabsiraa kyaa hai.

Daulat-e-ishq husn ne lootee.
Paas aashiq ke ab bachaa kyaa hai.

Haal beemaar dil kaa poochh liyaa.
Ab dawaa aur ye duwaa kyaa hai.

Chhal,kapat,jhooth aur makkaaree.
Ab siyaast meN rah gayaa kyaa hai.

Sach ke boote pe pet bhar jaaye.
Jhooth bolooN to faaydaa kyaa hai.

Teree aaghosh meN samaa jaaooN.
Maqsid-e-zindagee rahaa kyaa hai.

Ishq ik din to jaan letaa hai.
Isse bachne kaa raastaa kyaa hai.

Teree marzee ke lafz likhtaa rahaa.
Aur 'saini'ne bas likhaa kyaa hai.

Dr.Surendra Saini

पूछते हो मुझे हुआ क्या है |
बोलिए आप से छुपा क्या है ||

वो ही घुटना तड़पना रात-ओ-दिन |
दिल पे अब और तबसिरा क्या है ||

दौलत-ए-इश्क़ हुस्न ने लूटी |
पास आशिक़ के अब बचा क्या है ||

हाल बीमार दिल का पूछ लिया |
अब दवा और ये दुआ क्या है ||

छल,कपट,झूठ,और मक्कारी |
अब सियासत में रह गया क्या है ||

सच के बूते पे पेट भर जाए |
झूठ बोलूँ तो फ़ायदा क्या है ||

तेरा आग़ोश में समा जाऊं |
मक़सिद-ए-ज़िंदगी रहा क्या है ||

इश्क़ इक दिन तो जान लेता है |
इससे बचने का रास्ता क्या है ||

तेरी मर्ज़ी के लफ़्ज़ लिखता रहा |
और 'सैनी' ने बस लिखा क्या है ||






waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Ram Krishan Rastogi
Umda Shayar
*

Rau: 69
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
30 days, 21 hours and 9 minutes.

Posts: 4988
Member Since: Oct 2010


View Profile
«Reply #2 on: June 07, 2015, 05:15:07 PM »
Reply with quote
वाह वाह क्या बात है -अब हमारी जिन्दगी में,लिखने के अलावा बचा क्या है
Logged
sarfira
Guest
«Reply #3 on: June 07, 2015, 05:36:49 PM »
Reply with quote
waaahhhhhhhhh sirji
bht dino baad apki ghazal padhi
kya khne ..
bht miss kia mene apko ar Yoindia Shayariadab ko

thanq Sir ji is lajawaab ghazal ke lie

khush rahen
aabaad rahen
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #4 on: June 07, 2015, 06:08:22 PM »
Reply with quote
Behtreen peshkash dherooo daaaddd
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #5 on: June 07, 2015, 09:56:57 PM »
Reply with quote
bahut hee khoobsurat qalaam hai Janaab, dheron daaaaaaaaad Rau ke saaath.
 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
                      hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2
                                               Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP



Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #6 on: June 08, 2015, 04:57:35 AM »
Reply with quote

Waaaaah waaaaah kya kahney....bahut khoob..... bahut mubaarak... Mirza Ghalib yaad aa gaye aapki ghazal padhkar ......... Raqeeb Lucknowi


Poochhte ho mujhe huaa kyaa hai.
Boliye aap se chhupaa kyaa hai.

Vo hee ghutnaa,tadapnaa raat-o-din.
Dil pe ab aur tabsiraa kyaa hai.

Daulat-e-ishq husn ne lootee.
Paas aashiq ke ab bachaa kyaa hai.

Haal beemaar dil kaa poochh liyaa.
Ab dawaa aur ye duwaa kyaa hai.

Chhal,kapat,jhooth aur makkaaree.
Ab siyaast meN rah gayaa kyaa hai.

Sach ke boote pe pet bhar jaaye.
Jhooth bolooN to faaydaa kyaa hai.

Teree aaghosh meN samaa jaaooN.
Maqsid-e-zindagee rahaa kyaa hai.

Ishq ik din to jaan letaa hai.
Isse bachne kaa raastaa kyaa hai.

Teree marzee ke lafz likhtaa rahaa.
Aur 'saini'ne bas likhaa kyaa hai.

Dr.Surendra Saini

पूछते हो मुझे हुआ क्या है |
बोलिए आप से छुपा क्या है ||

वो ही घुटना तड़पना रात-ओ-दिन |
दिल पे अब और तबसिरा क्या है ||

दौलत-ए-इश्क़ हुस्न ने लूटी |
पास आशिक़ के अब बचा क्या है ||

हाल बीमार दिल का पूछ लिया |
अब दवा और ये दुआ क्या है ||

छल,कपट,झूठ,और मक्कारी |
अब सियासत में रह गया क्या है ||

सच के बूते पे पेट भर जाए |
झूठ बोलूँ तो फ़ायदा क्या है ||

तेरा आग़ोश में समा जाऊं |
मक़सिद-ए-ज़िंदगी रहा क्या है ||

इश्क़ इक दिन तो जान लेता है |
इससे बचने का रास्ता क्या है ||

तेरी मर्ज़ी के लफ़्ज़ लिखता रहा |
और 'सैनी' ने बस लिखा क्या है ||




Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #7 on: June 08, 2015, 11:22:53 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause

bahut bahut khub saini sahib...... bahut khub.....
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #8 on: June 08, 2015, 11:49:20 AM »
Reply with quote
वाह.....

दौलत-ए-इश्क़ हुस्न ने लूटी |
पास आशिक़ के अब बचा क्या है ||

बहुत ही खूब.....
Logged
Suraj ka Soryai
Aghaaz ae Shayar
*

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
6 hours and 14 minutes.
Posts: 30
Member Since: May 2015


View Profile
«Reply #9 on: June 08, 2015, 01:41:42 PM »
Reply with quote
:clap
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #10 on: June 08, 2015, 02:02:50 PM »
Reply with quote

Poochhte ho mujhe huaa kyaa hai.
Boliye aap se chhupaa kyaa hai.

Vo hee ghutnaa,tadapnaa raat-o-din.
Dil pe ab aur tabsiraa kyaa hai.

Daulat-e-ishq husn ne lootee.
Paas aashiq ke ab bachaa kyaa hai.

Haal beemaar dil kaa poochh liyaa.
Ab dawaa aur ye duwaa kyaa hai.

Chhal,kapat,jhooth aur makkaaree.
Ab siyaast meN rah gayaa kyaa hai.

Sach ke boote pe pet bhar jaaye.
Jhooth bolooN to faaydaa kyaa hai.

Teree aaghosh meN samaa jaaooN.
Maqsid-e-zindagee rahaa kyaa hai.

Ishq ik din to jaan letaa hai.
Isse bachne kaa raastaa kyaa hai.

Teree marzee ke lafz likhtaa rahaa.
Aur 'saini'ne bas likhaa kyaa hai.

Dr.Surendra Saini

पूछते हो मुझे हुआ क्या है |
बोलिए आप से छुपा क्या है ||

वो ही घुटना तड़पना रात-ओ-दिन |
दिल पे अब और तबसिरा क्या है ||

दौलत-ए-इश्क़ हुस्न ने लूटी |
पास आशिक़ के अब बचा क्या है ||

हाल बीमार दिल का पूछ लिया |
अब दवा और ये दुआ क्या है ||

छल,कपट,झूठ,और मक्कारी |
अब सियासत में रह गया क्या है ||

सच के बूते पे पेट भर जाए |
झूठ बोलूँ तो फ़ायदा क्या है ||

तेरा आग़ोश में समा जाऊं |
मक़सिद-ए-ज़िंदगी रहा क्या है ||

इश्क़ इक दिन तो जान लेता है |
इससे बचने का रास्ता क्या है ||

तेरी मर्ज़ी के लफ़्ज़ लिखता रहा |
और 'सैनी' ने बस लिखा क्या है ||





veriiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii naaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaice -SKS 1 Rau
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #11 on: June 09, 2015, 10:12:31 AM »
Reply with quote
Bahut Aala.
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #12 on: June 09, 2015, 10:38:10 AM »
Reply with quote
सच के बूते पे पेट भर जाए |
झूठ बोलूँ तो फ़ायदा क्या है ||
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
hamesha ki tarha poori ghazal bahut achhi hai.
daaaaaaaaaaaaaaad sir ji
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #13 on: June 10, 2015, 04:03:54 AM »
Reply with quote
shukriya adil saheb
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #14 on: June 10, 2015, 08:19:43 AM »
Reply with quote
shukriya rastogi ji
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:53:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer