Hum Nazar Aayenge.....!!!

by Talat on August 24, 2009, 05:13:49 PM
Pages: 1 2 [3] 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 3446 times)
Talat
Guest
«Reply #30 on: August 27, 2009, 01:47:22 PM »
Reply with quote
Aap ne bohot achha likha celmira ji..  Applause  Applause



Bohot bohot shukriya Sayyid
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
WO NA AAYENGE ...... by s.hajare in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ab laut kar nahi aayenge by amrita in Shayri for Dard -e- Judai
~~!!~~ Kabhi Lautker Na Aayenge~~!!~~ by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
Phool Aayenge Baharon me by pankshivam in Shayri for Dard -e- Judai
-----/// Nazar aayenge ///----- Hriday by ~Hriday~ in Shayri for Khumar -e- Ishq
Talat
Guest
«Reply #31 on: August 27, 2009, 01:48:30 PM »
Reply with quote
hats off to you Celmira ji
another feather in the cap Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Thanks so much Reaper Ji  notworthy notworthy notworthy
Logged
Talat
Guest
«Reply #32 on: August 27, 2009, 01:49:45 PM »
Reply with quote
Bahut hi umda peshkash hai Celmira Ji

Thanks a lot Rajesh Ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #33 on: August 27, 2009, 01:50:53 PM »
Reply with quote
bahot hi umda jazbaaton ka muzayhara karaya hai aapne
behad achi ghazal likhi hai Talat ji,
har sher behatreen laga  Applause Applause Applause Applause

Thanks so much Kaash Ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #34 on: August 27, 2009, 01:56:51 PM »
Reply with quote
wahi puraani si chahate.n hain
wahi puraani rifaaqate.n hain
lakeer paani pe khich gayi ho
abhi to aisa hua nahi hai

kya kehne hain talt aapke kalaam ke, har baar ki tarahan mashaallah se har baar kuch alag aur utna hi khoobsurat ye jo qita maine aapki nazr kya hai isko aap isi nazr se daikhen ki aap mashallah chahen kisi mouzu pe bhi likhen bhut hi khoob likhti hain daad hazir hai qubool karen god bless u

Thanks so much Aslam Ji....aap har baar itni tavajjoh se padhte hain....Thanks so much for your beautiful words for me........aur bohot hi khoobsurat qita apne pesh kiya hai  Applause Applause Applause Bohot hi Khoob Aslam Ji

Saanson Se Judi Hai Ye Chahatain,
Hain Umr Bhar Ki Ye Rafaqatain
Wo Lamha Lamha Mere Saath Hai
Har Taraf Hi Uski Hain Aahatain !!
Logged
smardia
Guest
«Reply #35 on: August 27, 2009, 02:10:57 PM »
Reply with quote

Badi shandaar Gazal hai aap ki...
"Dekhen jo aaina wo, unhe hum nazar aayenge" Pyaar ki intiha hai sunder pankti hai:clapping: Clapping Smiley Clapping Smiley



Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #36 on: August 28, 2009, 06:15:23 PM »
Reply with quote

Wah wah aapi masha Allah bohat acha likha hai aap ne i love this ghazal  love4 Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #37 on: September 01, 2009, 09:22:20 AM »
Reply with quote
Wah wah Talat Ji
bahut hi khubsurat ghazal hai ye
kya kahane, wah wah
Logged
Talat
Guest
«Reply #38 on: September 06, 2009, 10:59:01 AM »
Reply with quote
Badi shandaar Gazal hai aap ki...
"Dekhen jo aaina wo, unhe hum nazar aayenge" Pyaar ki intiha hai sunder pankti hai:clapping: Clapping Smiley Clapping Smiley

Thanks so much Mardia Ji, aapne itni tawajjo se is ghazl ko padha.
Logged
aaina
Guest
«Reply #39 on: September 07, 2009, 02:52:09 PM »
Reply with quote
Thanks so much Aslam Ji....aap har baar itni tavajjoh se padhte hain....Thanks so much for your beautiful words for me........aur bohot hi khoobsurat qita apne pesh kiya hai  Applause Applause Applause Bohot hi Khoob Aslam Ji

Saanson Se Judi Hai Ye Chahatain,
Hain Umr Bhar Ki Ye Rafaqatain
Wo Lamha Lamha Mere Saath Hai
Har Taraf Hi Uski Hain Aahatain !!




kya baat hai talat mashallah bhut khoob.........daad hazir hai aapke is qite par qubool keejiye
Logged
amarhellboy
Guest
«Reply #40 on: September 07, 2009, 03:35:49 PM »
Reply with quote
maasa allah kya likha hai takat
ye najm to aise lagati hai jaise anaarkali ne shajaade salim ko likhi hai
aapne isme har shabd ko jinda kar diya very nice
Logged
HumTum
Guest
«Reply #41 on: September 08, 2009, 09:41:10 AM »
Reply with quote
Waah Talat Ji ... Bahut Acche ... Kucch Arz Hai...



Dekha Kiye Jo Aainaa To Nazar Tuu Aaye
Mere BadaN Se JaanaN Teri Khusbuu Aaye

Socha kyi baar Ke Karenge Tum Se Guftguu
Magar Sil JayeN Honth Jab Tu RU_B_Ru Aaye

Bhul JaauN Mein Apni NamazeiN Bhi Uss Waqt
'Azaan' Ke Baad Dua Ko Jab Hath Tuu Uthaye

Meiney Mana Ke NahiN Marta Koi Judaai Mein
Magar JaaN Nikal Jaye Merii, Jab Tuu Jaye

Yahii Duaa Mangtaa Hoon Apne Allaah Se Mein
Jab Qazaa Ho Mere Sir Par Tab Samne Tuu Aaye !!


HumTum
Logged
Talat
Guest
«Reply #42 on: September 13, 2009, 01:59:43 PM »
Reply with quote
Wah wah aapi masha Allah bohat acha likha hai aap ne i love this ghazal  love4 Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley

Thanks so much Khushi dear
Logged
aaina
Guest
«Reply #43 on: September 13, 2009, 09:45:40 PM »
Reply with quote
Waah Talat Ji ... Bahut Acche ... Kucch Arz Hai...



Dekha Kiye Jo Aainaa To Nazar Tuu Aaye
Mere BadaN Se JaanaN Teri Khusbuu Aaye

Socha kyi baar Ke Karenge Tum Se Guftguu
Magar Sil JayeN Honth Jab Tu RU_B_Ru Aaye

Bhul JaauN Mein Apni NamazeiN Bhi Uss Waqt
'Azaan' Ke Baad Dua Ko Jab Hath Tuu Uthaye

Meiney Mana Ke NahiN Marta Koi Judaai Mein
Magar JaaN Nikal Jaye Merii, Jab Tuu Jaye

Yahii Duaa Mangtaa Hoon Apne Allaah Se Mein
Jab Qazaa Ho Mere Sir Par Tab Samne Tuu Aaye !!


HumTum




kya baat hai HUmtum bhut khoob har sher daad ke qabil
Logged
Talat
Guest
«Reply #44 on: September 17, 2009, 11:59:15 AM »
Reply with quote
Wah wah Talat Ji
bahut hi khubsurat ghazal hai ye
kya kahane, wah wah

Bohot bohot shukriya Sarvesh Ji
Logged
Pages: 1 2 [3] 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:17:33 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer