Hum to nikle the kahi aur hi jaane ke liye

by Syed Mohd Mahzar on November 03, 2013, 12:47:27 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1411 times)
Syed Mohd Mahzar
Guest
Reply with quote
YE EHTIMAAM KIYA HAI, TERE AANE KE LIYE
PHOOL LAYA HOON GUZARGAAH SAJANE KE LIYE

TANZ LOGO’N KE SUNE PHIRTI NIGAHEIN DEKHI
JHELA KYA KYA NA TERA SAATH NIBHAANE KE LIYE

AISH O ISHRAT KI TAMANNA WO KAREGA KAYSE
JISKO ROTI BHI MAYASSAR NAHI KHAANE KE LIYE

AAG NAFRAT KI BUJHAANE KI SAZA YE PAAI
AA GAYE LOG MERE GHAR KO JALAANE KE LIYE

IN DAHAKTE HUE SHOLO’N KI ZAROORAT HI NAHI
HAI EK CHINGAARI BAHUT AAG LAGAANE KE LIYE

HUM KO EK AUR ZULEKHA KI ZAROORAT HOGI
PHIR WAHI MISR KA BAZAAR SAJAANE KE LIYE

BEKHUDI ME HI CHALE AAYEIN HAI TERE DAR TAK
HUM TO NIKLE THE KAHI AUR HI JAANE KE LIYE

HO KE MAJBOOR KIYA JISM KA SAUDA US NE
BHOOK ROTEY HUE BACHCHO’N KI MITAANE KE LIYE

                    ...........S.M.Mahzar




Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
***chod jaane k liye*** by kaushikbhawna008 in Miscellaneous Shayri
Dil kahi hosh kahi rehta hai aajkal by Sky Blue in Share:Love Poetry
Kahi khushi to kahi gamo mar hai ....... anmol arora by anmolarora in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Jaan Jaane Ke Liye Hai by suman59 in Share Poetry You Like
Bichhad jaane ke liye aa by vinery in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #1 on: November 03, 2013, 01:13:24 AM »
Reply with quote
YE EHTIMAAM KIYA HAI, TERE AANE KE LIYE
PHOOL LAYA HOON GUZARGAAH SAJANE KE LIYE

TANZ LOGO’N KE SUNE PHIRTI NIGAHEIN DEKHI
JHELA KYA KYA NA TERA SAATH NIBHAANE KE LIYE

AISH O ISHRAT KI TAMANNA WO KAREGA KAYSE
JISKO ROTI BHI MAYASSAR NAHI KHAANE KE LIYE

AAG NAFRAT KI BUJHAANE KI SAZA YE PAAI
AA GAYE LOG MERE GHAR KO JALAANE KE LIYE

IN DAHAKTE HUE SHOLO’N KI ZAROORAT HI NAHI
HAI EK CHINGAARI BAHUT AAG LAGAANE KE LIYE

HUM KO EK AUR ZULEKHA KI ZAROORAT HOGI
PHIR WAHI MISR KA BAZAAR SAJAANE KE LIYE

BEKHUDI ME HI CHALE AAYEIN HAI TERE DAR TAK
HUM TO NIKLE THE KAHI AUR HI JAANE KE LIYE

HO KE MAJBOOR KIYA JISM KA SAUDA US NE
BHOOK ROTEY HUE BACHCHO’N KI MITAANE KE LIYE

                    ...........S.M.Mahzar







with rau-maaaaaaaaaaaaaaaaaaarvelous,sir
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #2 on: November 03, 2013, 01:38:10 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #3 on: November 03, 2013, 04:15:52 AM »
Reply with quote
YE EHTIMAAM KIYA HAI, TERE AANE KE LIYE
PHOOL LAYA HOON GUZARGAAH SAJANE KE LIYE
itne ehtemaam ki zaroorat kya thi main bhi to ek phool hoon Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
TANZ LOGO’N KE SUNE PHIRTI NIGAHEIN DEKHI
JHELA KYA KYA NA TERA SAATH NIBHAANE KE LIYE
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))mohabbat ki aag ashiqo.n ko nahin jalaati.
AISH O ISHRAT KI TAMANNA WO KAREGA KAYSE
JISKO ROTI BHI MAYASSAR NAHI KHAANE KE LIYE
 tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed
AAG NAFRAT KI BUJHAANE KI SAZA YE PAAI
AA GAYE LOG MERE GHAR KO JALAANE KE LIYE
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
IN DAHAKTE HUE SHOLO’N KI ZAROORAT HI NAHI
HAI EK CHINGAARI BAHUT AAG LAGAANE KE LIYE
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
HUM KO EK AUR ZULEKHA KI ZAROORAT HOGI
PHIR WAHI MISR KA BAZAAR SAJAANE KE LIYE
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smileywah wah wah,kya example pesh kiya hai aapne
BEKHUDI ME HI CHALE AAYEIN HAI TERE DAR TAK
HUM TO NIKLE THE KAHI AUR HI JAANE KE LIYE
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hardjhoot bikul jhoot, qadmo.n ne kahan sahi manzil pe aaye ho ab tum hi raasta badlna chho to koi kya kare
HO KE MAJBOOR KIYA JISM KA SAUDA US NE
BHOOK ROTEY HUE BACHCHO’N KI MITAANE KE LIYE
 tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed
                    ...........S.M.Mahzar








mahzar sahab kya khoob kalaam le kar aaye ho aap rau inshahallah kal doon gi icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #4 on: November 03, 2013, 07:10:36 AM »
Reply with quote
beautiful
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 33 minutes.
Posts: 2251
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #5 on: November 03, 2013, 02:41:35 PM »
Reply with quote
wwwwwaaaaaaahhhhhhhh ........... beintehaayee khoobsurat qalaam par beshumaar daad aap ko Mazhar sahab !!!!!
Logged
Saman Firdaus
Guest
«Reply #6 on: November 03, 2013, 02:44:56 PM »
Reply with quote
Wahhh!!!! Beautifullll.....
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #7 on: November 03, 2013, 04:07:13 PM »
Reply with quote
ek RAU wali daaaad khubool kijiye bhai...
HO KE MAJBOOR KIYA JISM KA SAUDA US NE
BHOOK ROTEY HUE BACHCHO’N KI MITAANE KE LIYE
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khujli
Guest
«Reply #8 on: November 03, 2013, 08:51:58 PM »
Reply with quote
YE EHTIMAAM KIYA HAI, TERE AANE KE LIYE
PHOOL LAYA HOON GUZARGAAH SAJANE KE LIYE

TANZ LOGO’N KE SUNE PHIRTI NIGAHEIN DEKHI
JHELA KYA KYA NA TERA SAATH NIBHAANE KE LIYE

AISH O ISHRAT KI TAMANNA WO KAREGA KAYSE
JISKO ROTI BHI MAYASSAR NAHI KHAANE KE LIYE

AAG NAFRAT KI BUJHAANE KI SAZA YE PAAI
AA GAYE LOG MERE GHAR KO JALAANE KE LIYE

IN DAHAKTE HUE SHOLO’N KI ZAROORAT HI NAHI
HAI EK CHINGAARI BAHUT AAG LAGAANE KE LIYE

HUM KO EK AUR ZULEKHA KI ZAROORAT HOGI
PHIR WAHI MISR KA BAZAAR SAJAANE KE LIYE

BEKHUDI ME HI CHALE AAYEIN HAI TERE DAR TAK
HUM TO NIKLE THE KAHI AUR HI JAANE KE LIYE

HO KE MAJBOOR KIYA JISM KA SAUDA US NE
BHOOK ROTEY HUE BACHCHO’N KI MITAANE KE LIYE

                    ...........S.M.Mahzar






 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #9 on: November 03, 2013, 08:56:24 PM »
Reply with quote

with rau-maaaaaaaaaaaaaaaaaaarvelous,sir
marhoom bahayaat saheb,
                      Behad mamnoon hoon ki meri ghazal ki aapne tareef ki. "rau" ke liya mashkoor hoon............[/b]
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #10 on: November 05, 2013, 05:01:37 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob.
Advo.RavinderaRavi ji,
                       bahut bahut shukriyaaaaa
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #11 on: November 05, 2013, 05:05:41 PM »
Reply with quote



mahzar sahab kya khoob kalaam le kar aaye ho aap rau inshahallah kal doon gi icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!

sheba ji,
          Ghazal ki tafseeli tareef aur her sher per apne khyalaat ka izhaar karne ka bahut bahut shkriya. "rau" se zyada ahamiyat aapki daad aur khuloos ki hai.
                             S.M.Mahzar
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #12 on: November 05, 2013, 05:06:41 PM »
Reply with quote
beautiful
Dr.S.K.Saini saheb,
                   behad shukrguzar hoon aapkaaaaaaaa
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #13 on: November 05, 2013, 05:08:47 PM »
Reply with quote
wwwwwaaaaaaahhhhhhhh ........... beintehaayee khoobsurat qalaam par beshumaar daad aap ko Mazhar sahab !!!!!
zarraa ji,
               bahut bahut shukriya ki ghazal aapko pasand aayi.....................
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #14 on: November 05, 2013, 05:09:44 PM »
Reply with quote
Wahhh!!!! Beautifullll.....
Saman Firdaus sahiba,
                     behad shukrguzar hoon aapkaaaaaaa
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:32:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.155 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer