INTEZAAR-E-YAAR KHATAM NA HUA

by Taasir siddiqui on June 05, 2008, 10:18:15 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2727 times)
Taasir siddiqui
Guest
Reply with quote
Shab-e-zindagi ho chali intezaar-e-yaar khatam na hua;
umeedon ko neend aa gai par junun tera kum na hau:

yun to mile the raah-e-zindagi me kai dost magar;
dum bhar ke liye bhi koi yahan hum-dum na hua;

mili yeh zindagi bhi to bus char din ke liye;
aur us par gham ke siva koi aur mausam na hua ;

mere hum-raah to bus ek mera saaya hi tha;
woh bhi chala aise ke mere hum qadam na hau;

hawaon ke tarz par yeh shaakhon ka raqs;
kitne ujjad gaye nasheman koi maatam na hua:

"taasir" ki zindagi ki dastaan woh khud hi jane;
log to yeh  samjhe us par koi sitam na hua;
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~Khatam Ho Gaya Mera Intzaar~~~ by Sammual in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Shab guzar na jaaye, hai intezaar-e-yaar ka by kaushal03 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Intezaar-e-yaar by faisal314 in Ghazals
Khatam kaise kar de zindagi ko, mout se tera intezaar mitta nahi by Ritesh Modi in Shayri-E-Dard
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #1 on: June 05, 2008, 10:58:30 AM »
Reply with quote
Shab-e-zindagi ho chali intezaar-e-yaar khatam na hua;
umeedon ko neend aa gai par junun tera kum na hau:
yun to mile the raah-e-zindagi me kai dost magar;
dum bhar ke liye bhi koi yahan hum-dum na hua;
mili yeh zindagi bhi to bus char din ke liye;
aur us par gham ke siva koi aur mausam na hua ;
mere hum-raah to bus ek mera saaya hi tha;
woh bhi chala aise ke mere hum qadam na hau;
hawaon ke tarz par yeh shaakhon ka raqs;
kitne ujjad gaye nasheman koi maatam na hua:
"taasir" ki zindagi ki dastaan woh khud hi jane;
log to yeh  samjhe us par koi sitam na hua;

waah taasir ji kya khoob likha hai aapne
aapki last 2 line hamein behad pasand aayi
 
taasir ki zindgi ki daastan wo khud hi jaane
log to ye samjhe uspar koi sitam na hua
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: June 05, 2008, 11:23:49 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Taasir Ji !
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #3 on: June 05, 2008, 12:15:04 PM »
Reply with quote
wah wah tasir ji very good poetry
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: June 05, 2008, 04:20:46 PM »
Reply with quote
Shab-e-zindagi ho chali intezaar-e-yaar khatam na hua;
umeedon ko neend aa gai par junun tera kum na hau:
yun to mile the raah-e-zindagi me kai dost magar;
dum bhar ke liye bhi koi yahan hum-dum na hua;
mili yeh zindagi bhi to bus char din ke liye;
aur us par gham ke siva koi aur mausam na hua ;
mere hum-raah to bus ek mera saaya hi tha;
woh bhi chala aise ke mere hum qadam na hau;
hawaon ke tarz par yeh shaakhon ka raqs;
kitne ujjad gaye nasheman koi maatam na hua:
"taasir" ki zindagi ki dastaan woh khud hi jane;
log to yeh  samjhe us par koi sitam na hua;

wah Tassir  ji ek ek line kamal ki likhi hai apne... bahoot khoob!!

sahi kaha apne: umeedon ko neend aa gai par junun tera kum na hau

bahoot khoob!!!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: November 14, 2009, 10:16:49 PM »
Reply with quote
Shab-e-zindagi ho chali intezaar-e-yaar khatam na hua;
umeedon ko neend aa gai par junun tera kum na hau:

yun to mile the raah-e-zindagi me kai dost magar;
dum bhar ke liye bhi koi yahan hum-dum na hua;

mili yeh zindagi bhi to bus char din ke liye;
aur us par gham ke siva koi aur mausam na hua ;

mere hum-raah to bus ek mera saaya hi tha;
woh bhi chala aise ke mere hum qadam na hau;

hawaon ke tarz par yeh shaakhon ka raqs;
kitne ujjad gaye nasheman koi maatam na hua:

"taasir" ki zindagi ki dastaan woh khud hi jane;
log to yeh  samjhe us par koi sitam na hua;

Really nice indeed Taasir Ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:58:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer