Iss Shehar Main......!!!

by Talat on July 12, 2009, 08:34:11 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 11
ReplyPrint
Author  (Read 10524 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: July 14, 2009, 06:02:38 AM »
Reply with quote


Bahut Bahut Bahut Khoooob Dost!!!

Har Ek As'haar Lajawab,bahut Hi Gehre Aur Dil Ko Chune Wale..

Bahut Ache Dost!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Yeh shehar ..... by HumTum in Shayri-E-Dard
parchaiyoon ke shehar by sunny.22 in Shayri-E-Dard
Ek Shehar Unka Ek Shehar Apna,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Aapkay shehar meh by Anushka in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
main hun tere shehar ton by dil apna punjabi in Pain in Love : Punjabi poetry
madhuwesh
Guest
«Reply #16 on: July 14, 2009, 07:14:27 AM »
Reply with quote
Wah beautiful lines Jasbir ji and Cara ji. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Talat
Guest
«Reply #17 on: July 14, 2009, 10:01:52 AM »
Reply with quote
Wow Celmira ji,marvelous,akhri doh line bahut maza aayee.
 icon_thumleft Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
very nice and beautiful creation.

Thanks so much Madhu dear
Logged
Talat
Guest
«Reply #18 on: July 14, 2009, 01:10:20 PM »
Reply with quote
Applause commendable work  Applause

Thanks so much Usual Smile
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #19 on: July 14, 2009, 01:25:08 PM »
Reply with quote
Wah beautiful lines Jasbir ji and Cara ji. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

thanks madhu ji

jasbir singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: July 14, 2009, 05:07:11 PM »
Reply with quote
Mashallah Bohat Achcha Kalaam LIkha Hai Talat Sis,.
And Nice One Humtum JI, And Kaash Bhai,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #21 on: July 14, 2009, 06:46:20 PM »
Reply with quote
KYA BAAT HAI   CELMIRA JI.......KYA KHOOB LIKHA HAI.

AAJ KAL SOONI PAR GAYI HAI MEHFILEN, IS SHEHAR MAIN,
KI MEHIFILON MAIN,KAHAN CHALTI HAI PREM KAHANIYAAN IS SHEHAR MAIN.

MAUSAM BHI FIKE NAZAR AANE LAGE HAI,KAHAN AATI HAI AB PREM KI BAHAAR,
KI PYAAR KARNA BHOOL GAYE HAI, IS SHEHAR MAIN.

WAFA KYA HOTI HAI,SAB BHOOL GAYE HAI YAHAN,
HAR SHAKAS,BEWAFAA NIKAL TA HAI,IS SHEHAR MAIN.

ANDHKAR HI ANDHKAR HAI,PREM-GALYION MAIN,
ROSHAN DILLON KA NAAM HI NAHIN HAI, IS SHEHAR MAIN.

TANHAYION MAIN RAHETE HAI,AB HAR DIL YAHAN,
NA JAANE PHIR KAB MEHFILEN SAJEGI, IS SHEHAR MAIN.






Bahut Khoob Caraji..

Bahut Acha Likha Hai Aapne.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Aur bahut bahut Khoob Kaashji Aur Humtum Ji.. Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #22 on: July 14, 2009, 07:03:43 PM »
Reply with quote
Talat Dost ,Ek Koshsih kar rahahoon Ke Kuch Likh Sakoon..Umeed Karta Hoon,Aapko Aur Sabko Yeh Koshish Pasand Aaye..


Aadmi Aadmi Ka Hi Dushman Hai Iss Shehar Mein,
Kuch Ajeeb Sa Manzar Hai Iss Shehar Mein...

Yeh Jhoot Hi Hai Gar Koi Kahen,Ke "Yahan Main Sab Ko Jaanta Hoon!!!"
Har Apna Bhi Ajnabi Sa Hai Iss Shehar Mein....

Insaan Ki Khoobiyon ki Yahan Koi Pehchaan Nahi,
Par Paiso Ki Badi Kadar Hai Iss Shehar Mein....

Meri Soch Uski Soch se Bahut Alag Hai,
Uski Soch Bhi Meri Soch se, Sabki Apni-Apni Soch Hai Iss Shehar Mein....

Main Jo Hoon,Bas Wahin Hoon,Main Waqt Ke Mutaabik Apne Rang Badalta Nahi,
Jo Log Aaj Idhar The,Kal Udhar Hai,Iss Shehar Mein....

Yeh Baat Sach Hai ke Har Insaan Darta hai Apni Hi Tanhaai Se!!!
Par "Khwaish" Mehfilo Mein Bhi Bhari Kyon Tanhaiyan Hai Iss Shehar Mein???

Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: July 14, 2009, 07:11:40 PM »
Reply with quote
Talat Dost ,Ek Koshsih ki Hai Kuch likhne Ki
,Umeed Karta Hoon,Aapko Aur Sabko Pasand Aaye..


Aadmi Aadmi Ka Hi Dushman Hai Iss Shehar Mein,
Kuch Ajeeb Sa Manzar Hai Iss Shehar Mein...

Yeh Jhoot Hi Hai Gar Koi Kahen,Ke "Yahan Main Sab Ko Jaanta Hoon!!!"
Har Apna Bhi Ajnabi Sa Hai Iss Shehar Mein....

Insaan Ki Khoobiyon ki Yahan Koi Pehchaan Nahi,
Par Paiso Ki Badi Kadar Hai Iss Shehar Mein....

Meri Soch Uski Soch se Bahut Alag Hai,
Uski Soch Bhi Meri Soch se, Sabki Apni-Apni Soch Hai Iss Shehar Mein....

Main Jo Hoon,Bas Wahin Hoon,Main Waqt Ke Mutaabik Apne Rang Badalta Nahi,
Jo Log Aaj Idhar The,Kal Udhar Hai,Iss Shehar Mein....

Yeh Baat Sach Hai ke Har Insaan Darta hai Apni Hi Tanhaai Se!!!
Par "Khwaish" Mehfilo Mein Bhi Bhari Tanhaiyan Hai Iss Shehar Mein....


Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahoot suchi baat kahin Khwaish ji!!Good creation!!

kahne ko bahoot apne, per koi nahi apna
yah jaan liya humne, ajj tere shehar main

sochein hai apni, zindagi bhi hai apni
kalam bhi chale khud se, ab to tere shehar main

kahe bhi to kise apna, ajeeb tamasha hai
de de agar khud hath, jhatak dete hai rishta, tere shehar main

kahne ko bahoot apne, per koi nahi apna
yah jaan liya humne, ajj tere shehar main



Logged
Talat
Guest
«Reply #24 on: July 14, 2009, 08:22:32 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Good work celmira!!

Thanks Pooja Ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #25 on: July 14, 2009, 08:22:58 PM »
Reply with quote
Ek aur behtreen Ghazal, Celmira Ji! Bahut Bahut khoob! Applause Applause

Thanks so much Deepati dear
Logged
Talat
Guest
«Reply #26 on: July 14, 2009, 08:26:10 PM »
Reply with quote
WAH TALAT JI WAH, WAH WAH WAH .....

SHEHROH SEY DOOR ABB REHNEY LAGI HAI FIDAYEH
APNA BANA KEY, TOADTEY HAI DIL, ISS SHEHAR MEH

MEETHI AWAAZ TOH SUNTEY HAI HUM, JASBIR
PAR KATEY HI MILEY HAI HAMEY, ISS SHEHAR MEH


JASBIR SINGH


Thanks so much Jasbir Ji...bohot sach kaha aapne Jasbir Ji..

Dil Main Kuch Rakhte Hain, Kuch Aur Dikhaate Hain
Iss Shehar Ke Log Jeene Ka Naya Dhang Batate Hain

Logged
Talat
Guest
«Reply #27 on: July 14, 2009, 08:26:46 PM »
Reply with quote
Wooow... Lovely Ghazal Dear Celmira  Applause

Thanks a lot Roja dear
Logged
Talat
Guest
«Reply #28 on: July 14, 2009, 08:29:25 PM »
Reply with quote
KYA BAAT HAI   CELMIRA JI.......KYA KHOOB LIKHA HAI.

AAJ KAL SOONI PAR GAYI HAI MEHFILEN, IS SHEHAR MAIN,
KI MEHIFILON MAIN,KAHAN CHALTI HAI PREM KAHANIYAAN IS SHEHAR MAIN.

MAUSAM BHI FIKE NAZAR AANE LAGE HAI,KAHAN AATI HAI AB PREM KI BAHAAR,
KI PYAAR KARNA BHOOL GAYE HAI, IS SHEHAR MAIN.

WAFA KYA HOTI HAI,SAB BHOOL GAYE HAI YAHAN,
HAR SHAKAS,BEWAFAA NIKAL TA HAI,IS SHEHAR MAIN.

ANDHKAR HI ANDHKAR HAI,PREM-GALYION MAIN,
ROSHAN DILLON KA NAAM HI NAHIN HAI, IS SHEHAR MAIN.

TANHAYION MAIN RAHETE HAI,AB HAR DIL YAHAN,
NA JAANE PHIR KAB MEHFILEN SAJEGI, IS SHEHAR MAIN.


Thank You Cara....aur bohot bohot khoob  Applause


Khud Dete Hain Chot, Log Khud Hi Marham Lagate Hain,
Masihaayi Ka Naya Hunar Dikhaate Hain Iss Shehar Main

Logged
Talat
Guest
«Reply #29 on: July 14, 2009, 08:30:08 PM »
Reply with quote
Bahut Hi KHubsoorat Gazal Likhi hai aapne Talat Ji.. Lajawab Peshkash Hai aapki.. Bahut Bahut Khoooooob... !! Applause Applause


Jasbir Bhai & Cara Ji aapne bhi Behad Lajawab Alfaaz Likhe hain Doston.. :clap


**~** Mann **~**

Thanks a lot Vicky, aap ko ye ghazal pasand aayi
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 11
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:08:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.136 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer