Jaan beytaab hai, ab to meyrey habeeb, aaou!!

by abdbundeli on July 08, 2010, 10:33:48 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 861 times)
abdbundeli
Guest
Reply with quote
Muntazir beyqaraar huun: jihey naseeb aaou!
Kaash, tum eik baar fir meyrey qareeb aaou!!

Khafaa huye ho, jaantaa hun: kyaa karoon bolo?
Sakht beemaar hun: ab to meyrey tabeeb aaou!!

Koyi qaasid nahin hai, jis sey mein khabar bheyjuun!
Khushgulu bahr liye, meyrey andaleeb aaou!!

Audhh baithhey ho ye kaisee ajeeb naaraazee?
Un sawaaloun kaa hun har haal mein mujeeb! Aaou!!

Har eik lamhah qayaamat hai hijra kaa, mahboob!
Jaan beytaab hai, ab to meyrey habeeb, aaou!!

Zulm dhhaayegaa abhee aur mousam-e-baaraan:
Baad-e-mashriq mein ghuleygee may-e-zabeeb, aaou!

Larhkharhaataa huaa 'abd' bhalaa kahaan jaaye?
Sang-o-khaaroun mein ho na jaaye fir kabeeb? Aaou!

                         - abd bundeli

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Meyrey hissey mein bar-bar inhitaat aayee ! by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
Meyrey rukhsaar pai dhulaktaa hai! by abdbundeli in Shayri-E-Dard
Aaou meyrey meet! by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mujhe Apna Habeeb Karde...By SK by Shayaries_King in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Aaou meyrey paas! by abdbundeli in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Anshumali
Guest
«Reply #1 on: July 09, 2010, 12:40:16 PM »
Reply with quote
Muntazir beyqaraar huun: jihey naseeb aaou!
Kaash, tum eik baar fir meyrey qareeb aaou!!

Khafaa huye ho, jaantaa hun: kyaa karoon bolo?
Sakht beemaar hun: ab to meyrey tabeeb aaou!!

Koyi qaasid nahin hai, jis sey mein khabar bheyjuun!
Khushgulu bahr liye, meyrey andaleeb aaou!!

Audhh baithhey ho ye kaisee ajeeb naaraazee?
Un sawaaloun kaa hun har haal mein mujeeb! Aaou!!

Har eik lamhah qayaamat hai hijra kaa, mahboob!
Jaan beytaab hai, ab to meyrey habeeb, aaou!!

Zulm dhhaayegaa abhee aur mousam-e-baaraan:
Baad-e-mashriq mein ghuleygee may-e-zabeeb, aaou!

Larhkharhaataa huaa 'abd' bhalaa kahaan jaaye?
Sang-o-khaaroun mein ho na jaaye fir kabeeb? Aaou!

                         - abd bundeli



aapki ghazal ke sabhi ashaar bahut umdaa lage mujhe...bayaani aur adaayegi bhi gazab ki rahi aapki....ek umdaa creation rahi....dil se daad hazir hai....yunhi behtar koshish ke saath humesha aate rahen...yeh hi duaa hai...khush rahen...

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #2 on: July 10, 2010, 06:13:59 AM »
Reply with quote
aapki ghazal ke sabhi ashaar bahut umdaa lage mujhe...bayaani aur adaayegi bhi gazab ki rahi aapki....ek umdaa creation rahi....dil se daad hazir hai....yunhi behtar koshish ke saath humesha aate rahen...yeh hi duaa hai...khush rahen...

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....

Shukraguzaar huun Anshumali ji! Aap ney meyree gazal mein itnee 'ruchi' lee: mujhey khushee huyee! Khush rahiye!

                            - abd bundeli
Logged
ishk ek ibadat
Guest
«Reply #3 on: July 10, 2010, 08:12:03 AM »
Reply with quote
Muntazir beyqaraar huun: jihey naseeb aaou!
Kaash, tum eik baar fir meyrey qareeb aaou!!

Khafaa huye ho, jaantaa hun: kyaa karoon bolo?
Sakht beemaar hun: ab to meyrey tabeeb aaou!!

Koyi qaasid nahin hai, jis sey mein khabar bheyjuun!
Khushgulu bahr liye, meyrey andaleeb aaou!!

Audhh baithhey ho ye kaisee ajeeb naaraazee?
Un sawaaloun kaa hun har haal mein mujeeb! Aaou!!

Har eik lamhah qayaamat hai hijra kaa, mahboob!
Jaan beytaab hai, ab to meyrey habeeb, aaou!!

Zulm dhhaayegaa abhee aur mousam-e-baaraan:
Baad-e-mashriq mein ghuleygee may-e-zabeeb, aaou!

Larhkharhaataa huaa 'abd' bhalaa kahaan jaaye?
Sang-o-khaaroun mein ho na jaaye fir kabeeb? Aaou!

                         - abd bundeli



bahut khoob saare ashar lajawaab hai dil se daad
likhte rahen
duaon ke saath

Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #4 on: July 10, 2010, 02:03:49 PM »
Reply with quote
bahut khoob saare ashar lajawaab hai dil se daad
likhte rahen
duaon ke saath


Bahut-bahut shukriyah, 'ishk ek ibadat'ji! Khush rahiye!

         - abd bundeli
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:45:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.234 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer