Jawaani abhi khatm nahi hui..................................IFTAKHAR

by Iftakhar Ahmad on May 29, 2012, 12:25:13 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1213 times)
Iftakhar Ahmad
Guest
Reply with quote
Baaqi hai bahut, kahaani, abhi khatm nahi hui
Jawaa.n hun, meri jawaani abhi khatm nahi hui

Lehro.n ko na ched, sagar ki, khaamosh jaankar
In  lehro.n  ki  rawaani,  abhi  khatm nahi  hui

Kya khushgawar hai fiza, aa sayr kar lein aur
Fiza pe chaai rut suhaani, abhi khatm nahi hui

Pehle bhi thi, ab bhi hai, thodi  thodi zaroor
Mere  dil  ki  pareshani  abhi  khatm nahi  hui

Rakha  hai  bade  jatan  se,  dil  mein sanbhaal ke
Mere  pyaar  ki nishaani,  abhi khatm nahi hui

Hai  beqaraar  dil,  hai  ab  bhi bekali  dil  mein
Ye  mohabbat  ruhaani,  abhi  khatm nahi  hui

Hai beqaraar 'Iftakhar',  pyaar ki ilteja hai aur
Iss  sehra  ki  weeraani,  abhi  khatm  nahi  hui
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Koi nahi abhi ... bas muskurahat by Bambi in Shairi - E - Zindagi
Bin pyaar koi shayar nahi dekhaaa~ Abhi by AbhiTamrakar in Shayari -e- Husn « 1 2  All »
Ladki nahi wo to bilkul pari hai.......................................IFTAKHAR by Iftakhar Ahmad in Ghazals « 1 2 3  All »
HINDUSTAN ABHI JAGA NAHI... by Gurpreet singh longia in Shairi - E - Zindagi
MUSHAAYRA: ABHI CHIRAAGH GHUL NA KAR...///.................///...IFTAKHAR by Iftakhar Ahmad in Ghazals « 1 2  All »
soudagar
Guest
«Reply #1 on: May 29, 2012, 01:15:15 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Intezar
Guest
«Reply #2 on: May 29, 2012, 03:03:03 AM »
Reply with quote
kya baat hai ... achhi peshkash...

chhod gaye the tum ye galiyan veeraan
inki veeraani abhi khatam nahi huyi hai

laut kar aana padega to tumhe ek dafa aur
zindagi ki kahaani abhi khatam nahi huyi hai... !


Intezar !
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #3 on: May 29, 2012, 03:26:51 AM »
Reply with quote
Shukriya Saudagar jee aur Intezar saheb.
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #4 on: May 29, 2012, 03:46:19 AM »
Reply with quote
kyaa baat kyaa baat ek rau aapkee nazr kartaa hoon bhaai
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #5 on: May 29, 2012, 04:02:05 AM »
Reply with quote
Bahut bahut shukriya Saini jee iss qadar hausla afzaai k liye.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #6 on: May 29, 2012, 04:40:27 AM »
Reply with quote
Bahut  achha  kalaam  hai  ,  Iftakhar   saheb  . 
bahut mubarakbaad .
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #7 on: May 29, 2012, 04:50:16 AM »
Reply with quote
Shukriya Hasan saheb.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #8 on: May 29, 2012, 03:00:17 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #9 on: May 29, 2012, 03:07:11 PM »
Reply with quote
Baaqi hai bahut, kahaani, abhi khatm nahi hui
Jawaa.n hun, meri jawaani abhi khatm nahi hui

Lehro.n ko na ched, sagar ki, khaamosh jaankar
In  lehro.n  ki  rawaani,  abhi  khatm nahi  hui

Kya khushgawar hai fiza, aa sayr kar lein aur
Fiza pe chaai rut suhaani, abhi khatm nahi hui

Pehle bhi thi, ab bhi hai, thodi  thodi zaroor
Mere  dil  ki  pareshani  abhi  khatm nahi  hui

Rakha  hai  bade  jatan  se,  dil  mein sanbhaal ke
Mere  pyaar  ki nishaani,  abhi khatm nahi hui

Hai  beqaraar  dil,  hai  ab  bhi bekali  dil  mein
Ye  mohabbat  ruhaani,  abhi  khatm nahi  hui

Hai beqaraar 'Iftakhar',  pyaar ki ilteja hai aur
Iss  sehra  ki  weeraani,  abhi  khatm  nahi  hui

gud
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #10 on: May 29, 2012, 03:57:46 PM »
Reply with quote
Shukriya Hriday jee, shukriya khamosh_awaz jee.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:27:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer