Jazbaaton Ki Lehar mein Kabhi Naa Doobta Hua Koi Insaan Rahe "Khwaish"

by khwaish on April 13, 2010, 12:18:36 PM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 5863 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #30 on: May 04, 2010, 08:39:39 AM »
Reply with quote
vichar accha hai  icon_thumleft

Meharbaani ke Aapko Kuch Vichaar ache lage
Logged
soudagar
Guest
«Reply #31 on: May 06, 2012, 03:01:41 AM »
Reply with quote
 icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #32 on: May 06, 2012, 03:24:11 AM »
Reply with quote
Tera Mujh Par Bas Itna Sa Ehsaan Rahe
Main Jab Bhi Dekhu Tujhe Tere Chehre Pe Muskaan Rahe...

Asaan Hai Zamaane Mein Kisi Se Bhi Dushmani Nibha Lena
Kabhi Kisi Se Dosti Nibhaane Ka Bhi Dil Mein Tere Armaan Rahe...

Guzarte Hue Lamhon Se Kabhi Koi Shikayat Naa Karna!!!
Zakhm Khaaye Hai To Yeh Bhi Zarori Hai ke Kuch Nishaan Rahe...

Log Kehte Hai Ke Khushiyan To Mehmaan Jaise Hoti hai
Dua Hai Tere Ghar Pe Hardum yeh Mehmaan Rahe....

Yeh Baat Sach Hai Ke Tabdeeliyan Zindagi Ki Tasveer Badalti Hai
Par Jazbaaton Ki Lehar mein Kabhi Naa Doobta Hua Koi Insaan Rahe..

Agar Lafzon mein Bandhi Hui Har Baat Hi Duniya Ke Liye Sach Hai!!!
To Eh khuda Kuch Yuh Kar ke Dil ki bhi Kabhi Koi Zubaan Rahe....

"Khwaish" Duniya Mein Har Cheez Ka Kuch Mol Zaroor Hota Hai!!!
Kisi ke Gham ke Badle Koi Khushi Dede, Aisi Bhi Duniya mein koi Dukaan Rahe...

                       ~~~~~Khwaish~~~~~


BAHUT HI KHUB KHWAISH JI ACCHE EHSAAS O KHYALAT BANDHE HAI APNE IS NAZM ME MUBARAKBAAD KABOOL Karein.
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #33 on: March 25, 2013, 03:53:05 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:00:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer