Anshumali
Guest
|
Zindagi Bahut Udaas Hai KahiiN Phir Bhi Jeene Ki Aas Hai Kahiin ...
Bahut Ho Chuki Zamaane Ki Baarish Raunak Shahar Ki Badhawaas Hai KahiiN ...
Shauharat Ke PeD Se GiRe PatTe Ko Rehtaa Bharam Woh Khaas Hai Kahiin ...
Chhat Se Dhoop Beshaq Chali Gayee Jalnaa PaawoN Ka Zindaa Ehsaas Hai Kahiin ...
Jab Se Mausam Ne Badle Hai Tebar "Naresh" Saawan Ke HontoN Pe Pyaas Hai Kahiin ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Radhika_2
Guest
|
|
«Reply #1 on: October 27, 2010, 05:23:47 PM » |
|
Zindagi Bahut Udaas Hai KahiiN Phir Bhi Jeene Ki Aas Hai Kahiin ...
Bahut Ho Chuki Zamaane Ki Baarish Raunak Shahar Ki Badhawaas Hai KahiiN ...
Shauharat Ke PeD Se GiRe PatTe Ko Rehtaa Bharam Woh Khaas Hai Kahiin ...
Chhat Se Dhoop Beshaq Chali Gayee Jalnaa PaawoN Ka Zindaa Ehsaas Hai Kahiin ...
Jab Se Mausam Ne Badle Hai Tebar "Naresh" Saawan Ke HontoN Pe Pyaas Hai Kahiin ...
Ji ... Bahut Khoob lagi ... aapki taazaa peshkash ... sabhi ashaar asardaar lage mujhe ... dil se daad !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
cara
Guest
|
|
«Reply #2 on: October 28, 2010, 06:14:18 AM » |
|
WAH KYA BAAT HAI ANSHUMALI JI....
LAGTA HAI MOHABBAT NAHIN HAI NASEEB ME MERE FIR BHI CHAHATON KI PYAAS HAI KAHIN THOKREN HI THOKREN HAI ZINDAGI ME MERE FIR BHI "JEENE KI AAS HAI KAHIN"......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
AbhiTamrakar
Guest
|
|
«Reply #3 on: October 28, 2010, 06:34:07 AM » |
|
kya bat hai gazab likha hai sir jiii...
bahut khoob dhersari daad ke sath~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #4 on: November 20, 2010, 06:47:46 PM » |
|
Ji ... Bahut Khoob lagi ... aapki taazaa peshkash ... sabhi ashaar asardaar lage mujhe ... dil se daad !
Bahut bahut shukriya ..... Radhika ji ! aapki pasandegi aur daad ka ... aise hi aati rahiyega .. khush rahen .. duaaon ke saath ..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
killbill
|
|
«Reply #5 on: November 20, 2010, 07:06:45 PM » |
|
behtareen peshkash Anshumali Sir..kya baat waah:) **** meri saanson me kisi ki saanso ka ehsaas hai kahiin, meethe paani ki dariya me bhi chupi ek pyaas hai kahiin.. sukhe darakht me bhi fir se khilne ki aas hai kahiin, dum todti iss jeevan ko fir se jeene ki aas hai kahiin... **** hats off Naresh ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #6 on: November 24, 2010, 12:51:33 PM » |
|
WAH KYA BAAT HAI ANSHUMALI JI....
LAGTA HAI MOHABBAT NAHIN HAI NASEEB ME MERE FIR BHI CHAHATON KI PYAAS HAI KAHIN THOKREN HI THOKREN HAI ZINDAGI ME MERE FIR BHI "JEENE KI AAS HAI KAHIN"......
Shukriya ... Aapki Pur Khoolus daad ka ! khush rahen ... duaaon ke saath ....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aiina
Shayarana Mizaaj
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 10 hours and 29 minutes.
''aiina707''
Posts: 72 Member Since: Aug 2010
|
|
«Reply #7 on: November 24, 2010, 12:57:58 PM » |
|
Shayari mein dil ka dard bakhubi ujagar hota hai behad umda naresh ji... Likhte rahiye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #8 on: November 25, 2010, 06:17:44 PM » |
|
kya bat hai gazab likha hai sir jiii...
bahut khoob dhersari daad ke sath~
Abhi Ji ... bahut bahut shukriya .. aapka koshish ko saraahane ka ... khush rahen ... duaaon ke saath ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #9 on: November 27, 2010, 11:27:48 AM » |
|
behtareen peshkash Anshumali Sir..kya baat waah:) **** meri saanson me kisi ki saanso ka ehsaas hai kahiin, meethe paani ki dariya me bhi chupi ek pyaas hai kahiin.. sukhe darakht me bhi fir se khilne ki aas hai kahiin, dum todti iss jeevan ko fir se jeene ki aas hai kahiin... **** hats off Naresh ji
Shukriya ... aapki pasandegi ka ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #10 on: November 29, 2010, 01:19:30 PM » |
|
Shayari mein dil ka dard bakhubi ujagar hota hai behad umda naresh ji... Likhte rahiye Janaab ! aapka koshish ko saraahane ka bahut bahut shukriya ... khush rahen ... aise hi aate rahen aage bhi ... duaaon ke saath ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
shad
Guest
|
|
«Reply #11 on: November 29, 2010, 01:59:25 PM » |
|
bahur umda niceeeeeeeeeeeeeeeee
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #12 on: February 03, 2011, 05:37:43 PM » |
|
bahur umda niceeeeeeeeeeeeeeeee
Shukriya ...... Shad Ji !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shihab
Yoindian Shayar
Rau: 27
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:29 days, 3 hours and 46 minutes.
Maut To Ek Shuruaat Hai...
Posts: 2082 Member Since: Dec 2006
|
|
«Reply #13 on: February 03, 2011, 05:58:53 PM » |
|
Bohat Khoob Janaab Dad...
Khush Rahen...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 04, 2011, 12:48:18 PM » |
|
Bohat Khoob Janaab Dad...
Khush Rahen...
Shukriya ... HumDum Ji !!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|