mkv
Guest
|
Ab mujhe kaise tum bhulaaoge mahfiileN kaise tum sajaaoge
jhooth kahte ho gir gaya tinka kab talak aaNsu ye chupaaoge
ab tumhari hi aas hai mujhko kyaa mujhe tum bhi chhorr jaaoge
dard e dil ab sahaa naheeN jaata pyaar se kab gale lagaooge
hai bharosa ‘mukesh ‘ kee khaatir lautkar eik din to aaoge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #1 on: December 19, 2012, 09:54:41 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
roy
Guest
|
|
«Reply #2 on: December 19, 2012, 10:07:00 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Satish Shukla
Khususi Shayar
Rau: 51
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:25 days, 6 hours and 16 minutes.
Posts: 1862 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #4 on: December 19, 2012, 11:15:24 AM » |
|
Waaaaah Mukesh Ji...bahut khoob... dili mubarakbaad kubool farmaayen...
Raqeeb
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #5 on: December 19, 2012, 11:15:34 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #6 on: December 19, 2012, 11:33:51 AM » |
|
Bahut khoob , kya khubsurat ghazal hai aaur kitni khuburat baat kahdeee is sher mein. jhooth kahte ho gir gaya tinka kab talak aaNsu ye chipaaoge
Dheron daad aur mubarakbaad is sher ke sath :
Gar ye zor e qalam raha , ek din Shamma - e -Bazm ban ke chhaoge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #7 on: December 19, 2012, 11:35:54 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #8 on: December 19, 2012, 11:41:36 AM » |
|
Waah bhaai Jaan kyaa mast likhaa hai. Ab mujhe kaise tum bhulaaoge mahfiileN kaise tum sajaaoge Wakai Joker ke bin party me kaise maza aa sakta hai. jhooth kahte ho gir gaya tinka kab talak aaNsu ye chupaaoge Ye shar zabardast hai. Wakai ye shar Haasil-ae-gazal rahaa. ab tumhari hi aas hai mujhko kyaa mujhe tum bhi chhorr jaaoge Nahi jee kabhii nahi. dard e dil ab sahaa naheeN jaata pyaar se kab gale lagaooge Eid tak to intizaar karo meri jaan. Eid ke din hi gale milte hai ham hai bharosa ‘mukesh ‘ kee khaatir lautkar eik din to aaoge Ham to kaheeN gaye hi nahi jo lautkar aayeNge. Mukesh bhaai aapki es rachna ne dil jeet liya. Maza aa gaya. Aese hi likhte rahiye. Khush rahiye.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #9 on: December 19, 2012, 11:51:46 AM » |
|
main hasan bhaai ke khyaal pooree trah sahmat hoon dheron daad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
azad mishra
Guest
|
|
«Reply #10 on: December 19, 2012, 12:20:16 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #12 on: December 19, 2012, 04:46:44 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
|