-Jiski Kahtir Thukra Di Duniya-

by HumTum on July 15, 2009, 02:03:19 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1085 times)
HumTum
Guest
Reply with quote



kaun apna hai kaun paraya hai
Mujh se juda mera hi saya hai

Yeh sochenge tere jane ke baad
kya khoyaa hai kya payaa hai

Ab na khushi hai na ghum koi
Tera ishq hume kahan le aaya hai

Tere shehar mein jab se aaya hoon
Har kissi ne sitam dhaya hai

Iss basti mein thodi roshni ho
yhi soch kar apna ghar jalya hai

Jiski Khatir thukra di duniya humne
Ajj ussi ne humko thukrayaa hai

Kashti ko sahil pe dubti dekh
TufanooN ko bhi rona aaya hai

Kyun yha ki fiza khushnuma ho gyi
kya yahaN koi gulbadaN rehne aaya hai

Tu mere zakhmoN ko dekh kar na ro
Jo tha naseeb mera so payaa hai

Sirf ik hi aouraaq palat kar usne
SadiyooN purana kissa bataya hai

Ciggrate ki dibiya pe banya tha jo puoda
Aa kar dekho uss par phool aaya hai

Dil ne khoshihein to ki behkane kii
PHir bhi apne dil ko manaya hai

Har subha dawaa ki umeed ki "HumTum"
Har savera ik nya zakham layaa hai !!



Ghazal

by HumTum

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jiski yaad me............. by sayak in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 5 »
Jiski koi Parwaaz Nahi by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
dil main hai jiski yaadein... by SINGROHA in Shayri for Khumar -e- Ishq
thukra di mohabbat meri by salil2002 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Thukra diya.... Jo srif tera tha !! by ishu_singh10 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Talat
Guest
«Reply #1 on: July 15, 2009, 02:05:20 PM »
Reply with quote
Waah....kya baat hai ji...bohot khoob Hum Tum
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: July 15, 2009, 02:11:44 PM »
Reply with quote
BOhat Achche Humtum Ji,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #3 on: July 15, 2009, 05:00:58 PM »
Reply with quote
Bahut bahut accha likha hai aapne HumTum ji  Thumbs UP
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #4 on: July 15, 2009, 05:27:35 PM »
Reply with quote
bahut bahut khub Humtum ji Applause Applause Applause
Logged
aaina
Guest
«Reply #5 on: July 15, 2009, 10:10:39 PM »
Reply with quote


kaun apna hai kaun paraya hai
Mujh se juda mera hi saya hai

Yeh sochenge tere jane ke baad
kya khoyaa hai kya payaa hai

Ab na khushi hai na ghum koi
Tera ishq hume kahan le aaya hai

Tere shehar mein jab se aaya hoon
Har kissi ne sitam dhaya hai

Iss basti mein thodi roshni ho
yhi soch kar apna ghar jalya hai

Jiski Khatir thukra di duniya humne
Ajj ussi ne humko thukrayaa hai

Kashti ko sahil pe dubti dekh
TufanooN ko bhi rona aaya hai

Kyun yha ki fiza khushnuma ho gyi
kya yahaN koi gulbadaN rehne aaya hai

Tu mere zakhmoN ko dekh kar na ro
Jo tha naseeb mera so payaa hai

Sirf ik hi aouraaq palat kar usne
SadiyooN purana kissa bataya hai

Ciggrate ki dibiya pe banya tha jo puoda
Aa kar dekho uss par phool aaya hai

Dil ne khoshihein to ki behkane kii
PHir bhi apne dil ko manaya hai

Har subha dawaa ki umeed ki "HumTum"
Har savera ik nya zakham layaa hai !!



Ghazal

by HumTum


bhut khoob hum tum very nice ghazal
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #6 on: July 15, 2009, 10:52:07 PM »
Reply with quote
Wah Hum Tum ji,kamaal ka likha aapne,beautiful gazal icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #7 on: July 16, 2009, 04:39:08 PM »
Reply with quote
Wah Hum Tum Ji wah
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:41:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer