judaai~~~ Saahil

by salil2002 on July 08, 2009, 01:21:44 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 985 times)
salil2002
Guest
Reply with quote
chaadar e anjum sar par mere aur main sota raha
hosh aaya tum nahin, aur na hi tere khwab thay

din yeh gujra raat aayi, aankhon ne phir palkein bichhayi
aankhen sooni , raaat tanha, taare bhi udaas thay

neend aankhon main nahin, chen dil ko nahin
yoon laga tum paas ho, phir bhi andhere saath thay

dil yeh roya main bhi roya, saath mere jag bhi khoya
kho gayi meri hansi, ab bas yeh gham din- raat thay

teri baatein, woh ladakpan, chehre se woh girta shabnam
kehta hai woh beeta kal,tum se hi ujaale paas thay

ab na dhadkan ,na hi jeevan sirf hai to hai yeh tadpan
keh raha "saahil" yeh tujhse, lauta de din jo tere saath thay

yaad tujhko karta hurdum, raatein meri , meri dushmann
din bhi andhere, raat bhi, ujaale bhi Syaah ab saath thay



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Judaai by Neelam in Shayri for Khumar -e- Ishq
judaai by dev_omu in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
judaai by nishita in Ghazals
judaai by nishapoddar in Shayri for Dard -e- Judai
JUDAAI by Ravinder in Shayri for Dard -e- Judai
mistufer
Guest
«Reply #1 on: July 08, 2009, 04:58:00 PM »
Reply with quote
chaadar e anjum sar par mere aur main sota raha
hosh aaya tum nahin, aur na hi tere khwab thay

din yeh gujra raat aayi, aankhon ne phir palkein bichhayi
aankhen sooni , raaat tanha, taare bhi udaas thay

neend aankhon main nahin, chen dil ko nahin
yoon laga tum paas ho, phir bhi andhere saath thay

dil yeh roya main bhi roya, saath mere jag bhi khoya
kho gayi meri hansi, ab bas yeh gham din- raat thay

teri baatein, woh ladakpan, chehre se woh girta shabnam
kehta hai woh beeta kal,tum se hi ujaale paas thay

ab na dhadkan ,na hi jeevan sirf hai to hai yeh tadpan
keh raha "saahil" yeh tujhse, lauta de din jo tere saath thay

yaad tujhko karta hurdum, raatein meri , meri dushmann
din bhi andhere, raat bhi, ujaale bhi Syaah ab saath thay




saahil ji

kash vo din phir se laut aayein
bahut dilko choone wale ehsaason ko piroya hai.
yunhi likhte rahiye.
 
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #2 on: July 08, 2009, 06:03:56 PM »
Reply with quote
bahut acha likha h aapne Saahil ji...har alfaaj se chalak rha hai judai ka dar
bahut bahut khub...... Applause Applause Applause
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #3 on: July 08, 2009, 11:03:42 PM »
Reply with quote
Really toching Saahil ji.very beautiful creation.excellent. icon_thumleft Applause Applause Applause
Logged
cara
Guest
«Reply #4 on: July 09, 2009, 05:39:57 AM »
Reply with quote
KYA BAAT HAI ..SAAHIL JI......

TERE SANG, DIN MEIN BHI DIKHTE THEY TAARE,
AB TO BIN TERE,RAAT KO BHI NAHIN, NAZAR AATE HAI TAARE.
Logged
Dastbardaar
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
1 days, 9 hours and 59 minutes.
Posts: 69
Member Since: Jul 2009


View Profile
«Reply #5 on: July 09, 2009, 07:40:13 AM »
Reply with quote
Kaise kehta kaun sunta aur manta meri

Sach sune koi yaha, kaha aise halaat the...
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: July 09, 2009, 01:53:26 PM »
Reply with quote
chaadar e anjum sar par mere aur main sota raha
hosh aaya tum nahin, aur na hi tere khwab thay

din yeh gujra raat aayi, aankhon ne phir palkein bichhayi
aankhen sooni , raaat tanha, taare bhi udaas thay

neend aankhon main nahin, chen dil ko nahin
yoon laga tum paas ho, phir bhi andhere saath thay

dil yeh roya main bhi roya, saath mere jag bhi khoya
kho gayi meri hansi, ab bas yeh gham din- raat thay

teri baatein, woh ladakpan, chehre se woh girta shabnam
kehta hai woh beeta kal,tum se hi ujaale paas thay

ab na dhadkan ,na hi jeevan sirf hai to hai yeh tadpan
keh raha "saahil" yeh tujhse, lauta de din jo tere saath thay

yaad tujhko karta hurdum, raatein meri , meri dushmann
din bhi andhere, raat bhi, ujaale bhi Syaah ab saath thay




Bohot Khoob Salil
Logged
salil2002
Guest
«Reply #7 on: July 10, 2009, 05:51:36 AM »
Reply with quote
saahil ji

kash vo din phir se laut aayein
bahut dilko choone wale ehsaason ko piroya hai.
yunhi likhte rahiye.
 
bahut bahut shukriya nira dost aapne pad kar jis andaaz mein comment kiya oosse laga kii meri ghazal se aapko kissii kii yaad aa gayi
Logged
salil2002
Guest
«Reply #8 on: July 10, 2009, 05:52:39 AM »
Reply with quote
bahut acha likha h aapne Saahil ji...har alfaaj se chalak rha hai judai ka dar
bahut bahut khub...... Applause Applause Applause
Really toching Saahil ji.very beautiful creation.excellent. icon_thumleft Applause Applause Applause
thanks a lot madhi dear and puja
Logged
salil2002
Guest
«Reply #9 on: July 10, 2009, 05:53:59 AM »
Reply with quote
Kaise kehta kaun sunta aur manta meri

Sach sune koi yaha, kaha aise halaat the...
bahut ummda reply hai dastbardaar saheb ........
Logged
salil2002
Guest
«Reply #10 on: July 10, 2009, 05:54:54 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Salil
Applause Applause Applause

waah bahot khoob Salil dear,
umda ashaar aur bahot achi ghazal

shukriya talat di and kaash bhai
Logged
salil2002
Guest
«Reply #11 on: July 10, 2009, 05:58:01 AM »
Reply with quote
KYA BAAT HAI ..SAAHIL JI......

TERE SANG, DIN MEIN BHI DIKHTE THEY TAARE,
AB TO BIN TERE,RAAT KO BHI NAHIN, NAZAR AATE HAI TAARE.
shukriya cara dear aur bahut hi pyaari lines likhi hai aapne do lines aapke liye

dil kii aarzoo rahi kii lipat kar tujhse roye hum
aarzoo poori huyi marne k mere baad yeh....
Logged
aaina
Guest
«Reply #12 on: July 15, 2009, 10:21:14 PM »
Reply with quote
ek achi ghazal saahil keep it up
Logged
salil2002
Guest
«Reply #13 on: July 17, 2009, 12:15:49 PM »
Reply with quote
shukriya aslam bhai
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 12:15:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer