Kanne Se Katt rahi hai Dil ki Patang Abke ( Qadeertoopchi )

by qadeer_junaid on January 25, 2012, 07:02:00 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2218 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
Reply with quote
Yaarane bazm tasleemat ,, Meri ik ghazal Ilm tabsere ke liye apki khidmat me ,,Umid hai ke apni khimti ara se nawazenge ..


Kanne se katt rahi hai dil ki patang ab ke
Chunri se dikh raha hai goori ka ang abke

Usne nazar chura li gulshan se yaar shayad
Phika pada hai dekho pholon ka rang abke

Khuch haadsau.N ne mujh per aisa asar hai chora
Uthti nahi hai dil me koi umang abbe

Na to adab barhon ka na hai wo inkesaari
Kitna badal gaya hai bachon ka dhang abke

Ye kiss ada se zalim tone mujhe chuaa hai
Nas nas me baj rahi hai koi tarang ab ke

Janta watan ki dekho ab raqs hi karegi
Neta baja rahe hain bulbul tarang abke

Kaase me apne duniya jo dekh muskuraye
Dondo Qadeer tum bhi aisa malang abke


Qadeertoopchi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kati patang by angurana in Shairi - E - Zindagi
mein to jalti rahi rahi mitti rahi rooz parwaane by hameeda in Share: Poetry of Pain
Be-Wafaa Patang Se ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Kati Patang by shamima abbas in Shayri-E-Dard
Gareebi Boriye pe so Rahi hai ( Qadeertoopchi ) by qadeer_junaid in Ghazals « 1 2  All »
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: January 25, 2012, 08:31:58 AM »
Reply with quote
Yaarane bazm tasleemat ,, Meri ik ghazal Ilm tabsere ke liye apki khidmat me ,,Umid hai ke apni khimti ara se nawazenge ..


Kanni se katt rahi hai dil ki patang ab ke
Chunri se dikh raha hai goori ka ang abke

Usne nazar chura li gulshan se yaar shayad
Phika pada hai dekho pholon ka rang abke

Khuch haadsau.N ne mujh per aisa asar hai chora
Uthti nahi hai dil me koi umang abbe

Na to adab barhon ka na hai wo inkesaari
Kitna badal gaya hai bachon ka dhang abke

Ye kiss ada se zalim tone mujhe chuaa hai
Nas nas me baj rahi hai koi tarang ab ke

Janta watan ki dekho ab raqs hi karegi
Neta baja rahe hain bulbul tarang abke

Kaase me apne duniya jo dekh muskuraye
Dondo Qadeer tum bhi aisa malang abke


Qadeertoopchi


Waah waah Waah!!!!!

Har Ek Ashaar Apna Asar Chodhta Hua..

Bahut Bahut Khooooooob!!!!!

Kya kehne.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: January 25, 2012, 08:45:13 AM »
Reply with quote
 Applause Applause
Logged
~Aatish~
Guest
«Reply #3 on: January 25, 2012, 08:46:27 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause

 notworthy notworthy wave
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #4 on: January 25, 2012, 11:06:02 AM »
Reply with quote
Qadeer saheb.Tah e dil se daad pesh hai ghazl par uske andaz ,uske rang aur khoobsurat radeef o qafiye keliye. Kanne se katna to patangbaazon ka manpasand muhaavra bhi hai . khoob istemaal kiya hai.Har sher bahut khoob hai.Bahut bahut mubarakbaad.Duago, Hasan
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #5 on: January 25, 2012, 11:24:22 AM »
Reply with quote
Khawish Sahab ,,, Apka behad shukriyah bhai ,,Apne khadam khadam meri hausla afzai ki hai ,, Allah apko khush rakhe ,,

Dua go

Qadeertoopchi
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #6 on: January 25, 2012, 11:25:11 AM »
Reply with quote
Applause Applause


Dr.Sahab Shukriyah ,,

Dua go

Qadeertoopchi
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #7 on: January 25, 2012, 11:29:54 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause

 notworthy notworthy wave

Badi Nawazish Aatish Sahab ,,

Dua go

Qadeertoopchi
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #8 on: January 25, 2012, 11:32:17 AM »
Reply with quote
dublicated
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #9 on: January 25, 2012, 11:32:59 AM »
Reply with quote
Qadeer saheb.Tah e dil se daad pesh hai ghazl par uske andaz ,uske rang aur khoobsurat radeef o qafiye keliye. Kanne se katna to patangbaazon ka manpasand muhaavra bhi hai . khoob istemaal kiya hai.Har sher bahut khoob hai.Bahut bahut mubarakbaad.Duago, Hasan

Mahutram Hasan Siddiqui Sahab salam

Yaqeen Jaaniye Mai us Lafz ko lekar ke bada parishan tha ,, Apne mujhe rahe raushnai ata ki badi nawazish ,, Apke huzoor sarapa sipaas hun ,, Mai ne Lafz badal diya hai dekh le.N ,, Allah apko khush rakhe ,,,,

Dua go

Qadeertoopchi
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: January 25, 2012, 01:15:02 PM »
Reply with quote
Akhri shaer,
Aha bahaut bahaut bahautttttttt acha laga hume..
Kya baat hai Qadeer Sahab..
Yunhi aa kay dil ko choote rahiyega..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #11 on: January 25, 2012, 03:38:38 PM »
Reply with quote
Oye Hoye .. Kya baat hai Itna Romantic Kalaam ..Bahoot Bahoot Khoob Likha hai .. Bahoot Shandaar... !!!

Yo Ke Ladko ka tho Dil hi Machal Gaya hoga yea Kalam pad ke  Winking


Nysha
Logged
mkv
Guest
«Reply #12 on: January 25, 2012, 05:40:24 PM »
Reply with quote
Yaarane bazm tasleemat ,, Meri ik ghazal Ilm tabsere ke liye apki khidmat me ,,Umid hai ke apni khimti ara se nawazenge ..


Kanne se katt rahi hai dil ki patang ab ke
Chunri se dikh raha hai goori ka ang abke Applause Applause

Usne nazar chura li gulshan se yaar shayad
Phika pada hai dekho pholon ka rang abke Applause Applause

Khuch haadsau.N ne mujh per aisa asar hai chora
Uthti nahi hai dil me koi umang abbe Applause Applause Applause Applause

Na to adab barhon ka na hai wo inkesaari
Kitna badal gaya hai bachon ka dhang abke Applause Applause

Ye kiss ada se zalim tone mujhe chuaa hai
Nas nas me baj rahi hai koi tarang ab ke Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause bemishaal khyaal vaaaaaaaaaaaaaah

Janta watan ki dekho ab raqs hi karegi
Neta baja rahe hain bulbul tarang abke

Kaase me apne duniya jo dekh muskuraye
Dondo Qadeer tum bhi aisa malang abke Applause Applause Applause Applause


Qadeertoopchi
kya ghajal pesh ki janaab
vaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah
dil khush ho gaya...
naacheej ki taaliyan apne aap sab bayaN kar rahi hai
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #13 on: January 25, 2012, 05:56:08 PM »
Reply with quote
Bahot khub Abdul Qadeer sahab. Shandar munfarid peshkash hai ye apki. Hazaro daad pesh hain.
Logged
kamal aggarwal
Guest
«Reply #14 on: January 25, 2012, 06:23:44 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:29:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.908 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer