Khafa khafa sa rehta hai.............................................Aqsh..

by aqsh on September 30, 2013, 01:00:59 PM
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 3634 times)
aqsh
Guest
Reply with quote
Chaand badli meiN, chhupa chhupa sa rehta hai
Yaar mera mujhse, khafa khafa sa rehta hai

Meri qurbat meiN guzarti thi, uski har shaam
Na jaane kya baat hui, ab juda juda sa rehta hai

Ghanto baitha rehta tha, mera chehra nihaarte hue
Aaj usi tasveer ke aage, bujha bujha sa rehta hai

Uski chuppi se kahiN, mera dam na nikal jaaye
NahiN chalti saanseiN, waqt thama thama sa rehta hai

Qasoor kya hua mujhse, yeh toh wohi behtar jaane
Rang uske chehre ka ,kuch uda uda sa rehta hai

AankhoN ki khamoshi bhi, ab kehne lagi hai”Aqsh”
Raaz koi uske laboN meiN, daba daba sa rehta hai

Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #1 on: September 30, 2013, 01:10:44 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause ApplauseWaah waah waah waah Kya bat Hai Aqsh Jee,Bahut Khoob Byaan Kiya Aapne Dard-eDil ko Lafzo Mein.
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khujli
Guest
«Reply #2 on: September 30, 2013, 01:26:20 PM »
Reply with quote
Chaand badli meiN, chhupa chhupa sa rehta hai
Yaar mera mujhse, khafa khafa sa rehta hai

Meri qurbat meiN guzarti thi, uski har shaam
Na jaane kya baat hui, ab juda juda sa rehta hai

Ghanto baitha rehta tha, mera chehra nihaarte hue
Aaj usi tasveer ke aage, bujha bujha sa rehta hai

Uski chuppi se kahiN, mera dam na nikal jaaye
NahiN chalti saanseiN, waqt thama thama sa rehta hai

Qasoor kya hua mujhse, yeh toh wohi behtar jaane
Rang uske chehre ka ,kuch uda uda sa rehta hai

AankhoN ki khamoshi bhi, ab kehne lagi hai”Aqsh”
Raaz koi uske laboN meiN, daba daba sa rehta hai




boss!!!!!!!! ek rau le lo Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower


rangat unke chehre kee kuchh udee udee see rahtee hai
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: September 30, 2013, 01:36:23 PM »
Reply with quote
Bahut khoob
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #4 on: September 30, 2013, 01:41:14 PM »
Reply with quote
Chaand badli meiN, chhupa chhupa sa rehta hai
Yaar mera mujhse, khafa khafa sa rehta hai
waah waah sahi kaha Applause Applause
Meri qurbat meiN guzarti thi, uski har shaam
Na jaane kya baat hui, ab juda juda sa rehta hai
waah waah ab kya karein Applause Applause
Ghanto baitha rehta tha, mera chehra nihaarte hue
Aaj usi tasveer ke aage, bujha bujha sa rehta hai
bohut achhe ,dil bhar gaya hoga Giggle Giggle
Uski chuppi se kahiN, mera dam na nikal jaaye
NahiN chalti saanseiN, waqt thama thama sa rehta hai
HAAYE  maar dala Applause Applause
Qasoor kya hua mujhse, yeh toh wohi behtar jaane
Rang uske chehre ka ,kuch uda uda sa rehta hai
zabardast Applause Applause
AankhoN ki khamoshi bhi, ab kehne lagi hai”Aqsh”
Raaz koi uske laboN meiN, daba daba sa rehta hai
lajawaab . Applause Applause

waaah waah Aqsh ji lajawaab ghazal kahi hai
aapne umda bayani ,hazaaron daad

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #5 on: September 30, 2013, 01:52:12 PM »
Reply with quote
NICE LINES DEAR
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #6 on: September 30, 2013, 01:55:39 PM »
Reply with quote
leejiye janaab ek rau ke saath dheron daad
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #7 on: September 30, 2013, 02:13:11 PM »
Reply with quote
Bahut Khub Aqsh Sis Applause

Is Line Pe Ek Nazar Kar Lijiye
Ho Sakta Hai Jaldbazi Mein
Ghalti Ho Gayi Ho ..


Qasoor kya hua mujhse, yeh toh wohi behtar jaane
Rangat unki chehre ka ,kuch uda uda sa rehta hai


Shad o Aabaad Rahiye Shihab
Logged
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 27 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013


View Profile WWW
«Reply #8 on: September 30, 2013, 02:31:00 PM »
Reply with quote
AankhoN ki khamoshi bhi, ab kehne lagi hai”Aqsh”
Raaz koi unki laboN meiN, daba daba sa rehta hai

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Wah,Wah,Waaaaaaaaaaaaaaah aqshji,
Bahut behatreeeeeeeeeeeeeen ghazal kahi hai aapne.Khaas taur per maqta bahut achha laga.Hazaaron dili daad qabool kijiye.
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #9 on: September 30, 2013, 02:54:21 PM »
Reply with quote
bahot hi khoooob ghazal rahi, aur in sheron par Rau khubool kijiye...
Ghanto baitha rehta tha, mera chehra nihaarte hue
Aaj usi tasveer ke aage, bujha bujha sa rehta hai

Qasoor kya hua mujhse, yeh toh wohi behtar jaane
Rang unke chehre ka ,kuch uda uda sa rehta hai

AankhoN ki khamoshi bhi, ab kehne lagi hai”Aqsh”
Raaz koi unke laboN meiN, daba daba sa rehta hai
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #10 on: September 30, 2013, 02:57:56 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob Aqsh ji............dheron daad... Applause Applause Applause
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #11 on: September 30, 2013, 03:38:47 PM »
Reply with quote
Chaand badli meiN, chhupa chhupa sa rehta hai
Yaar mera mujhse, khafa khafa sa rehta hai

Meri qurbat meiN guzarti thi, uski har shaam
Na jaane kya baat hui, ab juda juda sa rehta hai

Ghanto baitha rehta tha, mera chehra nihaarte hue
Aaj usi tasveer ke aage, bujha bujha sa rehta hai

Uski chuppi se kahiN, mera dam na nikal jaaye
NahiN chalti saanseiN, waqt thama thama sa rehta hai

Qasoor kya hua mujhse, yeh toh wohi behtar jaane
Rang uske chehre ka ,kuch uda uda sa rehta hai

AankhoN ki khamoshi bhi, ab kehne lagi hai”Aqsh”
Raaz koi uske laboN meiN, daba daba sa rehta hai




wonderful,ma'am
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #12 on: September 30, 2013, 04:13:30 PM »
Reply with quote
Qasoor kya hua mujhse, yeh toh wohi behtar jaane
Rang uske chehre ka ,kuch uda uda sa rehta hai

AankhoN ki khamoshi bhi, ab kehne lagi hai”Aqsh”
Raaz koi uske laboN meiN, daba daba sa rehta hai

bahut khoobsurat ghazal hai aqsh ji .Dheron daad.
Logged
anmolarora
Guest
«Reply #13 on: September 30, 2013, 04:40:46 PM »
Reply with quote
bahut khoob kya bat hai
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #14 on: September 30, 2013, 04:52:13 PM »
Reply with quote
Chaand badli meiN, chhupa chhupa sa rehta hai
Yaar mera mujhse, khafa khafa sa rehta hai

Meri qurbat meiN guzarti thi, uski har shaam
Na jaane kya baat hui, ab juda juda sa rehta hai

Ghanto baitha rehta tha, mera chehra nihaarte hue
Aaj usi tasveer ke aage, bujha bujha sa rehta hai

Uski chuppi se kahiN, mera dam na nikal jaaye
NahiN chalti saanseiN, waqt thama thama sa rehta hai

Qasoor kya hua mujhse, yeh toh wohi behtar jaane
Rang uske chehre ka ,kuch uda uda sa rehta hai

AankhoN ki khamoshi bhi, ab kehne lagi hai”Aqsh”
Raaz koi uske laboN meiN, daba daba sa rehta hai




Ghanto baitha rehta tha, mera chehra nihaarte hue
Aaj usi tasveer ke aage, bujha bujha sa rehta hai
Applause Applause Applause Applause Applause

poori ghazal pe ek rau
Logged
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:24:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer