Sheba
Guest
|
jaaun kahan ki ab nazaare kahin nahin..! bataaun kise ki ab hamaare kahin nahin..!
jaante the sabhi mujhe oss qahar se pahle..! jalaaun kaise ki ab sharaare kahin nahin..!
bezuban kar diya hausla mera kuch iss tarah..! sambhalun kaise ki ab sahaare kahin nahin..!
tabaah ho gaya shaher uss toofan ke baad..! roshan karun kaise ki ab ujiyare kahin nahin..!
sadaa teri nahin sunta yahan koi aaj sheba..! rokun zulm kaise ki ab daayre kahin nahin..!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #1 on: July 14, 2010, 07:13:00 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nazr ghouri
Guest
|
|
«Reply #2 on: July 14, 2010, 05:54:42 PM » |
|
bahot khoob mohtarama sheba saheba ....bahot khoob..matlaa bahoot qareeb raha..bahot achhe
|
|
|
Logged
|
|
|
|
.adeeb
Guest
|
|
«Reply #3 on: July 14, 2010, 06:20:43 PM » |
|
Sheba bahan adaab. Be-shak ye apki ek achi taqhleeq hai lekin ise ghazal nahi kaha ja sakta. Apse mo'dbaana arz hai ke ghazal section me sirf ghazal hi post kiya karen. Ghazal ke kuch rules hote hai aur unko amal me laana zaroory hota hai. Umeed hai meri bat ka aap bura nahi manengi aur samajhney ki koshish karengi. Shukriya.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #4 on: July 14, 2010, 11:29:49 PM » |
|
jaaun kahan ki ab nazaare kahin nahin..! bataaun kise ki ab hamaare kahin nahin..!
jaante the sabhi mujhe oss qahar se pahle..! jalaaun kaise ki ab sharaare kahin nahin..!
bezuban kar diya hausla mera kuch iss tarah..! sambhalun kaise ki ab sahaare kahin nahin..!
tabaah ho gaya shaher uss toofan ke baad..! roshan karun kaise ki ab ujiyare kahin nahin..!
sadaa teri nahin sunta yahan koi aaj sheba..! rokun zulm kaise ki ab daayre kahin nahin..!
Bahut Umdaa Khayal.....very impressive poetry ... Sheba Ji ! nice creation...dil se daad ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamanna.pt
Guest
|
|
«Reply #5 on: July 15, 2010, 05:22:52 AM » |
|
Bahut khoobsurat likha hai Sheeba sister, Daad kabool farmaayein.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aaina
Guest
|
|
«Reply #6 on: July 16, 2010, 10:04:27 PM » |
|
achay ehsaasoN par daad hazir hai qubool keejiye
aslam
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #7 on: July 21, 2010, 08:05:45 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #8 on: July 21, 2010, 08:06:46 PM » |
|
bahot khoob mohtarama sheba saheba ....bahot khoob..matlaa bahoot qareeb raha..bahot achhe
shukria nazar sahab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #9 on: July 21, 2010, 08:07:22 PM » |
|
Sheba bahan adaab. Be-shak ye apki ek achi taqhleeq hai lekin ise ghazal nahi kaha ja sakta. Apse mo'dbaana arz hai ke ghazal section me sirf ghazal hi post kiya karen. Ghazal ke kuch rules hote hai aur unko amal me laana zaroory hota hai. Umeed hai meri bat ka aap bura nahi manengi aur samajhney ki koshish karengi. Shukriya.
thanks
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #10 on: July 26, 2010, 01:10:00 PM » |
|
Bahut Umdaa Khayal.....very impressive poetry ... Sheba Ji ! nice creation...dil se daad ... !
thank you anshu ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #11 on: August 05, 2010, 09:10:15 AM » |
|
Bahut khoobsurat likha hai Sheeba sister, Daad kabool farmaayein.
thank u tamanna ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
AbhiTamrakar
Guest
|
|
«Reply #12 on: August 05, 2010, 09:18:41 AM » |
|
hmm...kya bat he ji ...
mere dil ko bhati thi tumhare sath beeti shaame, kise batau ki wo mausam ab nigebaan nahi~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #13 on: August 18, 2010, 08:41:23 AM » |
|
achay ehsaasoN par daad hazir hai qubool keejiye
aslam
thank you aslam sahab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|