Khazaana Ghazlon Ka,.

by Jaanasheen on December 01, 2007, 12:27:15 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1068 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Nazar Wo Hai Ke Jo Kauno Makan ke Paar Ho Jaaye,.
   Magar Jab Rooh-e-Taaban Par Pade Bekaar Ho Jaaye,.

   Nazar Us Husn Par Thahre To Aakhir Kis Tarah Thahre,.
   Kabhi Jo Phool Ban Jaaye Kabhi Rukhsaar Ho Jaaye,.

   Chala Jaata Hoon Hansta Kehlta Mauj-e-Hawadish Se,.
   Agar Aasaaniyan Ho, Zindagi Dushwaar Ho Jaaye,.

_____________________________________________-NM-

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khaana Khazaana by Friend_4uall in Chit - Chat & General Discussion « 1 2 ... 5 6 »
ghazlon ka hunar by abeera in Shayri for Khumar -e- Ishq
Haal-e-Dil Yun Hi Ghazlon Mein Bolun... by Shihab in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Kya - kya Na Piroya Ghazlon Mein (Adab) by drpandey in Shayri for Khumar -e- Ishq
Meri Ghazlon ko Tera Roop Samajhte Honge (Adab) by drpandey in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: December 01, 2007, 12:29:27 PM »
Reply with quote
kis ko aati hai masihaayee kise aawaaz dooN
    bol ae' khooNkhaar tanhaayee kise aawaaz dooN
   
    chup rahooN to har nafaS Dasta hai naaGaN ki taraH
    aaH bharNe meiN hai ruswaayee kise awaaz dooN

    oof khamoshi ki ye aaheN dil ko barmaati huyee
    oof ye sannaaTe ki shehnaayee kise awaaz dooN


_____________________________________________-NM-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: December 01, 2007, 12:31:17 PM »
Reply with quote
muddat mein wo fir taaza mulaakaat ka aalam
    khaamosh adaaON meiN wo jazbaat ka aalam

    alaaH re wo siddhat-e-jazbaat ka aalam
    kuch keh ke wo bhooli huyee har baat ka aalam

    aariz se Dhalakte huye shabnam ke wo qatre
    aakhoN se Jhalakta hua barsaat ka aalam
 
    wo nazroN hi nazroN meiN sawalaat ki duniya
    wo aakhoN hi aakhoN meiN jawaabaat ka aalam

__________________________________________-NM-

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:28:50 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer