Anshumali
Guest
|
Zindagi MeN Jitne Bhi Aale HaiN Har Jagha Maq'Dii Ke Jaale HaiN...
KaantoN Ko Yeh Nasiihat Kar Do Pehle Se PaawoN MeN Chhaale HaiN...
Shauharat Ki Bulandi Chhoone MeN Siikke BazaaroN MeN Uchhaale HaiN...
Dosti Ka YahaaN Tarzumaa Kaun Kare Aate Nazar Chehre Bhole Bhaale HaiN...
Jin Ko Khabar Nahi Apne Ghar Ki Kaise Akhbaar Padhne Waale HaiN...
Haarne Ka Afsos "Naresh" Kyaa Kare Khel YahaaN Muqaddar Ke Niraale HaiN...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #2 on: August 06, 2010, 12:31:01 AM » |
|
Wah Naresh ji wah... bahut khoob likha hai aapne...!!! Shukriya......aapki taareef ka...Klaskar Ji ! khush rahen... duaaon ke saath...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ishk ek ibadat
Guest
|
|
«Reply #3 on: August 07, 2010, 04:41:18 AM » |
|
bahut zabardast likha hai aapne ......naresh ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #4 on: August 08, 2010, 01:48:54 PM » |
|
Wah Wah Kya Kehne Janaab Aapke Badiya Ghazal Ata Ki Hai Mehfil Ko In Sheron Ki Soch Bahut Achchi Lagi.
Dosti Ka Yahaan Tarzumaa Kaun Kare Aate Nazar Chehre Bhole Bhaale Hain...
Jin Ko Khabar Nahi Apne Ghar Ki Kaise Akhbaar Padhne Waale Hain...
Bahut Badiya Janaab Dheon Dad...
Khsuh Rahiye...
~Shihab~
Bahut bahut shukriya......Shihab Ji !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #6 on: August 09, 2010, 11:09:34 PM » |
|
bahut zabardast likha hai aapne ......naresh ji
Rajinder Bhai.....aapki taareef aur hausla afzaai ka bahut bahut shurkriya.....khush rahen... duaaon ke saath...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #7 on: August 13, 2010, 07:04:34 PM » |
|
Baat Kehne Ko Zaraa Sii Hai Hui Pyaar Me Khataa Sii Hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #8 on: August 13, 2010, 08:00:10 PM » |
|
bht pyari gazal naresh ji.....
dekh dekh k jeete hain log jinhe aksar wahi maut ke raste dikhane wale hain....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #9 on: August 16, 2010, 03:09:50 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #10 on: August 18, 2010, 01:30:07 AM » |
|
bht pyari gazal naresh ji.....
dekh dekh k jeete hain log jinhe aksar wahi maut ke raste dikhane wale hain....
Aapki purkhulus taareef aur daad ka bahut bahut shukriya....aur kasak Ji aapne jo khayal pesh kiya ... woh bhi mujhe bahut pasand aaya... khush rahen... duaaon ke saath....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #11 on: August 18, 2010, 08:34:38 AM » |
|
Zindagi MeN Jitne Bhi Aale HaiN Har Jagha Maq'Dii Ke Jaale HaiN...
KaantoN Ko Yeh Nasiihat Kar Do Pehle Se PaawoN MeN Chhaale HaiN...
Shauharat Ki Bulandi Chhoone MeN Siikke BazaaroN MeN Uchhaale HaiN...
Dosti Ka YahaaN Tarzumaa Kaun Kare Aate Nazar Chehre Bhole Bhaale HaiN...
Jin Ko Khabar Nahi Apne Ghar Ki Kaise Akhbaar Padhne Waale HaiN...
Haarne Ka Afsos "Naresh" Kyaa Kare Khel YahaaN Muqaddar Ke Niraale HaiN...
bahut khoob anshumali ji....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #12 on: August 18, 2010, 01:26:46 PM » |
|
bahut khoob anshumali ji....
Bahut bahut shukriya ... Sheba Ji ! aapki pasandegi aur daad !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #13 on: August 22, 2010, 11:42:33 AM » |
|
bahut zabardast likha hai aapne ......naresh ji
Bahut bahut shukriya.....Rajinder Bhai ! khush rahen... duaaon ke saath...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #14 on: August 24, 2010, 11:37:31 AM » |
|
Har ek moD par ham Gamon ko sazaa de Chalo zindagii ko muhabbat banaa de
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|