{{Khudko Padhta Hoon}}

by angel4u on February 04, 2009, 05:13:32 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2679 times)
angel4u
Guest
Reply with quote
Khudko Padhta Hoon, Chod Deta Hoon,
Ek Warq Roz Mod Deta Hoon,

Is Qadar Zakhm Hain Nigahon Mein,
Roz Ek Aayina Tod Deta Hoon,

Main Pujaari Baraste Phoolon Ka,
Chhu Ke Shaakhon Ko Chhod Deta Hoon,

Kasa-E-Shab Mein Khoon Suraj Ka,
Qatra Qatra Nichod Deta Hoon,

Kanpte Honth Bheegti Palkein,
Baat Adhoori Hi Chhod Deta Hoon,

Ret Ka Ghar Bana Bana Ke 'Faraz',
Jaane Kyon Khud Hi Tod Deta Hoon...


NM
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #1 on: February 04, 2009, 06:00:43 PM »
Reply with quote
bahut achha likha he aapne..... Applause Applause
such hai.....
kis kadar bebus ho jaata hai insaan
N chahte huye bhi sab chod deta hai
Main pujari shabdo ka,likhta hoon per
Kai kavitayen adhoori he chod deta hoon

Khudko Padhta Hoon, Chod Deta Hoon,
Ek Warq Roz Mod Deta Hoon,

Is Qadar Zakhm Hain Nigahon Mein,
Roz Ek Aayina Tod Deta Hoon,

Main Pujaari Baraste Phoolon Ka,
Chhu Ke Shaakhon Ko Chhod Deta Hoon,

Kasa-E-Shab Mein Khoon Suraj Ka,
Qatra Qatra Nichod Deta Hoon,

Kanpte Honth Bheegti Palkein,
Baat Adhoori Hi Chhod Deta Hoon,

Ret Ka Ghar Bana Bana Ke 'Faraz',
Jaane Kyon Khud Hi Tod Deta Hoon...

Logged
angel4u
Guest
«Reply #2 on: February 05, 2009, 02:55:20 AM »
Reply with quote
Thanks..

Actually this is not written by me..
Its just one of the sharings from my collection..
Logged
Roja
Guest
«Reply #3 on: February 05, 2009, 03:05:57 AM »
Reply with quote
Wah wah... Bahut khoob... Thanks for sharing dear Hasina..  Usual Smile
Logged
angel4u
Guest
«Reply #4 on: February 05, 2009, 05:03:55 PM »
Reply with quote
Thanks for reading roja Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: February 12, 2009, 10:42:32 AM »
Reply with quote
Beautiful sharing Angel
Logged
angel4u
Guest
«Reply #6 on: February 12, 2009, 12:07:20 PM »
Reply with quote
Thanks a lot Celmira...
Logged
aaina
Guest
«Reply #7 on: February 18, 2009, 07:16:24 AM »
Reply with quote
Khudko Padhta Hoon, Chod Deta Hoon,
Ek Warq Roz Mod Deta Hoon,

Is Qadar Zakhm Hain Nigahon Mein,
Roz Ek Aayina Tod Deta Hoon,

Main Pujaari Baraste Phoolon Ka,
Chhu Ke Shaakhon Ko Chhod Deta Hoon,

Kasa-E-Shab Mein Khoon Suraj Ka,
Qatra Qatra Nichod Deta Hoon,

Kanpte Honth Bheegti Palkein,
Baat Adhoori Hi Chhod Deta Hoon,

Ret Ka Ghar Bana Bana Ke 'Faraz',
Jaane Kyon Khud Hi Tod Deta Hoon...


NM


very nice sharing angel..................


ab ke ham bichday to shaayad kabhii Khvaabon mein milen
jis tarah suukhe hue phuul kitaabon mein milen

Dhoond ujaday hue logon mein wafaa ke motii
ye Khazaane tujhe mumkin hai Kharaabon mein milen 

tuu Khudaa hai na meraa ishq farishton jaisaa
donon insaan hain to kyon itane hijaabon mein milen

Gam-e-duniyaa bhii Gam-e-yaar mein shaamil kar lo
nashaa badta hai sharaben jo sharaabon mein milen

aaj ham daar pe khenche gaye jin baaton par
kyaa ajab kal wo zamaane ko nisaabon mein milen

ab na vo main hun na tu hai na wo maazii hai`Faraaz',
jaise do shaKhs tamannaa ke saraabon meim milen

 
Logged
Roja
Guest
«Reply #8 on: February 18, 2009, 07:22:37 AM »
Reply with quote
Khudko Padhta Hoon, Chod Deta Hoon,
Ek Warq Roz Mod Deta Hoon,

Is Qadar Zakhm Hain Nigahon Mein,
Roz Ek Aayina Tod Deta Hoon,

Main Pujaari Baraste Phoolon Ka,
Chhu Ke Shaakhon Ko Chhod Deta Hoon,

Kasa-E-Shab Mein Khoon Suraj Ka,
Qatra Qatra Nichod Deta Hoon,

Kanpte Honth Bheegti Palkein,
Baat Adhoori Hi Chhod Deta Hoon,

Ret Ka Ghar Bana Bana Ke 'Faraz',
Jaane Kyon Khud Hi Tod Deta Hoon...


NM



 Applause  Applause  Applause
Great ... sharing dear Hasina  Thumbs UP
Logged
angel4u
Guest
«Reply #9 on: February 18, 2009, 04:20:05 PM »
Reply with quote
very nice sharing angel..................


ab ke ham bichday to shaayad kabhii Khvaabon mein milen
jis tarah suukhe hue phuul kitaabon mein milen

Dhoond ujaday hue logon mein wafaa ke motii
ye Khazaane tujhe mumkin hai Kharaabon mein milen 

tuu Khudaa hai na meraa ishq farishton jaisaa
donon insaan hain to kyon itane hijaabon mein milen

Gam-e-duniyaa bhii Gam-e-yaar mein shaamil kar lo
nashaa badta hai sharaben jo sharaabon mein milen

aaj ham daar pe khenche gaye jin baaton par
kyaa ajab kal wo zamaane ko nisaabon mein milen

ab na vo main hun na tu hai na wo maazii hai`Faraaz',
jaise do shaKhs tamannaa ke saraabon meim milen

 


Thanks,
the poem you shared is one of my favourites..
Thanks for sharing it here.
takecare...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #10 on: February 18, 2009, 04:20:26 PM »
Reply with quote

 Applause  Applause  Applause
Great ... sharing dear Hasina  Thumbs UP

Thanks Roja dear...
Logged
aaina
Guest
«Reply #11 on: February 19, 2009, 01:10:38 PM »
Reply with quote
Thanks,
the poem you shared is one of my favourites..
Thanks for sharing it here.
takecare...

ur welcome angel ji................

Har bar mujhy zakham-e-Judaai na diya ker
agar tu mera nahi tu mujhy dekhai na diya ker

Such Jhooot teri aankh say ho jata hai zahir
Qasmain na uthaa intni safaai na diya ker

Maloom hai rehta hia tu ab mujhy sy garayzaan
Pass a ky Piyaar ki duhaai na diya ker

Ud jain tu phir lout ker aatay nahi wapis
Her bar parindo.n ko rehaai na diya ker

            (NM)
Logged
angel4u
Guest
«Reply #12 on: February 24, 2009, 04:39:03 PM »
Reply with quote
ur welcome angel ji................

Har bar mujhy zakham-e-Judaai na diya ker
agar tu mera nahi tu mujhy dekhai na diya ker

Such Jhooot teri aankh say ho jata hai zahir
Qasmain na uthaa intni safaai na diya ker

Maloom hai rehta hia tu ab mujhy sy garayzaan
Pass a ky Piyaar ki duhaai na diya ker

Ud jain tu phir lout ker aatay nahi wapis
Her bar parindo.n ko rehaai na diya ker

            (NM)


Wah wah...
bahut khoob...
sach hai kuch parinde udne ke liye hi aate hia zindagi me aru saath saath apne paron par saare khwaab saari aashayein le jaate hia...
nice sharing..
Logged
aaina
Guest
«Reply #13 on: March 12, 2009, 08:16:03 AM »
Reply with quote
ab aisa ghar ke dareecho ko band kia rakhana
hawa ke aane ka koi to raasta rakhna

jab apne log hi aayenge lootne ke liyn
to dosti ka taqaza hai ghar khula krkhna

ta'aluqaat kabhi ek se nhi rehte
inhe gawa ke bhi jeene ka hosla rkhna

ye qurbatin hi bade imthaan laiti hain
kisi se wasta rakhna to dooor ka rakhna

tamaam jhgde yahan milkiyat ke hote hain
jahan bhi rehna magr ghar kiraye ka rakhna(NM)
Logged
angel4u
Guest
«Reply #14 on: March 12, 2009, 02:24:10 PM »
Reply with quote
wah wah bahut khoob Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:05:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer