"khush rahe tu"

by aaina on July 21, 2009, 05:34:57 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2301 times)
aaina
Guest
Reply with quote
Khush rhe tu koi gham tujhay na chu paaye
Jo bhi dard dard aaye wo mere hisse aaye

Tu mera dost bhi jaan bhi humnawa.n bhi
Mere aiyteraaf mai hain lipte tere saaye

Wo meri zindagi ka aakhri lamaha hoga
Jo meri soch tujhko kabhi bhool jaye

Tu jaisa chahata hai mujhay manzoor har shey
Mein samjh lunga wo bhi jo tu keh na paaye

Mera hai kya mai teri qasam mein ji lunga
Shurt ye hai jo tu maujhay kabhi soche, to muskaye
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1 on: July 21, 2009, 05:58:56 PM »
Reply with quote
wah aaina ji kaya baat hai, bahoot khoob!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: July 21, 2009, 07:07:41 PM »
Reply with quote
Khush rhe tu koi gham tujhay na chu paaye
Jo bhi dard dard aaye wo mere hisse aaye

Tu mera dost bhi jaan bhi humnawa.n bhi
Mere aiyteraaf mai hain lipte tere saaye

Wo meri zindagi ka aakhri lamaha hoga
Jo meri soch tujhko kabhi bhool jaye

Tu jaisa chahata hai mujhay manzoor har shey
Mein samjh lunga wo bhi jo tu keh na paaye

Mera hai kya mai teri qasam mein ji lunga
Shurt ye hai jo tu maujhay kabhi soche, to muskaye


 Applause Applause Applause

Mashallah......Bohot Khoob Aslam Ji


Kuch likhne ki koshish ki hai.....


Apne Hisse Ke Ghum Hain, Apne Hisse Ki Hai Khushi,
Apni Hi Zaat Ka Bojh Liye Chal Rahi Hai Ye Zindagi

Dhoond Rahe Hain Aaino Main, Shayad Ek Aks Hi Mile,
Jaane Kahan Chorh Aaye Khud Ko, Hum Ko Bhi Khabar Nahi

Har Saans Pe Thehra Hua, Koi Qarz Seene Main Dhala,
Bechaniyaan Hain Har Lamha, Har Ek Pal Koi Bebasi

Lachaar Se Hain Khade Hue, Kis Raah Pe Rakhe Qadam,
Kashmakash Se Joojhte, Manzilian Dil Ki Kaun Si !!

Logged
cara
Guest
«Reply #3 on: July 22, 2009, 03:57:11 AM »
Reply with quote
kya baat hai    aaina ji....

tu sirf haan kahede tere sang jee liyunga,
tere hisse ke har gum  main sahe liyunga.
tuje sirf khush rahkne ke liye hi main jeeunga,
teri khushi ke khaatir khuda se bhi jaa ladunga.
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: July 22, 2009, 04:05:19 AM »
Reply with quote
Khush rhe tu koi gham tujhay na chu paaye
Jo bhi dard dard aaye wo mere hisse aaye

Tu mera dost bhi jaan bhi humnawa.n bhi
Mere aiyteraaf mai hain lipte tere saaye

Wo meri zindagi ka aakhri lamaha hoga
Jo meri soch tujhko kabhi bhool jaye

Tu jaisa chahata hai mujhay manzoor har shey
Mein samjh lunga wo bhi jo tu keh na paaye

Mera hai kya mai teri qasam mein ji lunga
Shurt ye hai jo tu maujhay kabhi soche, to muskaye


Bahut khoob Aslam ji  Applause Applause
Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: July 22, 2009, 04:06:03 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause

Mashallah......Bohot Khoob Aslam Ji


Kuch likhne ki koshish ki hai.....


Apne Hisse Ke Ghum Hain, Apne Hisse Ki Hai Khushi,
Apni Hi Zaat Ka Bojh Liye Chal Rahi Hai Ye Zindagi

Dhoond Rahe Hain Aaino Main, Shayad Ek Aks Hi Mile,
Jaane Kahan Chorh Aaye Khud Ko, Hum Ko Bhi Khabar Nahi

Har Saans Pe Thehra Hua, Koi Qarz Seene Main Dhala,
Bechaniyaan Hain Har Lamha, Har Ek Pal Koi Bebasi

Lachaar Se Hain Khade Hue, Kis Raah Pe Rakhe Qadam,
Kashmakash Se Joojhte, Manzilian Dil Ki Kaun Si !!

Wah wah... dear Celmira... Wonderful gazal likha hai aapne bi  Thumbs UP
Logged
Roja
Guest
«Reply #6 on: July 22, 2009, 04:06:30 AM »
Reply with quote
kya baat hai    aaina ji....

tu sirf haan kahede tere sang jee liyunga,
tere hisse ke har gum  main sahe liyunga.
tuje sirf khush rahkne ke liye hi main jeeunga,
teri khushi ke khaatir khuda se bhi jaa ladunga.


Lovely lines Cara  Thumbs UP
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: July 22, 2009, 04:20:05 AM »
Reply with quote
Khush rhe tu koi gham tujhay na chu paaye
Jo bhi dard dard aaye wo mere hisse aaye

Tu mera dost bhi jaan bhi humnawa.n bhi
Mere aiyteraaf mai hain lipte tere saaye

Wo meri zindagi ka aakhri lamaha hoga
Jo meri soch tujhko kabhi bhool jaye

Tu jaisa chahata hai mujhay manzoor har shey
Mein samjh lunga wo bhi jo tu keh na paaye

Mera hai kya mai teri qasam mein ji lunga
Shurt ye hai jo tu maujhay kabhi soche, to muskaye


Bahut Hi Khoobsurat Ehsaas Hai Aslam Bhai..

Bahut Bahut Khoob Bhai.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: July 22, 2009, 04:24:20 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause

Mashallah......Bohot Khoob Aslam Ji


Kuch likhne ki koshish ki hai.....


Apne Hisse Ke Ghum Hain, Apne Hisse Ki Hai Khushi,
Apni Hi Zaat Ka Bojh Liye Chal Rahi Hai Ye Zindagi

Dhoond Rahe Hain Aaino Main, Shayad Ek Aks Hi Mile,
Jaane Kahan Chorh Aaye Khud Ko, Hum Ko Bhi Khabar Nahi

Har Saans Pe Thehra Hua, Koi Qarz Seene Main Dhala,
Bechaniyaan Hain Har Lamha, Har Ek Pal Koi Bebasi

Lachaar Se Hain Khade Hue, Kis Raah Pe Rakhe Qadam,
Kashmakash Se Joojhte, Manzilian Dil Ki Kaun Si !!



Aapka To Jawaab Hi nahi Talat!!!

Bahut Bahut Khoob Dost!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Dastbardaar
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
1 days, 9 hours and 59 minutes.
Posts: 69
Member Since: Jul 2009


View Profile
«Reply #9 on: July 22, 2009, 08:37:54 AM »
Reply with quote
Aarzoo ho teri aur mera imtihaan ho

Has kar teri duniya se hum vida ho jaye....
Logged
Talat
Guest
«Reply #10 on: July 23, 2009, 06:21:32 PM »
Reply with quote
Wah wah... dear Celmira... Wonderful gazal likha hai aapne bi  Thumbs UP

Thanks so much Roja
Logged
Talat
Guest
«Reply #11 on: July 23, 2009, 06:22:09 PM »
Reply with quote
Aapka To Jawaab Hi nahi Talat!!!

Bahut Bahut Khoob Dost!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Bohot bohot shukriya Dost Usual Smile
Logged
aaina
Guest
«Reply #12 on: August 18, 2009, 03:18:26 PM »
Reply with quote
wah aaina ji kaya baat hai, bahoot khoob!!

bhut shkukriya pooja ji........
Logged
aaina
Guest
«Reply #13 on: August 18, 2009, 03:19:43 PM »
Reply with quote
kya baat hai    aaina ji....

tu sirf haan kahede tere sang jee liyunga,
tere hisse ke har gum  main sahe liyunga.
tuje sirf khush rahkne ke liye hi main jeeunga,
teri khushi ke khaatir khuda se bhi jaa ladunga.



thnxxx so much cara ji

bhut acha likha hai aapne
Logged
aaina
Guest
«Reply #14 on: August 18, 2009, 03:20:16 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Aslam ji  Applause Applause


thnxxxxxxxxxx roja dear
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 09:47:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer