Kisse China Hai ye Ameer-e-shaher ( Qadeertoopchi )

by qadeer_junaid on July 11, 2010, 07:11:54 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1319 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
Reply with quote
Kya hai masjid-o-kya shiwala hai
Ek hi hai  jo   sun.ne wala hai

Kisse china hai ye ameer-a-shaher
Tere  hato.N  me  Jo   niwala hai

Ab na pucho kissi se hale watan
Sub ke hatho.N me ik hawala hai

Khon-e-dil se likha wo tera khat
Maine ab tak usse sanbhala hai

Din me hasna hai raath me rona
Ye  maza  bhi  bada  nirala  hai

Kya bhala Dega tu "Qadeer"Unhe.N  
Bhooke rahe ke jinhone paala hai

Qadeertoopchi




Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Funny Shayari from China ... by NewYorker in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 5 6 »
Last time from china by Vikk in SMS , mobile & JOKES
made in china.mb by marhoom bahayaat in SMS , mobile & JOKES
Dil toe ameer hota he laikin ghareeb ka.. by mazHur in Ghazals
Ishq to China Ka Maal Hai by pawan16 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: July 11, 2010, 11:12:46 AM »
Reply with quote
Bahut bahut Khoob qadeer Bhai...

Humesha Ki Tarah Lajawaab!!!!!

bahut Hi Ache Mere Bhai Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: July 11, 2010, 12:07:34 PM »
Reply with quote
Kya hai masjid-o-kya shiwala hai
Ek hi hai  jo   sun.ne wala hai

Kisse china hai ye ameer-a-shaher
Tere  hato.N  me  Jo   niwala hai

Ab na pucho kissi se hale watan
Sub ke hatho.N me ik hawala hai

Khon-e-dil se likha wo tera khat
Maine ab tak usse sanbhala hai

Din me hasna hai raath me rona
Ye  maza  bhi  bada  nirala  hai

"Qadeer" unko bhala tu kya dega  
Bhooke rahe ke jinhone paala hai

Qadeertoopchi



Mashallah Bohat Achchi Ghazal Hai Qadeer Bhai,.

1st
5th
Aur 6th To Zabardasr Hain Mashallah,.

Rab Khair Kare,.
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #3 on: July 11, 2010, 01:54:58 PM »
Reply with quote
Kya hai masjid-o-kya shiwala hai
Ek hi hai  jo   sun.ne wala hai

Kisse china hai ye ameer-a-shaher
Tere  hato.N  me  Jo   niwala hai

Ab na pucho kissi se hale watan
Sub ke hatho.N me ik hawala hai

Khon-e-dil se likha wo tera khat
Maine ab tak usse sanbhala hai

Din me hasna hai raath me rona
Ye  maza  bhi  bada  nirala  hai

"Qadeer" unko bhala tu kya dega 
Bhooke rahe ke jinhone paala hai

Qadeertoopchi

Qadeer Sahab ....bahut zindagi ke qareeb ke ashaar pesh kiye hai aapne......bahut seedhe lafz me...iss dilkash pehkash ko tahe dil se daad hazir hai...qubuul farmaayen... khush rahen...

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #4 on: July 11, 2010, 06:05:32 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Qadeer Ji
Logged
nazr ghouri
Guest
«Reply #5 on: July 14, 2010, 06:07:10 PM »
Reply with quote
takheer ke liye maafi chahonga Qadeer bhai,aapki ghazal nazar nawaz hoi ,kya kehne janab har shair umda ek behetreen ghazal bazm ko ata ki hai janab.
Logged
aaina
Guest
«Reply #6 on: July 16, 2010, 10:02:21 PM »
Reply with quote
Qadeer sahab mashallah kya ghazal kahi hai aapne bhut hi khoob, saare ke saare hi aashaar bhut aur bhut hi khoob rahe khaas kar ke ye do aashaar bhut hi achay lage

kisse cheena hai ye ameer e shehr
tere haathoN mai jo niwaala hai

mashallha se bhut hi acha sher hai daad

din mai hasna hai raat mai rona
ye maza bhi bada niraala hia

khoob maza dia aapke is sher ne bhut hi khoob daad

mashllah se bhut hi acha kehte haiN aap, yuN likhte rahiye hazaaron daad aapki nazr


aslam
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #7 on: July 29, 2010, 08:16:00 AM »
Reply with quote
Ahle Bazm Aadab o tasleemat ,,

Ap sub ki mahubbato.N behad shukriya .. Ap sub ko Ghazal pasand aai meri mahenat kamiyab rahi .. Takhir ke liye mazrath khaw hon .. dad ke behad mashkoor o mumno hon .. allah apko hamesh khush rakhe ..



dua go

qadeertoopchi
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #8 on: August 03, 2010, 01:16:01 PM »
Reply with quote
Kya hai masjid-o-kya shiwala hai
Ek hi hai  jo   sun.ne wala hai

Kisse china hai ye ameer-a-shaher
Tere  hato.N  me  Jo   niwala hai

Ab na pucho kissi se hale watan
Sub ke hatho.N me ik hawala hai

Khon-e-dil se likha wo tera khat
Maine ab tak usse sanbhala hai

Din me hasna hai raath me rona
Ye  maza  bhi  bada  nirala  hai

Kya bhala Dega tu "Qadeer"Unhe.N 
Bhooke rahe ke jinhone paala hai

Qadeertoopchi


bhooke rah ke jinhone pala hai.......waaaaaaaaah waaaaaaaaah waaaaaah .....maa -baap ke parwarish ka koi silaa nahin....behtreen qadeer sb


Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:07:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.09 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer