KITAB - E - ZINDAGANI PAR ......................... HASAN

by F.H.SIDDIQUI on November 05, 2012, 06:42:49 AM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2308 times)
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #30 on: November 23, 2012, 05:28:58 AM »
Reply with quote
 
Bahut  bahut   mamnoon   hoon .
Aap  jaise   doston  ke tabsiron
se  bahut  hausla   milta  hai .
                 duago , Hasan
hasan sahab, aadaab, bahut hi umra ghazal rahi, maza aa gaya, ye kuch us darze ki ghazal hai jiske har sher pe muqarrar kehne ko jee chaahe, bas aage v aap yunhi ilm-e-kalam se bazm ko roshan karte rahiye, aur ek rau humari taraf se, is muqammal ghazal pe...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tum Bin Yeh Zindagani Adhoori Hai...!!! by Delicate_Doll in Shayri-E-Dard
YEH ZINDAGANI... by diya786 in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Tu meri zindagani hai by saahill in Share:Love Poetry
aanevala pal nayi zindagani he by jyuthika in Miscellaneous Shayri
koi din gar zindagani aur hai by Sujan Azad Parikh in Ghazals
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #31 on: November 23, 2012, 05:35:56 AM »
Reply with quote
boht boht khub hasan sir waah
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #32 on: November 25, 2012, 02:49:34 AM »
Reply with quote
bohat bohat bohat c daad ,..............
laaiba ji , bahut  shukriya , dheron  duaaein.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #33 on: November 26, 2012, 03:22:16 PM »
Reply with quote
boht boht khub hasan sir waah
saahillji ,bahut shukriya , duuaaein.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #34 on: November 27, 2012, 03:40:27 AM »
Reply with quote
thanks,sumanji
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #35 on: November 30, 2012, 05:11:56 PM »
Reply with quote
Mahutram FH Siddiuee Sahib ,,

Qayamat qez ghazal nazar nawaz hui ,,,ek ek sher ne teer ba hadaf ka kaam kiya hai ...ghazal ki rawani aisi hai ke jaise khamosh jungle me bahti hui nadi kaano me ras ghool rahi ho ...qawafi tang hone ke baujod aapne jis saleeqe se sher nikale hain ke bus fun nahi kamale fun hai sahib ......Magar itni haseen ghazal me bewa ki aangdaai kyun ?

Kitaab-e-zindagaani per likhooN sachchi maiN tahreereiN ,
Zahan munsif ka de de , Haq-parasti kee qalam humko,

Darj-e-bala sher ke misra-e-saani ko dekh le'n ...lafz zahn ko aapsa zahin o fatin shaks khoob samjhta hai .....Aage aapki marzi aap sahebe ikhtiyaar hain .....Ek baar phir aapki is boolti hui ghazal pe dad o mubarakbad hazir hai ...

Dua go

Qadeertoopchi

Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #36 on: November 30, 2012, 06:10:13 PM »
Reply with quote
Mahutram FH Siddiuee Sahib ,,

Qayamat qez ghazal nazar nawaz hui ,,,ek ek sher ne teer ba hadaf ka kaam kiya hai ...ghazal ki rawani aisi hai ke jaise khamosh jungle me bahti hui nadi kaano me ras ghool rahi ho ...qawafi tang hone ke baujod aapne jis saleeqe se sher nikale hain ke bus fun nahi kamale fun hai sahib ......Magar itni haseen ghazal me bewa ki aangdaai kyun ?

Kitaab-e-zindagaani per likhooN sachchi maiN tahreereiN ,
Zahan munsif ka de de , Haq-parasti kee qalam humko,

Darj-e-bala sher ke misra-e-saani ko dekh le'n ...lafz zahn ko aapsa zahin o fatin shaks khoob samjhta hai .....Aage aapki marzi aap sahebe ikhtiyaar hain .....Ek baar phir aapki is boolti hui ghazal pe dad o mubarakbad hazir hai ...

Dua go

Qadeertoopchi


shukriya , qadeer saheb.achha lagta hai jub koi waqai funni nuqta i nazar se kalaam parhe.Aaj hi aap ne merieikhazal'Khoobsurat hai,...'per aisa hi tabsira kiya hai.Aapka aitraz qubool karte hue kahoonga ki 'Zahn' bhi waisa hi eik lafz hai.
Logged
livingbytheday
Guest
«Reply #37 on: December 01, 2012, 02:36:07 AM »
Reply with quote
waah, waah, waah, waah. Bahut hi behtareen khayalat, bahut khoobsurat
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #38 on: December 03, 2012, 05:26:39 AM »
Reply with quote
waah, waah, waah, waah. Bahut hi behtareen khayalat, bahut khoobsurat
Bahut shukriya , nawazish Deepakji
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:32:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer