janumanu
Guest
|
Jab zamiN par chala kijiye AasmaaN rakh liya kijiye
Kya kaha zindgi ho gayee Jeene ka hounsla kijiye
AansuoN se likha khat hai ye Chaandni meiN padha kijiye
dil ki sunna zaroori hai kya aql se mashwara kijiye
dijiye dil humeN dijiye ho bhale jo.. bhala kijiye
lag gaya aapka humse dil jaaiye ab ..... maza kijiye
Ghar ko ghar ki tasalli rahe aate jaate raha kijiye
Koe titli pakad leN agar phool par rakh diya kijiye
aap humse muhabbat mein haiN chaahiye to pata kijiye
aur shayar ye chahiye bhi kya dad hi de diya kijiye
fikr gahraa hua kis kadar doobiye tazruba kijiye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 11, 2013, 05:35:52 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #2 on: February 11, 2013, 05:42:40 AM » |
|
waah waah marhabaa marhabaa
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aarish
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 11, 2013, 06:09:27 AM » |
|
wah wah wah kya baat hai bohut khoob beshumaar daad qubool kareN is umda kalaam par
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 11, 2013, 06:23:45 AM » |
|
Bahut hi umda ghazal. ek se ek khayaal.. kya kahne.. par is sher me chupa..khayaal hazaaroN daad is par Kya kaha zindgi ho gayee Jeene ka hounsla kijiye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
@Heer@
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 11, 2013, 06:33:20 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 11, 2013, 06:39:16 AM » |
|
Jab zamiN par chala kijiye AasmaaN rakh liya kijiye
Kya kaha zindgi ho gayee Jeene ka hounsla kijiye
AansuoN se likha khat hai ye Chaandni meiN padha kijiye
dil ki sunna zaroori hai kya aql se mashwara kijiye
dijiye dil humeN dijiye ho bhale jo.. bhala kijiye
lag gaya aapka humse dil jaaiye ab ..... maza kijiye
Ghar ko ghar ki tasalli rahe aate jaate raha kijiye
Koe titli pakad leN agar phool par rakh diya kijiye
aap humse muhabbat mein haiN chaahiye to pata kijiye
aur shayar ye chahiye bhi kya dad hi de diya kijiye
fikr gahraa hua kis kadar doobiye tazruba kijiye veriiiiiiii gud
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #8 on: February 11, 2013, 06:50:53 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #9 on: February 11, 2013, 08:10:02 AM » |
|
gazabbbbb gazabbb aur bas gazabbb
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #11 on: February 11, 2013, 09:12:19 AM » |
|
bautiful , beautiful , beautiful .waah janumanuji , kya khubsurat ghazal kahi hai. Padh kar maza aa gaya . har sher bahut khoob . chhoti bahr mein kamaal kar diya. dheron daad hazir hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #14 on: February 11, 2013, 03:55:11 PM » |
|
waah boht boht khub janumanu ji wah
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|